Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Aap ki baat theek hai kun keh jab hum forex main loss kar dety hain to preshani ki koi baat nahi hai kun keh bar bar practice kar keh aik din aaey ga keh hum is market main successful honge. Lehaza kabi bhi greedy na hon ta keh profit kar sakein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      jee pewasta reh shajar sey umeed hee bahaar rakh mey yahi kahta hu ekey aap ney jo baat kahi ihey aap i baat teek hey aisa hye key aap ko is kaam mey barha maqsaad lena hey thoa ap ko is may achi jaga banani hey
      • #333 Collapse

        akser log es main loss krny k bad esy theak nahi samjhty or chor jaty hain un k liye mere ye pegham hy k start main mainy 6 month loss kiya tha lekin esy chora nahi ab seekh chuka hoon so koshish jari rakhen
        its my Fb Address
        www.facebook.com/Sunny.Sumra
        Skype: Sunny_Sumra:o
        • #334 Collapse

          bat theek hai kyu kay forex trading main jo bhi kam karta hai wo is waja se disheart hota haikay us ko hamesha loss he hota hai so aisi koi bhi bat nai hai her kam agar umeed se kitya jaye to wo kam ho he jata hai or her kam ko umeed se he karna chahyeh.
          • #335 Collapse

            g han bilkul such kaha ap ny himmat e merdan madad e KHUDA insan jitni mehnat kerta hy usy us ka phall zaror milta hy is lye hamain hosla ni harna chye ur zyada mehnat kerni chye
            • #336 Collapse

              every wise and expert trader must maintain different method to earn from forex. If you like to earn form forex trading in a average rate, so you have to study about forex and also take suggestion from a expert trader who have achieve a lot of experience on forex. Then you can trade demo and analysis it properly. You can study forex in online which are available in the websites. You have to enough knowledge about the trend, signals, indicators, how to give a stop loss or take profit in a trade. You must practice hardly and properly than you can earn from forex trade.
              • #337 Collapse

                ji haan ap nay bilkul theek kha hain or bhot acha sher bhi kha hai humey apni umeed naih chorni chaiyay or himat say kam letay huey hard work karna chahiyay or learning bhi karni chaiayy
                • #338 Collapse

                  yes my dear bother ap hard work learning karo ga to he ap forex trading k Forex forum sa kuc income kama skate ho bother an sa kuc nahi ho skate bother sub kam mehnet par hy bother
                  • #339 Collapse

                    dear ap ne bahut acha question kia hy Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh wo is lie ke jab ap forex pe trading karte hain to ap ko chahye ke ap forex se umeed rakhain na ke na umeed ho jain warna ap ko loss ho jae ga
                    • #340 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                      Dosto koi bhe kam ho humain mehnat to karni he chahiye laikan achi umeed bhe rakhni chahiye aur confidence hona chahiye k hum zaror gain karain gy.na umeed na hon kiunke umeed par dunya qaim hai.bus mehnat ko apni routeen bana,ne ki zarorat hai.
                      bhai mai aksar ya shair parhta hu or ap ke post ko parh kr to mujhy maza he aa gea hai .hamy har kaam dil laga kr krna chaheya or dil o jan se mehnat krni chahieya
                      • #341 Collapse

                        ye apne bohat acha kaha hay hamen umeed zrur rakhni chahaiy umeed k sath hi insan zinda hay ham agar sahi ummeed rakehnge to ham apni manzil ko paa skenge so hamen iss se achi umeed wabasta rakhni chahaiy tab ham kamyab honge.
                        • #342 Collapse

                          ap ne thek kaha hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main hai aur phir uska nateeja acha atta hai isliye forex ko time bhi dena parta hai
                          • #343 Collapse

                            yes baat bilkul sahi hai ka ya forex market aik risky market hai is market mai profit bana aasan nahi hai is lia chaiya ka zaida sa zaida profit earn karain oar profit earn karta hjai.
                            • #344 Collapse

                              yeah! brother bhot nice quetion hai apka bhot sy blog forex ma himat haar jaty hain or forex ko chor kar galti karty hain but mery khayal sy eysa nahi karna chaye forex business hai business ma loss tw hota hi hai ap zyda mehnat karo zarur kamyab hogy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                according to my view ma ye samjta ho k tum ny kafi achi bat ki hai k koi b kam jo hai mehnat sy he kiya ja sakhta hai so ma es bhara ma ye bolo ga k forex b without mehnat nai kiya ja sakhta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X