educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    ee haan difference tou hota hy blkul educated bnnde ki ek trading m or uneducated bnde ki trdaing m , qk educated log trading skilfully karenge or wo apni market management ko proper rakh sakenge jbbk uneducated trader wo koi work skilfully nhi perform kr sakenge or unko market k tamaam issues solve krne m bh problem suffer krne pare gi agar apko trading ki achi knowledge hai aur apka trading experience acha hai tu koi bhi shaks apny knowledge aur experience ko use krte hoye profit earn kr skta hai.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      g ha friends in ke trading main fark to hota hai but itna zayada nai ,,q k har bandy ka apna mind hota hai and wo apny mind ko he use karty huwy trading karta hai,,yeh to us par depend karta hai k us k pass kaise knowledge hai and wo kaise trading karta hai.....
      • #408 Collapse

        ji haan bht fark hota hain mere khyal mian ek bandy ne forex busines sk education li hoti hain yani k usney is k barey main mehnat ki hoti hain toh bht gain karey ga and jis ney nahi ki hoti hain wo lose hi karega islye study bht zaruri hain.
        • #409 Collapse

          bilkul educated aur non educated ki trading meii fark hota hai . forex mei educated hona b important hai ak educated apni knowledge ki power use kar k ak acha profit earn karleta hai aur aghar ak non educated k pas knowledge hai aur wo non educated hai tu wo sewai loss k yaha kuch nae kar sakta
          • #410 Collapse

            ofcourse educated banda successful hota hai aur uneducated banda luck ya dosre par he depend kare ga..
            • #411 Collapse

              main samjta hoon education person hi forex main successful ho sakte hain or jo education se zada appni kuck pe depand kerte hain wo kahbi bhi kamyab nahi ho sakte
               
              • #412 Collapse

                bhai jan ap ne buht hi acha thread likha hai mein ap ki baat se agree krta hoon jahaan tak fundamental analysis ka talq hai to educated person ko buht ziada advantage hasil hai q woh fundamental analysis ko achi trah se samj sakte hai or jab k non educated persons k liye masla banta hai
                • #413 Collapse

                  educated person apna knowledge use kr kr k profit banata hai aur un educated person loss ki bajaye kuch bhe nahe karta aur phr market aur broker ko blame karta hai nain isy nain ker na chy ............................
                  • #414 Collapse

                    Bilkul educated aur uneducated people ke beech aapas mein jitna fark hota hai unki trading mein bhi utna hi farq hota hai . Educated log achi tarhaa soch samajh ke aur har angle pey ghor kar ke trading karen gey jab ke uneducated log bagher sochey samjhay decisions len gey aur iss sey unhey bohat loss ho sakta hai.
                    • #415 Collapse

                      Asalam O Alikum jee dosto ey koi pochney wali baat hai bohat hi ziada farak ho ta hai bhai educated person main ey qulaty hoti hai key woh apna kam thik tarikey anjam deta hai aur non educated person apney kam ko jaldi jaldi kar ta hai usey andaza nahi hota hai key woh nafa karta hai ya noksan
                      • #416 Collapse

                        Forex is a good job.mere khyal mian ek bandy ne forex busines sk education li hoti hain yani k usney is k barey main mehnat ki hoti hain toh bht gain karey ga.best of luck..........................................
                        • #417 Collapse

                          educated person forex me bahot soch samaj kar or apny knowledge or experiences ko use kar k trading karta hay or hamesha planing k sath forex me working karta hay, non educated person aksar lalach or 1 hi din me kamny k chakar me apni investment ko b loss kar deta hay.
                          • #418 Collapse

                            Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay ofrex trading ko educated lo achi tarha say samajh kay kartay hain aur unko loss bhi kam hota hay aur non educated log achi tarha say samajh nahe patay is leay wo loss kartay hain bar bar
                            • #419 Collapse

                              well brother i think educated or non educated ki trading ma kafi farak hota ha as educated person is tarah k buisness ka zyada ache tarah deal kar skta ha non educated bnda ki nisbat. forex trading balke karna he thora bohut educatef logo ko. non educated log agar forex ma ana chahte han to unhe start karne sa pehle acha khasa experience hasil kar lena chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                education se ap k ander confidence and her chex ko tackel krne ka or market se or dsron se conrdinate krne ka treeka hota ha or un educated ko is main zayda tar problem hoti ha so forex trading man success full hone k lye achi education b hona zarori ha :)
                                TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X