educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    bohat farq hota ha dono ki trade me, ak educated person market ko achi tarha se read kar ka trade katra ha ta ka use profit zayada ho or loss ka chances kam hon, lakin and non educated person market ko zayada tar read nahi karta bs wo tuke se hi trades karta ha or zayada tar loss me hi us ki trades jati hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      gee haan educated aur non educated trader kay trading style main farak hota hai kyun kay qualified banda apnay trading style kay accordingly market ko analysis karta hai jab kay non qualified ko lack of education ki waja se mushkil ka samna hota hai .
      • #243 Collapse

        han g bilkul thek kha hay ap ne , is mai hum sb jab bhi kam karty hayn tab hume is mai educated hona musty hay ku kah hum sb si ky bina acha kam nhi kar skty hayn or yahi hum sb ki achi trading or earning ko yakeeni bnata hay , aik uneeducated person ki trading bhoot gandi hoti hay or woh bhoot sare loss ka shikaar ghoti hay , or use achy tareeqe se kam kana nhio ata or woh loss gain karat rehta hay ,..
         
        • #244 Collapse

          mai ye kehna chaho ga k paray lekhay aur an par banday mai farak tu hai par trading depend karti hai un ki practice pe k wo en ko time kitna day rahay hai ye lamzi nahe hai k ap paray lekhay hai tu trading asani se kar sakay gay balkay an par bhta pesa kama rahay hai so es ko real mai lo aur as a future start kar do wth experience ap be trading karna sekh jae gay aur bohat profit earn karai gay forex se
          • #245 Collapse

            G han educated or non educated ma bohat faraq hota ha ,,,, ak educated insan ak bohat achy treeqy k sath trading kar sakta ha jab k ak non aducated insan nahe kar sakta ha or wo apny andar educated hony k salahityn bhi nahe rakhta ha or wo itna wise bhi nahe hota ha jab k educated k pass bohat si khobian hoti hn
            • #246 Collapse

              assalam o alikum, g bilkul jasy hr rang mae fark hota hy her degree mae fark hota hy her business mae fark hota hy isi trna educated or uneducated person ke trading mae fark hota hy educated person kam jaldi seekh lata hy as compare to uneducated person so usy nuksam b uthana parta mgr uneducaed person jb tk seekhta hy tb tk kafi nuksan ho jata hy....:)
              • #247 Collapse

                main samjti hun k forex trading k bary main zyada aur acha knowledge rakhne wala ak achi earning kar sakta hai aur kamyab ho sakta hai is buisness main aur is k elawa jis k pass knowledge na ho wo ak achi earning nai kar sakta hai
                • #248 Collapse

                  Forex is good online business and educated people can easily work in market because they can learn about forex properly.It is very good opportunity for work of market and earn money from the trading system.we need skill and experience for get success in market.
                  • #249 Collapse

                    dear friends forex main wo log bhoot bhatar tor pay kamyab ho sakty hain jo forex ka hawaly sy educated hain un ke forex main trading ar dosry log jin k pas trading ke eduction kam ha ya balkul nahi ha barabar nahi ho sakty , educated log apni study ar knowledge ko mady nazar rakhty hoy soch samaj k trading karain gay , jab non educated lod tuky pay he kam chalaian gay ar ishe waja sy unko loss k chancess zaida houn gay.
                     
                    • #250 Collapse

                      according to me in forex trading educated trader have much benefit that have more skills and are able to get knowledge by practice and can have much knowledge as compared to no educated they are unable to improve skills and strategy
                      • #251 Collapse

                        G yakeemi tor par aisa hi he you cant compare an uneducated person with educated person there is a big difference , in the way they both take decision is differ,educated person analyse things very carefully
                        • #252 Collapse

                          bhai jis trha kisi bi kaam ko samajhne ke lye ek intelligent aur padha likha banda hona lazmi hai is trha forex mein bi educated log honge tu wo jaldi is kaam ko samajh sakhte hai aur un logo ke lye zyada advantage hai jin ka background finance se hai aur wo market ko sahe samajhte hai un ko itna time nhn lgta hai aur market jald hi samajh ajati hai
                          • #253 Collapse

                            The educated traders are more experienced and talent than a uneducated trader. An uneducated trader can not learn the business well.
                            • #254 Collapse

                              Yes aik asa trader jis ko bus market ki movement ka pata ho aur aik wo trader hy jo is main kam ko karne ke liye har tarha se kam ko karne ke liye demo per kam ko karne se ya english forex site ko study karne ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                han bhei ek education pherson zayed achi tarding karn ka achi proft earn karn sakte hein ek non education man se non edcation log bhot zayed achi se samng nhe sakte hein gess ke wage se wo achi earning be nhe karn sakte hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X