educated or non educated person ki trading me fark hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Nahi bhai jaan meri nazar me to koi bhi farq nahi hai dono hi sama trading karte hain haan jis ko forex ka knowledge hota hai aur jis ko knowledge naho hota un dono ki trade me kafi farq hota hai.......
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      educated insan es ko aik buisness samajh kar karta hay or es ke proper learning karta hay or es ma hard working hota hay jab kay aik un parh insan esko mehaz aik paisa samajh kar karey ga es ke leaarning nahi karey ga or es mma woh earning kay chakar ma aa kar los kar bathey ga
      • #573 Collapse

        salam han ji bilkul trading me educated or non educated person ki trading me bohat fark hota he ek educated person bohat ache tarike se apne plan ko nazer me rakhte hue trading kerta he or wo apni trading me success hasil ker k ziada se ziada profit earn ker sakta he non educated person ki nisbat....................thanks
        • #574 Collapse

          Educated people can earn more than others because of the difference in trading strategy keeping record of the volumes and profit/loss. Specially in decision making an educated person is much better than uneducated.
          • #575 Collapse

            zahir c bat ha bahi educated or non educated person ki trading mi zameen asman ka farq hota ha jo trader experienced ha or knowledge rakhta ha to wo easily es mi apni skill ko istmal kar k profit earn kar skta ha jabky non educated person wrong trade he kary ga market k against zayada tar to wo kabi b successful ni ho skta ha.
            • #576 Collapse

              ji haan bht fark hota hain mere khyal mian ek bandy ne forex busines sk education li hoti hain yani k usney will be k barey main mehnat ki hoti hain toh bht gain karey ga AND ALSO jis ney nahi ki hoti hain wo lose hi karega islye study bht zaruri hain
              • #577 Collapse

                Assume that you pay the $500 for five days worth of time and are now locked into a binding agreement to buy the property for $300,000 over the next
                five days.
                • #578 Collapse

                  nicely 'm brand new right here mujhy is actually ko koi fish understanding nhai ' simply 14 days huay hain sign up for kia ' in order to abhi simply publishing ka experince ' therefore is actually ki koi fish correct understanding nhi however i believe ya take kaffi achi ' however mujhy is actually ka concept nhi '.............//////\\\\\
                  • #579 Collapse

                    ji han educated logon ki grip is field me ziada hoti hai banisbat uneducated logon ke aik educated banda planning karsakta hai mazboot si market analysis karsakta hai books related to trade read karsakta hai is liye educated bande ko command ziada hasil hoti hai.
                    • #580 Collapse

                      g bhai jan aik educated or aik uneducated person ki trading mai bht farq ha aik jisy trading k bary mai sab kch pata haor osy parhana b ata ha wo aik unparh ki nisbat trading ko jadi samj jata ha
                       
                      • #581 Collapse

                        Aslam o alikum i am new on forex main nay is he month say forex trading ko join kai hai or main nay bohat si online jobs ki hain mgr forex un main sab say ache lagi hai g han bilkul dono logon ki trading main farq hota hai
                        • #582 Collapse

                          main samjhta hoon ke forex trading ke business ko karne ke liye school ki education ki zarorat nahi hoti bht zayda ager normal education hai tu ap kaam kar sakte ho forex ki market main but forex ki eduction ki bht zayda hoti hai forex ko learn karna bht zarori hota hai profit aur success ke liye
                          • #583 Collapse

                            ji haan sai kaha ap e ake educated banda hamaesha planning ke sath and sochh samj ke kam krta hy and hamesha successful rehta hy and ake non educated ko kuch pata nai hota a dmwo shortcuts marata hy
                            • #584 Collapse

                              Bhai jee mera nahi khayal k aik educated aur non educated ki trading mein farq hota hai bul kay meray khayal se forex trading business mein kamyab hony k liye educated hona zarori nahi lekin pher bhi insan ka mind intelligent hona chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                well agr socha jay to educated aur uneducated bandy main zameen aur aasman ka farq hota hai uneducated banda to bs loss hi karay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X