kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    yes why not ,i think it is the one and the only light through which we can get the success and we can light over future in the life that is why friends for the batter success in the forex we should trade with the skills
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ji jarur app bilkul thik kaha hai ku ki forex asa busienss hai jo ki app ko garibi ko hata sakta hai . app agar poor ho to app bhi forex busienss main join kar skata hai so app ko garibi hatana ka lyea forex appko help kar sakta hai forex business.
      • #183 Collapse

        ji ha bilkul forex aik asa business hay jo har kisi ki gharebi khatam karsakta hay lakin is kay lye aap ko forex me kafi zayada mehnat karni paraygi our earning ka tariqaqar banana hoga our jab aap earning ka tariqaqar banalo to aap forex say achi earning karsaktay ho our forex me aap jitni mehnat karo gay aap forex say utni earning karskatay ho our apni gharibi khatam karsaktay ho.
        • #184 Collapse

          han jee q nai ye possible hai ager ham mehnat kery ager ham kerna chaye ye kam to ho sakta hai ager ham chey k hamry eara se gurbat khatm ho jaye to ham ker sakty hai or ye forex b khatm ker sakti hai ye best hai es problem k lye or ye hai solution es problem ka.
           
          • #185 Collapse

            han g bilkul theek kah hy aap ny aysa mumkin hy. ab dakhin jis k pass koi kam nai hy vo is main kam kr k earning kr k apni or apni family ki zroriaat ko pura kr skta hy is k sath sath jis ki income kam hy vo b is main kam kr k apni income increas kr skta hy.
            • #186 Collapse

              hahaha ye apnay baray mazay ka sawal kia ha ...janab forex koi itna asaan kaam nahi ha k buss kisi ko account bana kerdia aur wo kamyaabi say trading kernay lag jaye aur poverty dor hojye its a difficult and risky business aur wasay b isko start kernay k lia b phelay apko thori bhat invesment chahiye hoti ha phir us k bad apka acha ecperince knowledge skills aur time ye seb mila ker kuch kaamyaabi milti ha
               
              • #187 Collapse

                My deer brother g ha ya baat theek hay k ap forex pay agr mayhnat or dil kam kary gay to is say ap ki society ki garibiy khtam ho jay gi q k ya ik esa bussinass hay jo ap ghr bethy kar sakty hain or is main kafi profit bhi hay jo is ko mahnat or samjh kr krta hay
                • #188 Collapse

                  in my point of view, dekhen forex aik bht risky km hai, aur isme profit loss dono hoskta hai.. aur agr profit hogya to hmari poverty khatam ho sakti hai lkn iske lie hme bht carefull reh k thread lgane parenge
                  • #189 Collapse

                    bhai jan aap ki baat tu theak hai humary mulk main buhat ziada gurbat hai mere khayal main iss ka bada behtreen hal nikal sakta hai agr govt level pr sarparasti ki jaye k jo log educated hain or in k pass koi job nahi hain in k liye aisy school idary banaye jayein jahan se ye free main full under guideline main forex trading ko seekh sakein iss se in ki bhi gurbat khatam ho gi or pakistan ki maieshat bhi strong ho gi
                    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                    • #190 Collapse

                      sir Forex trading say hamari society say ghurbat door ho skty hai lakin kisi had tak kiyon kay her greeb ko na to computer use kerna aata hai or na hi her gareeb ko yeh pta hai kay internet kia hai is liya her kisi ka trading kerna or is main earn kern impossible hai lakin phir bhi kuch change zaroor aasakti hai .
                      • #191 Collapse

                        hamari ziyada ter abadi k pass ilm
                        ki kami hai sb sy pehlay ilm hasil karain phir
                        apny app ko forex ka hissa banaye agar sari
                        society taleemi yafata ho tou forex gtarbi
                        khatam hi nahi blky kafi acha zindagi
                        guzarny k liye musbat hai...
                        • #192 Collapse

                          jahan tak mera mind kehta hai wo toh yeh hai k hamari society forex use karnay say apnay andar say gareeebi nhi khatam kar skti kio k hamari awaam buht he greedy hain or in logo ko slow earning pasand nhi ha or forex to just un logo k liye ha jo slow earning b like kartey ho or fast b jab ham slow earning gain karnay lag partey hian toh fast earning automatic he hoti hia .
                          • #193 Collapse

                            ji jarur app bilku=l thik kaha hi ku ki forex asa busienss ha joki appko garibi hatana se bohut help karenga ku ki main bhi ek job less people ho or amin forex busienss main join kyea hu is se muja bohut assa income ho raha hai .
                            • #194 Collapse

                              ager brother hum forex me mahant kre gain to hum apni zururat ko pura ker shakte hain or aik achi job bna shakte hain forex ko is me hum good profit nikal lete hain ager hum forex me expert hain to hame is me acha hi profit millta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                this is not any more smaller opportunity that we can earn in the forex market. i think that we can earn alot of money with only the little investment and we can make all time profit with forex .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X