i think forex trading home tution prane se bohat behter ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    yes dear aisa is liye hota hai kyunki forex mein hum student bhe khud hoty hain or teacher bhe khud he hoty hain yehi wajha hai k humaray bius mein hota hai k hum trading kerain ya na krain is lehaz say yeh ek azad job hai jisko kisi bhe waqt kiya ja sakta hai or kisi bhe time use kiya ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      G han bilkul theek kaha apne ke forex trading tuition parhane se bohat hi ziyada behtar hai,us mein apko fixed amount milti hai aur jab ke forex mein ap apni skills ke sath barhne ke aur ziyada kamate jate hain aur ye ek real business hai.
      • #258 Collapse

        yes you r right forex business mein apko tution parhane say bhee ziada or bohot short time mein profit mil sakta hay bus start mein apne aik dafa mehnat karli to.jab k tution waghera mein to jab tak ap parha rahay ho jab tak ap ko kuch milta hay warna nahe.
        • #259 Collapse

          Ye baat tu bilkul theek hai magar mery khayal se forex ka abhi itna scope nahi hai Pakistan me kay iski tution fee koi pay kary ga is kay liay log ziada tar khud se hi learning kar kay isko start kar rhy hain kiun kay internet per iski study ho sakti hai is liay iski tution ki zarurat mehsoos nahi hoi abhi tak. Magar agar ko bohat ziada expert hai tu phir wo apni academy bana kar ye kaam start kar sakty hain tution ka.
          • #260 Collapse

            i agree with your point of view i also think like that ,that the forex trading is the more batter option rather then the home tution that is why i give the time to this forum and then do the trade which is the good way
               
            • #261 Collapse

              hell yeah bro forex to hum students k liye bohat achi cheez hai aur hum to apni pocket money b easily nikal saktay hain es se aur hum students ko es ma koi limit b nai milti k hum kitna earn kar saktay hain es liye humain sab ko es ka mashwara b dena chahye
              • #262 Collapse

                brother you are right teaching or tution sy boht ziyatha bohtar hai ap isko apny time ky lihaz karsakhty hai ap isko rath my bi karsakhty hai.forex is more then tution.
                • #263 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                  dosto students apni study k lie ahrajat home tution pra k porey krte hen but me kehta hun k un dostu k lie forex bohat ahm ha jo ger ger ja k tution praate hen or apni study k ahrajat ko pora krte hen wo forex me kam kr k is se kai guna ziada kama skte hen or apni study ko contiue kr skte hen ap kia kehte ho ???
                  forex trading ik business hai or ye educated logon kay leiy acha business hai.hum forex main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or iss tarah he hum apna career bana sakty hain forex main or achi earning bhi kar sakty hain.
                   
                  • #264 Collapse

                    apke bat thk hai lkn her koi bhi is me ni kama sakta hai is e pehly bht mehnat karni parti hai uska bd ja k kahie apko earning hona lagti hai forx bht acha business hai lkn isko samajna eatna asan bhi ni hai..
                    • #265 Collapse

                      ya ba ki kisi had tk thik ha lakin jo kam kasi ko ata ha woe kra ga na k wo jo nai ata is lia kasi b kam say behter koi kam nai hota bal k jo kam app ko achi trah ata ha woe sab sa acha hota ha.
                       
                      • #266 Collapse

                        ji dost apki bat thk he insta forex ko smjhna kafi mushkil he insta forex ka koi institut bhi nhe aur kafi member ese han jin ko insta forex ko bhi ilm nhi he wo ye hi chahte hen koio hamen bhi guide kre apki bat thk he ager koi insta forex ka tution de tu wo kafi earn kr sakhta he
                        • #267 Collapse

                          bhai forex trading ek best business hai aur jo home tution parate hai un ke liye wo bhi faida mand hai s tarah wo apni education ko achi tarah rkh skte hai dosre ko parhne se khud bhi parhne ka dil chata hai aur ye ek alag earning ka moqa hai forex se s se bht achi earning kr ke apni education ko aur acha kya ja skta hai
                          • #268 Collapse

                            bhai forex ko aap home tution se compare nai kr skte q k tution aik diferent field ha. haan ager aap aik ache teacher han then aap aik ache trader zrur ban skte han q k aap ma learn krne ki salahiyat ziada hogi.
                             
                            • #269 Collapse

                              Hahahaha. Brother Apne Kafi Funny And Fact Baat Ki Hai. Yeh Bilkul Theek Platform Hai Kay Students Apna Expenditure Isi Kaam Se Hasil Karlain. Kyun Kay Tution Parhane Main Bohot Tension Hoti Hai And Itni Ziada Fees Bhi Nhi Milti Lekin Insta-Forex is Kay Bilkul Bar-Aks Hai And Easy Hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                han ji brother main to abhi is forum pay new hon ,main abhi is bary main confirm nahi bta sakta kyun kay main khud abhi trade nahi kar raha ,but mujy itna pta hai kay leverage change karny say kafi fark prta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X