Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    allama iqball kay iss sheer ko app ney khoob fit kia hay iss kaam main bhee app ko slowley he manzil ki taraf barhana hoo gaa jald bazee se app tradetr naheen ban sakaety
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      han g bhai bohat achi bat kahi hai ap ne is business me loss hone ke bad umeed nhi chorni chahiy balky is me mehnat or lagan ke sath chalte rehne ki zarurat hoti hai is business me mehnat karte rehne se he ap ko kamyabi milti hai .
      • #303 Collapse

        In my opinion which persistence would be the one which could make many of us that people will make revenue without difficulty simply since we're individual in order that we could very quickly accomplish revenue in addition to discover nicely in addition to he or even she must be individual till many of us reach the particular achievement without difficulty.
        • #304 Collapse

          is bat pr aml kr kay sab traders ko aisa krna chahe keh woh kabhi himat na haarin woh kam krain is trah woh apni manzil pa lain gy aor ham ko apna market main faida ho jae ga aor loss hony say na ghabrain blekeh us koshish krain cover krain
          • #305 Collapse

            Asslamualikum....haha bhai apny bhut achy tareeqy sy apni bat keh di hai or is aik line mein bhut gehri baat bhi keh di hai....hmein ziadia hard work krna chahye...or usi hardwork ko samny rkhty hoey achy ki hope bhi rakhnii chahye.....agr hum ny work hard kia hai to hmein uska positive responce zaroor mily ga...to kbhi bhi disheart ho k hopeless nhii hona chahye.....hmesha achy ka blv rkhna chahye....
            • #306 Collapse

              gee han bhai hame forex trading main kabhi bhi har nahi manni chahie kun ke har man kar hame kafi loss hota hai or ham apna confident loss kar dete hain
              • #307 Collapse

                g dear agar ap ko forex trading main successful hona hay to ap ko chahy kay ap forex kay bary main zaida say zaida lern karain tab he ap is main profit earn kar sakty hain aur loss say bach sakty hain.
                • #308 Collapse

                  Aap ki baat theek hai keh pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh matlab keh agar hum consistently mehnat karinge to aik din aaey ga keh hum successful ho sakte hain. Market main achi strategy ka hona lazmi hai ta keh hum consistently profit kar sakein.
                  • #309 Collapse

                    AOA.g han aap ne thek kaha hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or dilchaspi se forex trading seekhty hain or learn krty hain sath main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy kuch pany k lea mahnat to karni pary ge na.
                    • #310 Collapse

                      Apki baat sahi hay agar hum forex trading main loss kar let hay to humay dill nahi harna chahiey balkeh aur theak say forex trading ko learn karna chahiey aur jab hum learn kar lain gay tab loss ka chance bhi kam ho ga.
                      • #311 Collapse

                        han bhai theak thak kha apnay humen koi bhi kam kerne ka liya umsa hardwork mehnat zarrour kerni chaeya ager hum mehnat ahi keren gay to hum nakaam housakte hen
                        • #312 Collapse

                          yes dear mera bi yahi idea ha k humain kabi bi himmet nahi haarni chaahiay zaroor hum kabi to kaamyaab hun gay .forex trading me jo log kaamyaab han wo isi mihnet hi ki weja se successful huay han ore aaj itni earning ker rahay han .aap bi apni mihnet jaari rukhain ,zaroor kaamyaab hun g
                          • #313 Collapse

                            me apki bat se agree ho or me is par daily time spend krta ho or me apna profit kamane ki umeed bhi rkhta ho or mehnat bhi krta ho is forum par or ye bht profitable business hai onnline..
                            • #314 Collapse

                              Forex tradignmain b members haman ya jumla yaad rakhna chheya kyon kay is mainb hamainkbi b na umeed nhe hona chheya or is mainhamasha apney umeedon ko zinda rakhna chheya .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                                Dosto koi bhe kam ho humain mehnat to karni he chahiye laikan achi umeed bhe rakhni chahiye aur confidence hona chahiye k hum zaror gain karain gy.na umeed na hon kiunke umeed par dunya qaim hai.bus mehnat ko apni routeen bana,ne ki zarorat hai.
                                theek kha dear hr kam karne k liye mehnat karni parti hain q k kuch paney k liye kuch na kuch khuna parta hain r acha earner banne k liye mehnat tu karni parti hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X