kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    han jitsrah ap jantay hain unemployment bohat zyada hay log forex ko join karkay apna rozgaar yahan se bana saktay hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yes dear forex hamare gharibi bilkul khatm kar sagta ha,is men jo banda mehnat kry ga ,and forex ke knowledge and experience learn kry ga to bilkul apne ghurbat boht kam arsy men khatm kr sagta ha,quon k ya boht acha online busniess ha is men hamen just mehnat ke zarorat ha.
      • #33 Collapse

        Brother forex sy ghareebi to khatam nai ho sakti lakin forex sy ap asy logo ki madad kar sakty ho jo ap ki nazar ma haqdar hon kiyun k ghareeb logo k pass asy zariya nai jo un ko ya kaam sikha saky aur woh kar saky es lia ham jesy log acha kama kar un ki help kar sakty hen.
        • #34 Collapse

          yes forex trading aik bohat best buisness hai aurager is ko postive ho ky wrok kiye jaye tu ye hamri society ky ander greeby ko be khatam ker skata hai but is bsuiness ky bare main zayda logo ko knolwedge he nahe hota ha
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
            jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
            G han bilkul forex say poverty khatam ho sakti hai so iss kay liye agar hum un ghareeb parh likhy nawjawano ko aagah karen jin ko koi aur job nahi mil rahi hoti aur sath main forex ki training bhi den tu mere khayal say phir woh khud kafeel ho sakty hain.
            • #36 Collapse

              Forex trade bohat he best hai is mein koi b gareeb trade kar sakta hai or apni life ko best bana sakta hai ye bohat he best way sy help karta hai gareeb logo ki life ko set karny k liye i love it very much...
              • #37 Collapse

                may be i am not sure that as i am the new user in the forex trading and i have hear that about the forex trading that every one can earn good earning in the forex trading which is a good and help ful in the poverty and in jobless people who are looking for job
                • #38 Collapse

                  jiii haaan forex aik aesa businesss hain jisss main hum agar mehnat karen aur achi matlab ke profit wali trading kren to ye kun nahi hamari spocity ki gurbat ko mita sakti

                  Pehli baat ye ke muashre main ghurbat koi forex ka business laa hi nahi skta. GHurbat society main tab phelte hain jub hum log zkaaat , kheraat uar sadqaat nahi dete is waja se ghurbaat society main ati hai
                  • #39 Collapse

                    g han jaha tak mera khayal hai forex aik asa busines hai ji ssay hum bohat kuch hasil kar sakty hain bohat earning kar sakty hain or jo og es main sahi dil laga kar kam karty hain es y sahi samjhty hain wo es kam kar kay sahi earning kar sakty hain or apni gurabt khatam kar sakty hain
                    • #40 Collapse

                      G han dear waqai agr log forex forum ko join karen or apni skill ko develop krty huy trading karen or us ma success hujain tu yaqenan ghurbat pr kafi had tk control kia ja sakta hy. Mari to koshish huti hy k ma es forum or es sy related forex trading logo k sath share krun. kafi log aysy hain ju kch krna chahty hain mgr unhe right way nhe mlta. mari nazr ma agr wo forex trading join krty hain tu ye un k liy aik turning point sabit hu sakti hy.
                      • #41 Collapse

                        salam dosto,forex ak bht acha part time job ha is sa student ko b faida ha q ka wo apni pocket money yha sa gain karty ha or jo jobless ha un ka lye b bht achi ha lekin ya part time ha mtlb jo time hamara waste hota ha wo ham issy dayty ha or hamy kuch knowlegde b ho jati ha or forex sa hamari society ki 30% gareebi khatam ho jati ha.
                         
                        • #42 Collapse

                          May be khatam ho jaye kyu k hmary muashre me kaafi logo ko abi tak forrex ka nahi pta chala , agr wo bi forex par kaam krna shuru kar dein to gareebi kam hony ky imkaan zeada ho jaye gy, or zeada tar students apna kharcha khud utha sakey gy.
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                            jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
                            Bhai mere khayal se ye us wakt huga agar ham aam people ko forex business k bary main bataingy tu wo bhi forex main join ho jaingy or is sa hamary country ko bohat faida ho ga or poverty bhi khatam ho jaygi.
                             
                            • #44 Collapse

                              Han ji bilkul khatam karsakti he lekin uske liye hume awareness phelane ki zarorat ha k hum loog iske through bhi bht zada earning karsakte hen lekin uske liye hume ache brokers ka milna bht bht zarori ha jaha withdrawal asaan ho aur ksi k paise phasen nai ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                je bilkul ho sakti hai agar ap ku aik man kam se kam 3 loogon ku es k baray mein batay tu ap zorror successful hon gae aur ese taraha ye work kafi logoon ku faeda dey sakta hai`
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X