i think forex trading home tution prane se bohat behter ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    han ye bat to ap theek khrae hyn forex tution prhany se to kafi bhtar hai. tution prhany me kafi tym aur dimag use hota hai jab ky forex trading me dimag to use hota hi hai is k sath sath hmara waqat bhi kam use hota hai ager ap forex ko achi trah janty hyn to ap ko is forex se best ap ky lie koi bhi kam nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      sirf home tution hi nahi balke mera nazariya hai k forex trading tamam part time jobs or kamo se behtar hai, is me mehnat to or kamo jitn i ya shayad ziada mehna or zehni kam zarur hai lekin phir is ka profit or kamyabi aap k liye kafi hojati hai yani is se milna wala output aap ki lafi badal sakta hai.
      • #1008 Collapse

        ji han ye baaat ap ny bilkul thek khi ha k forex bht best ha agr hum esko teaching sy compare krn tu ye school my ja k ya ghar py tution n parhany sy tu bht best ha bachy bht demaag khaty hn tution parhny sy or ye asa kam ha k insan aram sy skoun sy apny ghr beth k kisi bhi waqt easily kr skta ha es mn koi tention ni ha zyda,
         
        • #1009 Collapse

          mery khyaal say aap ki baat thek hai.forex trading main kaam kar kay hum kisi bhi doosry business ki nisbat zyaada kamma sakty hain lekin iss field main struggle bohat zarori hai.agar strggle karain gay to phir he achi earning ho sakti hai.
          • #1010 Collapse

            dear forex trading ko seekhnay k liye koi be home tution ki zarurat nai parti ager app trading seekhna chahyty hai to ger beaith kar demo account ko use kary.
            • #1011 Collapse

              assalamu alikum bhai jan ap bilkul thik keh rae ho real me forex businesss home tutions se kaaafi ziada behter hy ;;; kiu k home tution me insaan ko uski mehnatt ka raward bohat e thora milta hy or agwer milta b hy to bohat e thora milta hy .... lehaza isko chor den or jitni mehnatt uder kerte ho utni mehnatt edar kren ap[ko faida ho ga,,,
              • #1012 Collapse

                forex ka business home tuition se bohat better hai mere bhai is business ki aik baat bata deta hon ke daily kaam karne ki bhi zarurat nhi hoti hai sahi knowledge ho to is me bari aik he bari trade place kar ke aik week me he kafi earn kara ja sakta hai .
                • #1013 Collapse

                  G haa forex trading home tution sy behtr hai es py asani k sath learn kr skty hain ap esy easily demo acount py practice kr skty hain or best profit earn kr skty hain forex ko saikhna boht hi easy hai es learn krny k lye humy tution ke zarort nai hai. Ye aik best earning place hai
                  • #1014 Collapse

                    G mera bhi yhi khyal he k home tuition ak bht mushkil kaam he ap ko musalsal mehnat krni prti he lekin forex mein asa bilkul bhi nai yahan hm apni mrzi se kaam krth hn aur bonus bnaty hn
                    • #1015 Collapse

                      yes forex trading aik boht acha business hai or home tution say to boht hi achi job hai hum forex trading kabi b kr skty or home tution ka aik time hota hai
                      • #1016 Collapse

                        g ha app nay bohat achi bat kehi hai k jo students home tution perhatay hai un k liye forex bohat achi job hai aur in ki perhai ki tamam zarooriat ko pora ker sekti hai. mujhay uneed hai students is say acha faida uthay gay.
                         
                        • #1017 Collapse

                          aap ne theek kaha he ke forex tution parhane se behter he, ye aik advanced field he aur is main progress ke chances zyada hen, so jo log especially students apni study ke expenses ki wajah se preshan hen un ke liye ye aik acha platform he
                          • #1018 Collapse

                            Home tution bhee best hay hum home tution kay sath sath forex trading business ko bhee run kar skatay hain,because foerx trading aik online businesss hay es main hum online kam kartay hain, jo hum other work kay sath sath kar saktay hain.
                            • #1019 Collapse

                              Assalam O Alaikum Friends
                              yes friends mera b yehi kheyal hai logon ko tution parhane se pehter hai k apni wohi energy forex pe use krain to tution se achi income ham hasil kr skte hain.
                              mje to tution se dr lagta hai kuch students to aise aa jate hain jin k damagh mai baat beth-ti hi ni aisi srdardi se behtr hai k shok ol walwale se trading ki jaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                g bhai jo students ghar ghar ja ker tewision perha rehay hai un k liye forex aik bohat achi job ho sekti hai is k liye unhey chahiye k sab say pehlay forex ko seekhay phir is say apnay perhai k ahrajaat pooray keray. is say un ka waqat bhi bechay ga aur achi earning bhi ho gi. sath hi wo apni study ko ziada waqat day pay gay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X