Forex markeet se fighting krna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    forex sa fitghting nhe kirne chay q k isa kirna sa hum ko is ma safr loss hi ho skta ha na k porfit agar aap chta hay k aap ko is ma porfit ho to is ka shi astmal kiray fitgtion kirna sa phasl aap ko ya sochna chay k ya ak onlin business hay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      Bro ap bilkul sahe keh rahey hain k aisa lagta hy k market sy fight karni parti hy achee earning k liye aur ye k kafi kuch study karny k bad market mein enter hona parta hy jo aik fighting ki tarha hy
      • #453 Collapse

        Dear aapki baat darust hai ham market k sath fighting ni kr sakte hain. Hamare pass chahe jitna bhi bra account ho to ham market pr pressure ni daal skte hain q k forex international level ki market hai agar ham ismen high lots ko daal kr isko cover krna chahen ge to ye hamra aur ziada loss kre gi isliye forex men always mony managment aur risk to reward ko sath le ker chalna hoga.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #454 Collapse

          jee han ap ne theek kaha k humay is market k sath bilkul bhi fightnai karni cahiay balkay apny kam ko aram se karna cahiay isi may humara faida hay nai tou humay loss ho sakta hay aur hum apna account bhi wash kar sakte hay
          • #455 Collapse

            jee haan bhai hmain forex market sy fighting nae karni chahiyay hmain fighting sy dur rehna chahiyay kue k agar ham market sy fight krain gain tw ham aur zaida loss khain gain aur ye baat bilkul sahe boli ap ny k fighting sirf new members he karty hain
            • #456 Collapse

              g bhai ap ny sahi bat ki hai ayse kar k kuj milta bhi nahi hai q k hum forex se jagra nahi kar skty hain or hmara bnta bhi nahi hai jagra karna es iye sub kuj sahi karen or pahly sikh len os k bad trdaing karen tu acha rahat hai
              • #457 Collapse

                agar hum forex trading main analysis karen gay tab he hum esmain trade kar sakty hay es business main humay market say jhagrana nahi chahiey humay chahiey keh market kay trend main reh kar he trade karen tab he humari trade achi hoti hay aur hum esmain safe earnng kar sakty hay humay risk kam say kam he lena chaheiy
                • #458 Collapse

                  G bhai ap ny bari achi bat ki hai es liye main b apki bat se agree hun or mera khyal hai loss k bad kuj bhi nahi Karna chahye k hmara loss cover ho jay ga jub loss hota hai tu bht se log OSI wakt trad LGA dety hain k hmara loss jaldi se cover ho jay tu bhai ayse mah karna chahye yah aik bht bara risk hota hai or apko dobra bhi loss ho skta hai es liye bhtr yahi hai k loss k bad dobra koi bhi galti na Karen bad main planing k sath trading kar k loss cover Karen
                  • #459 Collapse

                    forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur markt main enter hony k liye boht hi expeerience hsail karny ki zarorat hoti hai
                    • #460 Collapse

                      forex main hum boht hi acha earn kar sakty hain aur hamain market main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main acha earn karny k kabil ho sakty hain aur markt main loss say bi bach skaty hain aur hamain proift hasil karna ho saky ga
                      • #461 Collapse

                        forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur ye sab k liye aham hai is main kam karny k liye is k bary main knowldge hasil karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main profit hasil ho saky ga it is best job
                        • #462 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                          Dosto forex market se kbi fighting na krna,ni to Anjaam bura hoga.
                          matlb agr apko aik bar lose howa he to phr se ziyada lot k sath trade ni krni ye sochty howy k mera lose b recover ho jayega aur profit b hoga,aisa kbi ni hota,bal k aur lose ho jata he,fighting ziyada tar new tradrs krty hn.unko bachna chahiye fighting krne se market k sath.
                          Salam Bhai Mary khayal ma AP bilkol thek ky rhy ho ky him logo ko forex trading ama market sy fight nhi krni chya bilky mhnat krni chya or ager him log mhnat krty ha to hi him log forex ma kamyab trader ban skty ha or acha profit bna skty ha
                          Removed by Moderator.
                          • #463 Collapse

                            market se fighting ki he nahi ja sakti hai aap haar jaen ge is market ko samajh kar or khud per control rakh kar he ham is me kamyabi se earning apni kar sakty hain is lye demo per practice or us ke baad knowledge jitni ho sake aap hasil karte jaen takey aap ki knowledge barh sake or aap ke losses jo hain aap ke account ko peeche na le ja saken .
                            Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
                            • #464 Collapse

                              is main hamain fighting nai karni ho g chahue aur hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum profit hasil karny main bi koi mushkkil na ho saky gi aur hamain market main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain earn kar k boht hi profit hasil kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                ye sba k liiye aham hai is main learn kar k hi trade karni ho gi aur market main rules ko follow kar k kam karna ho ga fighting ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main run karein gay aur market main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main hard work kar k hi hum real main run karein ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X