kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    han asani say agar koi forex ko samjh kar aur is ki training le kar kaam kare to hum asani say is say apni ghurbat ko khatam kar saktay hain aur is sau hame koi b pabandi nahi ho sakti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex trading aik bohat acha business hai is sy hamari society ki poverty khatam ho sakti hai is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai kaam kar k ham achi earning kar sakty hain is mai kaam karny k lia hamary pass is ka knowledege hona lazmi hai is mai hamy ziada sy ziada hard working krni chahiya ta k ham aik kamyab trader ban skay
      • #48 Collapse

        g bilkul forex trading se eik society ki poverty bilkul khatam ho skti ha agr har banda kam karne aur sah samj ke kam karne
        wala ban jaye to wo is mein achi earning kar ke apni mashi halat sanwaar skta hai
        • #49 Collapse

          g bhai agr hr city ma forex learning schools hn .log ko is bary pta ho .govt help kry to ap ko mulk ma koi berozgar nzar nai ay ga.bus phla kadm uthany ki dair ha
          • #50 Collapse

            wao nice thread ji han ager hum sab mil ker forex per kam kerin or 1 achi forex k mutaliq achi stratgy bnaye or us per mil ker kam kerin tu definatilly hum forex sy apni gurbat ko khtam ker sakty han or is sy hum 1 acha muashra bana sakty han but ye kam akela koi nahi ker sakta ye kam ager pori society mil ker kery tu asani sy ho sakta ha
            • #51 Collapse

              ji ha mare dost ham Forex foram par work karke bilkul garebe dur kar sakte hay is liay aapko hardwork or nistha se kam lena parega.aapke mahenet or laggan se aap is busineass par kameyab ho pawoge.
              • #52 Collapse

                Agar pakistani Government or hum log Dosray Logoun Ko Forex Trading K liye motivate Karrain Gy Tou yakeenaan Is Say Kafi had tak ghurbaat par qaboo paya ja saktaa hai,pakistan K hallaaat Aj kal hum Sab k samnay hain mujh Samait buhaat Saray log high fi education hasil Kar k Degrees hath Main liyee Ghoom Rahay hain.. Aisay main Agar apna buisness karnay Ka moukaa milay Tou usay utilize Karnaa Chahiyee..main samajhtaa hon K hammain Apnay ird gird K logoun Ko Motivate Karna chahiyee k Wo Forex trading Ko Join Kar K baizzaat buisness k toor par Adopt Kar Saktay hain
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #53 Collapse

                  habn bikul ho sakte hai agar logo ke soch sai hojaye kyun ke logo ko lagta hai ke forex aur stock types ke business main risk bhot hota hai.lekin on ko ye nahi pta hota ke in busniss main risk se bachna ajaye tou yehe wo business hai jis main logo ko bhot faida hota hai.thanks.
                  • #54 Collapse

                    forex business main boht earning hay logo ko agr awareness a jay to humary country ki gurbat khatm ho sakti hay bs logo ko zada say zada es business main ana chahye or achi earning karni chahye agr koi pocket say invest nhi kr sakta to forum pr aa kr bonus bnay or trades say profit hasil kr k life improve kary
                    • #55 Collapse

                      jee agr sb log mil kar unite hojayen aik se dusrey ko forex k barey me btayen iski info share karen to iska asar hmare society per bht acha par skta hai poverty rate ko kafi had tak reduce kya ja skta hai
                      • #56 Collapse

                        Kiun nhi,ye aik aisa business hai k es ko join karna bhe asan aur earn karna bhe asan aur kam investment se ziada earning.agar ye dosry countries ki tarah pakistan mein bhe log ziada interest layn to kafi had tak unemployment khatm ho sakti hai.
                        • #57 Collapse

                          yes mere dost ap ne bari achi baat ki ha hamary mulk ma bohat gareebi ha ku k pakistan ma jobless bohat people ha forex trading se gareebi ko door kia ja sakta ha agr ham forex trading ka people ko introduce karwae tu gareebi ko door kiya ja sakta ha
                          • #58 Collapse

                            Forex bht acha kam hai is sy bht sy log faida outha rahy hain aur bht sy logo ka ghr chalta hai is ko her koi ker skta hai magar seakh k Forex sy bht sy logo ki berozgari khtm horai hai jis sy logo ko acha rozgar milta hai.........
                            • #59 Collapse

                              jee han forex aik acha online business hai or iss main vacany wala koi chakar nahi hai kyun kay yahan per koi bhe kisi bhe time join kar sakta hai so unemployed log forex main iss cheez ka faida utha sakte hain so mere khayal see it can remove proverity.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                han g bhai jan forex trading say hum apni poverty ko end kr skty hai kio is business may koi age limit nai or na hi koi yime limit hai ya buht hi profitable work hai or male or female sab is business ko join kr kay achi income earn kr skty hai but is ko start krny say pehly achi trha say learn krna zaruri hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X