educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    dekhen dear ap ne kafi acha sawal kia he dekhen bat kuch esi he k forex ek esi site he jis pe ap ko work akr ne k lie chahe wo posting ho ya trading ho chahe jo bhi kam wo kar ne se pehle at least ap ko us work bare mai knowladge hoi chahye agar ap usse faida utha na chahte hen r jaha tak bat forex trading ki he is mai to esa he k noneducated log to is mai tik hi nhi skate unko ya to jald hi bann par jata he ya phir unki posts count nhi hoti r bonus nhi milta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      ge ajab sawal poch ha jo educated hota ha wo he job kr sakege forex ma yani woh posting kr sake ga managment kr sakege information news marketing kr sakege bahut sari batein ha jo sirf educated person he kr sakta ha non educated ki bas ki baat nahi forex ha agar kar sakta ha tu to go ahead
      • #558 Collapse

        education waise tu directly forex mai matter nahi karti is kay apnay separate courses hain is liye is ki ap ki personal education se taluq nahi hai but agar aik banda educated hu tu us ka mind vast huta hai aur wo uneducated trader ki nisbat behtar huga
        • #559 Collapse

          educted banda forex ko ziada achi tarah smj skta hai q k forex ko study krne ki zaroorat hoti hai. bagher study k ap forex pe kaam nai kr skte. un educated bandy k liye forex nahi hai
          • #560 Collapse

            Basic knowlege is important so when someone is tell you about forex trade you should be also to say one or two stuff about it even if you are not yet a forex trader, so that is why one need a basic knowlege in every thing so he or she can contribute when others do.
            • #561 Collapse

              my dear g forex trading may aik educated insan or aik naneducated insan otna earn nhi kar saktya hy jitina aik educated insan earn kar sakty hay kukay forex trading aik risky bissness hay jis may knowledge hona bhot hai zarori hota hay
              • #562 Collapse

                ek talim yafta or non talim yafta ma zameen asman ka farq ha kiu ka agar ap talim yafta ha to ap har chez ko chek kra ga ap ko news studykrni ati ho g market ma kamyab hona ha liya news study krna boht zarori ha or non taleem yafta es ma kamyab nahi ho sakta ha.
                • #563 Collapse

                  educated person apna knowledge use kr kr k profit banata hai aur un educated person loss ki bajaye kuch bhe nahe karta aur phr market aur broker ko blame karta hai.....
                  • #564 Collapse

                    dar friends mein sak]majta hoonnkay bilkul aim educated aor aik non educared trader ki trading mein zameen aor asmaan ka farqa hoga kyun kay key education banday ko strong banati hai
                    • #565 Collapse

                      jee ha sir bhot ziada fark hota ha jo educated log hotay ha wo trading sahi kr saktay ha or unko apnay ap pr borosa hota ha kay ham trading kr saktay ha or ak achi earniibg kr saktay ha or unko kasi teacher ki bhi zaororat nai hoti ha wo kudh hi kr saktay ha lakin jo non educated log hotay ha unko trading ka koi pta nai hota ha or na hi experince
                      • #566 Collapse

                        dear members gee ha bilkul hota ha educated or non educated persons ke mind me bohut bara farq hota hai thinking level different hota hai dono ka
                        • #567 Collapse

                          main samjhta hoon ke forex trading ke business ko karne ke liye school ki education ki zarorat nahi hoti bht zayda ager normal education hai tu ap kaam kar sakte ho forex ki market main but forex ki eduction ki bht zayda hoti hai forex ko learn karna bht zarori hota hai profit aur success ke liye
                          • #568 Collapse

                            yes dear educated person apna knowledge use kr kr k profit banata hai aur un educated person loss ki bajaye kuch bhe nahe karta aur phr market aur broker ko blame karta hai
                            • #569 Collapse

                              Forex me education yehi hai k ap zaida se zaida learn karo Forex trading ko ... and demo account se apko practice karne ko milta hai ... so non educated means jinhe Forex ka knowledge nahi hai they should focus on Forex learning and they can make better themselves..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                g bhai aap ne sahi kaha hai forex aik complicated business hai aur es mai proper knowledge ki buhat importance hai ,jis ke pass knowledge zyada hogi wo hoi successful hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X