i think forex trading home tution prane se bohat behter ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ,har banda forex ka kam ba asani ghar bith k kar sagta ha,is men koe bhe time limt nhn ha 24 ghanton men ham kise bhe time apna kam kr sagty hn. yaha pay asani say aur mazay say apnay ghar bethay earn kartay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bro home tution sai to si hai bohot hi best job hai pr phr bi bro ilm to zarori hai na ye aik buisness hai lekin hamare chaoton ko to dosri taleem bi zarori hai na
       
      • #108 Collapse

        jani sirf tution nahi bal ke sab se behtareen kaam yahi hain aur sab se best bi yahi hain appko apki zindagi ke dream come true mil jate hain
        • #109 Collapse

          G ha sir forex me ager ap trading karty ha to ap ko study bi sath me karni party ha q k gar waly ap ko itna nahe chor sakty ha k ap study bi karo our trading karo forex me q k forex me ap trading kar sakty ha liken is me experience sikna bahot he muskil hota ha.
          • #110 Collapse

            ji home tuation puranay meen koi huraj naheen hy, wo oun ka alag field hy, laikun forex ka business 24 hours kam kurta hy, jo loog din ky ooqat meen koi bhi kam kurtay hoon wo night meen es business ko part time kur saktay heen,
            • #111 Collapse

              Forex main beshak starting main mehnat kerne perte hai lekin ouske baad forex main koi bhi masla nahi hota...
              • #112 Collapse

                Home tuition ka ab sai bara faida ye hai ap kisi ko kuch knowledge de rahy ho jis ka swab ap ko Allah de ga wo bhi bohot zarori hai jis sai apko kabhi nuqsaan nahi ho ga bulke faida hi hoga ye kaam apni jaga hai jo business hai is main faida and nuqsaan dono hain.
                • #113 Collapse

                  G bilkul theek kaha apne aur tuition mein to just ek fixed amount milti hai aur timing bhi fixed hoti hai,jab ke forex main ap apni marzi se hi trading karsakte hain jis time chahen aur is mein earning ki bhi koi limit nahi,ap is se unlimited earn kar sakte hain.
                  • #114 Collapse

                    forex is the best thing for all those who want to earn maxximum money in very short time .. humyn bss pori knowldge rakhnio hogi or market rules ko follow krna hoga. it is the best thing for all part timers who give home tutions ye un students k liye bhtreen cheez hy
                     
                    • #115 Collapse

                      yes yes bilku bhia app ka khayl bohat acha ha forex trading home twition parhany se bohat behtar ha twition parhaty waqat app ka mind level kafi disturb rehta ha kafi tantion ka samna karna par sakta ha lakin forex agaist twition bohat achi job ha..
                      • #116 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                        dosto students apni study k lie ahrajat home tution pra k porey krte hen but me kehta hun k un dostu k lie forex bohat ahm ha jo ger ger ja k tution praate hen or apni study k ahrajat ko pora krte hen wo forex me kam kr k is se kai guna ziada kama skte hen or apni study ko contiue kr skte hen ap kia kehte ho ???
                        je bhai ap ne thik kaha forex trading tutation parhny se kafi behter hai agar ap ne bhi trading sekhni hai to ap ye work kar skty hain or kafi acha profit bhi earn kar sakty hain lekin ap ne hard work karna hoga or samjhna hoga k ye work kis ttarha ka hai or kesy karna hai
                        • #117 Collapse

                          indeed you might be right which for those university student who will be giving residence tutsion for you to other people fx can be more therapeutic for all of them yet to complete forex currency trading we've got to offer the item much time along with we also need to offer much time to your scientific studies so what will probably we do we will probably definitely offer time for you to the scientific studies therefore i believe that residence tutsion can be same this way.
                          • #118 Collapse

                            home tution ki ehmiyat apni jaga hai agar har koi tution chor kr trading per lag jay ga to bachy kahan jain gay, forex ki trading apni jaga hai or dono ki importance apni jaga hai ham sab ko apny kaam per tawajah deni chahiya\
                            • #119 Collapse

                              i think forex trading aur home tuition dono he achay option hain students kay leay apni studies kay expenses ko afford karnay kay leay, home tuition main apko ye hota hay apko kuch learn nahi karna parta wo iss sense main kay apnay jo parha hota hay wohi aagay convey kar rahay hotay hain per forex trading kay leay pehlay humain khud learning karni parti hay aur phir hum iss qabil hotay hain kay earning kar sakain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                bhai sbhi ke liye ye bht alaa cheez hai jo kam kr skta hai jo nhi, isko her qism k bande apna skte hain aur earning kr skte hain no doubt it pays.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X