kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    agar hamrari society ma achay traders paida ho jayen tou yaqedna poverty ka khatma kia ja sakta ha , lekin is k liye Forex ko wasih level par seekhne or sikhane jane ka kam shuru karna ho ga.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      g han bhai jan main ap ki baat ko agree krta hoo agr hum forex maoin dil laga kar kam karain to hum apni society ki greebi ko door kar sakty hain lekin is main humain mehnat ki bohatr zrorat hoti hai.
      • #783 Collapse

        yes.Forex a is kind of business where anyone can join and make profits from here.With forex any one can change his life.We can change our society poor people by give them exact knowledge of Forex.So they can also make money from here and stay away from poverty.Our country will be benefit if every one of us can work and make money.
        • #784 Collapse

          Dear Brother acha question hai aap ka. Main aap ki is baat ko agree karta hun. kay Forex trading kar kay hum society ki gareebi ko kam ho sakti hai. Forex business ko achy tariky se agar hum work karain to poverty khatam ho sakti hai.
          • #785 Collapse

            g is kam k liay hum sub ko mil kar kam karna chahye kion k yehi hamray liay forex am best rahta ha is liay ma b forex am buhat dhiyan k sath kam karta hn or isi liay ma forex ma buhat dhiyan k satha cah kam kar rha hn or yehi acha hota ha
            • #786 Collapse

              jee han bilkul khatam ho sakti hai hamari society ki gareebi,yeh dunia ka aisa business hai jis sey hum bohat zyada profit hasil ker sakte hai or isey jitna chahe barha bhi sakte hai lakin yahan per logon ko itna shaoor nhi hai or kuch aisi companies bhi hai jo keh logon ko sirf lot'te hai or kuch nhi,jis ki waja sey log forex ko sirf drama smajhte hai.aisi companies hai jo keh galt trade per bhi unhe unka profit milta hai per trader ko sirf loss hai.
              • #787 Collapse

                Yah kr to skta hy lakin is ke liay ap ko kuch mehnat krni ho ge jis ke base pe ap ko kafi kuch earn ho ga me bta dn ap ko yah ap ko itna kuch dy skta yy kah ap ke soch hy jis sy ap ko kafi help mil skti hy lakin kuch rules ko follow krna [pry ga aur ap ko is ke detail ka bhe pta kho kah kam kaisy krna hy. Ne to ap ko itna loss ho ga kah ap soch bhe ne skty ho.
                • #788 Collapse

                  g bhai jan bilkul hamari society k log is is may agr apni dil-o-jan aur knowledge sy kaam kary tu bilkul wo apnay ap ko ik achay trader k sath sath ik acha insan b bana sakty hain..
                  • #789 Collapse

                    Forex main hum kamyabi hasil kar sakte hian is liye society main ghraeebi khatam ho sakti hai lehaza is market main hamesha koi na koi achi strategy zaroor adopt karni chahiye ta keh hum is market main positive pips laga sakien.
                    • #790 Collapse

                      aslam o alaikum dear g han kio nhe ye bht acha business hai koi b kar k iss say faida utha sakta hai bas shart itni hai k ap k pass knowledge or experience zrur ho iss kay bgair ap kuch nhe kar saktay
                      so apnay seniors say seekhen ya iski ziada say ziada search kr k b seekh saktay han ap
                      • #791 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                        jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
                        Main smjhta hu k forex ak bht profitable buisness hai,,or ajkal sb se bara masla paise ka hai,,or forex hamain ak makool earnimg ka moka fraham krti hai or forex hmari society se poverty or ghubat ko khtm krne main bht helpful sabit ho skti hai,,jo shaks beozgaar hai agr wo forex join kr le to apna future bht bright bna skta hai,,i think forex se hum bht faeda utha skte hain...
                        • #792 Collapse

                          yes, u have easily earn a lot of money from forex if u are a expert trader.Doing forex anybody can be established.so need learn, learn and learn.
                          • #793 Collapse

                            G my dear forex pe kam krny se gurbat ka khatm ho skta hy is m kam krny se na sirf apni balky apni country ki commie m eazaf ho skta hy is pe trading kr k hum apni zaruryat ko pora krty hy jis se humari life se gurbat khatm ho jati hy is tarah hr band is ko joyin kry tu pir our country se gurbat khatm q na ho paye gi
                            • #794 Collapse

                              g ha bhai bilkulya to ap kyee jo baht ha mya es sh egryee krtya ho hamrya muaik mya buht mushklat ha to es leya ya ak buht achya business ha js sa ham apnya kraobra mya azafya krya saktya ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                yes Brother bilkul aisa possible han or is man koi doubt nai han but yeh hi possible han jab hamari goverment is pr thora sa dhayan dy gi or is ko thora sa upgrade kary gi otherwise ham kuch bi nai krsaky gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X