educated or non educated person ki trading me fark hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    Forex me tradings ke lye aapka educated hona zaroori he q k agar aap educated ni hongay to aap foerx ko theek samjh ni payengay jiski wajha se aapko loss honay ka khatra rahega or aap ko nuqsaan uthana par sakhata he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      bhai mere khyal main koi education matter nhi karti es kaam main bus aap ko kaam ki samjh honi chahiye han aik baat zaroor hai learnning k process main aap ko thori mushkilaat hoti hain agle bande ki baat samjhny main
      • #288 Collapse

        j ihaan meray khayal mein tou inn ki tarding mein bohat hi zayada fark hota hai aik acha aur educated person apni tarde ko trend k milne per kerta hai lekin uneducated person apni tarde ko kissi bhi waqat kerta hai aur loss ko hasil kerta hai.
        • #289 Collapse

          bhia educated person or uneducated person man din raat ka farq hai jaha pe educated per forex ki new asani se read kr sakte or uneducated sirf dekh ty he reh jate hain
          • #290 Collapse

            G bhai jan aik educated and Non educated person ki trading main bohat fark hota hai kio k educated person hmesha apni knowledge k mutabiq trade krta hai likin aik person jo k ilm ni rakhta wo galt trade bhi kr leta hai.
            :p..........No One is perfect and I am No One........:p
            • #291 Collapse

              dear brother forex trading main trade ke liye educated ya uneducated ko nahi dekha jata balke her person trade ker skta hai jiss ke pass trading skills or experience hota hai or apni marzi se unlimited profit earn ker sakta hai.
              Islamic Books Blogging Tips
              • #292 Collapse

                Old phrase "No knowledge is with out college". To college tak to wohi pohnchay ga jis nay matric tak taleem pai hai. Qissa mukhtasir k koi kaam b janay baghair kiya.
                • #293 Collapse

                  agar ap educated hai tu ap forex pay trading achi tarha se kar saktay hain bajaye uneducated logo k q k un k pas na tu koi knowledge hoti hai or na koi skills power agar is ko educated log kary gay un k pas is ko karnay ki knowledge bi hogi or wo economically news read kar k wo apni knowledge main bi izafa kar letay hain or wo successful bi hojatay hain.
                  • #294 Collapse

                    ok g k forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat ain kr skte hen un logu ku nisbat jo uneducated person hen forex me educate...............
                    • #295 Collapse

                      dear bilkul sai kaha in dono k trading ma bht fark hota ha q k educated admi sai planning se and skill se kam karta ha and trading karta ha and profit kama leta ha and jub k non educated ko sai knowledege hasil karne ma bht dushwariyan aye gi
                      • #296 Collapse

                        g educated ki trading mein or un-educated ki tradiing mein bht frq hoota hai q k educated person apni knowleadge apne experiance ko dekte hue trading karta jab ke un-educated log zayada ache trading nhn kar paate q k un ke pass itni achi knowleadge nhn hoote......jitni educated logon ke pass hoote hai......
                        • #297 Collapse

                          janaab , mery khayal mai forex trading business main educated people acha profit earn kar skty hain jabkay uneducated people zada tar loss hi hoty hain . isliye forex trading business main successful hony k liye educated hona zroori hai .
                          • #298 Collapse

                            YES you are right kisi beh field main educated person ko kafi aasani hoti hy aur wo easily understand karta hy problems ko or us ka soultion nikal leta hy jab k aik illitrate person ko kafi difficulties ko face karna parta hy
                            • #299 Collapse

                              yeah bat kahin had tak theak hai k educated person ko koi zayda problem nai hoti hai market ko read karny main lkn un educated persons k liye mushkil zaror hota hai namumkin nai hota kyu k kisc k b madat ly skty hain.......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                educated trading ko jald follow kr leta he agr uneducated tori deer ky bad follow krta he mgr trading me jis ka experience best he os ka result acha ho ga aor jo trading me tora experience ho ga wo qadry km profit kry ga mgr try must he ky har koe kry

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X