educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    Mere khayal main to apki ye baat muje juch thek.nahi lagi q k trading main education sy ziada experience or knowledfe ziada matter krti hai na k education
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      han g aik point of viwe se deka jay tu bht bra farak hota hai magr aik non educatd person ho or oska aik kam main acha experince ho tu wo educated person se b acha ho ga or os ki trading b os se zeydahi achi ho gi
      • #1098 Collapse

        is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum market main achi trade karein gay
        • #1099 Collapse

          g bhai aik parha likha or unparh har field main alag alag hoty hain es ki wjah saf sub ko opta hota hai es main jo log parhy likhy hoty hain tu hmain jaldi smkjh main a jata hai har kam ya har point or o unparh hoty hain tu unko forex k bary main achi trha smjh nahi ati tu wo alag he hoty hain aik dosry se es liye en donu main farak hota hai
          • #1100 Collapse

            jo log is market main seekh kr is ka knowledge say kaam ko krty hain in kay pass ye moka hota hai kay khud ko profit b hasil kr lain or sath main risk say paak or loss say kum khud kay liay profit ko hasil kr saqty hain
            • #1101 Collapse

              bhia Farq hota hai Non educated Forex ko Samjhana Thora Muskil Hota hai Bajey eduacted person ke in ko jaldi Samj aa jati hai aor acha profit earn kar sakhtey hain bajey non educated person ke..
              • #1102 Collapse

                nai bhai koi bhi faraq nai ha dono kay liye same ha lakin experince jis ka ziada hota ha wo ziada earning kr sakta ha or jis kay pas nai hota ha usko loss bhi ho sakta ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye or forex har us insan kay liye ha jo apnay dreams ko pora krna chaty ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye
                • #1103 Collapse

                  fdark to hota ha un dono ma our agr non educatcd log be is ko seek kar is ma knowlged hasil kar kay our parctice kar kay trading kary to kio fark nhe rahay ga our is ma ow be ache earning hasil kar lay gay
                  • #1104 Collapse

                    Assalamu Alaikum Rahmatullahi Wa barakatuhu dear friend Apne Kafi interesting question Kiya Hai main kya haal mein Forex trading me educated yeah non educated ki baat nahi hai Forex trading may Tu Wohi Kamyab Hota Hai please ke paas experience or knowledge Ho thank you so much pyre Bhaijaan
                    • #1105 Collapse

                      Forex Mein educated trader ko kehte hain Jisko Forex trading karna aati hai aur woh Yahan Par Accha kaam kar raha hota hai aur jo Yahan Par Accha kaam nahi karta aur Jisko Forex trading nahi aati usko uneducated Kaha jata hai isliye main aapko be educated Hona hoga tab aap accha kaam kar sakte hain aur pesase bana sakte hain
                      • #1106 Collapse

                        fark ya hota hakay jo educated hota ha ow har cez ko read kar kay is ma kamybe hasil kar lata ha our jo non educated hota ha ow seek kar karta ha is ko kio seeknay wala ho our jab dono ko knowlged ho jte ha to un ma kio fark nhe rahta ha
                        • #1107 Collapse

                          Yeh bat to hy k educated log forex trading ko sahee tara sy seekh sakty hain kio k unky pas bahut ziada knowledge hota hy aur forex ki hr bat ko aasani sy smj sakty hain jab km parh likhy log forex trading ko seekhny main time lety hain per mery khial main agar yeh km parhy likhy log ziada hard work karain gy to bahut ziada kamyab ho sakty hain forex trading main
                          • #1108 Collapse

                            Aik educated bnda sahe kam kar sakta hy hy kyo k wo srf demo trade ya forum py nh dihan rakhta blke aur jagaho sy information news leta hy jb k uneducated ziada apni luck py trading krta hy
                            • #1109 Collapse

                              is forex main plane kar k hi trade karni ho gi tba hi hum run karein gay aur is forex main boht hi acha earn kar skaty hain aur is forex main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur education ka hona is main demand nai hai aur hamain is forex main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trend ko use karny main asani ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                G han g bilkul jink pss knowledge ho r jo educated persan kho unn mn r un educated person mnn bohat zdda farak hota h lkn mere khyal se agar hmm unn educate ko ik dfa bta den to wo boht achi trhan samnjh jae ga r 2 dfaa wo apko kr k b dekhae ga r aap dekhty reh jaen gen k waaao tm mere waja se ik e din mmn itmna zdda change b hogye sooo good yar dostoo
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X