educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    Yes educated or non educated person ki trading mein bhot fark hota hai educated person trading soch samjh kar apni intelligence se karta hai or uski skills ko develop karta hai or non educated ye sab nahe janta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Forex me aany ky lye education ka hona bhot must hai. khas tor par aap computer ko theek se chalana janty hon. ta ky aaap MT4 ko bhi smjh skyn. then aap education ky hoty howy forex ko learn kr skty hian then earn kr skty hain.
      • #993 Collapse

        yeh bat to such me he teh hai k ek parha likha trader ek na parhay likhay trader say behter howa karta hota hai wo samjhnay me asani dekhta hota hai or agar us ko koi email waghera ajati hai ya pher kuch karnay ki himmat paida ho jati hai to me samjhta hun k wo acha reh jata hota hai.
        • #994 Collapse

          g bilkul ye bat sai ha k foex ma educated log hi kamiyab hosakte ha aur ache earning kar sakte ha nisbaten non educated logo se ..kyu k foex ma market analysis karna hota ha aur hardwork karne parte ha ..knowledge gain karna hota ha...
          • #995 Collapse

            Forex trading mein greed dangerous hai forex trading mein lalach nhi krni chahiye agar trader greed karay ga to high loss kar sakta hai is liye greed se avoid karna zruri hai or agar trader greed se avoid karay ga to good trading kar sakta hai
            • #996 Collapse

              Han hota tu heay bhut sara loss or profit main bhut difference hota heay dear jo educated trader hota heay dear wo sari planning kar keay trading karta hey lakin uneducated shaihd he planning seay trading karta ho dear yeh farq heay.
              • #997 Collapse

                g mere bahi forex main invest keya howa paisa wapis la sakte ha.keyun ke ye best business ha.as maain ap kam kar ke ap apna invest keya howa paisa wapis la sakte ha.
                • #998 Collapse

                  jo log knowlede rkhty hain is kaam ko krny ka vo is main zada behter perform krty hain as compare to un knowledgeful person k kun k is business mian kaam ko krny k liay kuch rules hain jin ko follow krna must hota hai hamary liay
                  • #999 Collapse

                    jaha tak meri samjh me ati hai yeh bat k yaha pay ek parha likha trader ek kamyab or behter say behter strategies apna kar bana sakta hai lekin jb tak koi b trader kuch zyada nahi kare ga or na he apnae ga us wakat tak wo parh likh nahi sake ga or us ka kam mushkil say mushkil hota jae ga.
                    • #1000 Collapse

                      asslam o alikum my all freind g han bro agar huma education ki zaroorat hoti ha bs itni ka huma education ki bs english ko samajny ka liya zaroorat parti ha
                      • #1001 Collapse

                        forex fourm ik bhot he achi site ha or best online buiness be ha ku k yah educated or non educated be papele work kr rahy hoty ha jo educated work kr rahay hoty ha wo apna knowledge ko use kr k zaida eaning kr rahy hoty ha or loss say be batchy ha or jo log non educated hoty ha wo apna experience ko use kr k earning kr rahay hoty ha knowledge sy earning be zaida hu jati ha ....
                        • #1002 Collapse

                          dear ji ha ye bat bhi apni jagah pe sahi he k ek educated person easily forex trading ko learn bhi kar leta he or us se earning bhi kar leta he par ek uneducated person itna jaldi or easily earning nahi kar sakta so in dono me kush faraq real me hota he jo har koe samajh sakta he,hum apki is bat se agree karte he.
                           
                          • #1003 Collapse

                            jnab hum jab trading karty ahin to humain is main leanring kar kay kam karna ho ga or huamin is main learning kar kay humain is main kam karny main ziada achy sy profit hasil hota hay
                            • #1004 Collapse

                              Forex trading bohat acha busniss hy jis sai spko earning hoti hy is mai educated ka kod roll nai hy bus basic requirement ye hy k apko is busniss ko smj ana chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                Yeh to clear hy keh educated persons forex ko jald aur achi tarah sey seekh jatey hain aur internet pr forex ki daily basis par update letay rehtay hain. Jabkeh non-educated persons ko forex ko study krnay main problem hoti hy aur unhain kisi dosrey sey forex ko seekhna parta hy. Daily basis par update key leye bhi kisi dosry sey rabta karna parta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X