Hope and Fear
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    G bhai g apki bat bilkul thake hy or apna bohat acha brief be kiya hy apko is mai chahye hy k profit ke liya hope rakho lakin fear ko khatam ker do tu dakhna ap kaise kamyab hoty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      Gee bhai ap ny bht achi bat discuss kr li haaiforex trading ma humen confidence ki bht zarort hoti hai humen trading ky leay proper aor independent decision leny hoty hen aor isky leay humen knowldge aor experience ki zarorat hoti hai yeh sub humen forex forum ay milta hai
      • #948 Collapse

        jab hum fear feel karty hain to humain market main koi achi eanring hasil nai hoti hay magr humain hard work kar aky kam karna ho ga ta kay humain loss km say km hasil ho skay
        • #949 Collapse

          well agr thek tah se daikha jye to hope aur fear aik sath hi hoty hain q k jaha apko hope hoti hai to us k mukhalif fear bhi zaroor hota hai like mjy umeed hai ye trade profit m hogi mgr is k sath fear bhi hai k ho skta hai loss bhi hojye
          • #950 Collapse

            G g is main hamain trade karni main Dino chezein honni hoti hai aur is main kam karnyain k liye is main hard work kar k jam karna ho ga ta k him is main earning kar k kam karein
            • #951 Collapse

              trading hope aur fear k bech men hoti ha agar aap market men fear han to beleive me aap kabi bi successful trader nhe ban sakty forex trading men success sirf usi trader k liay ha jo fear aur greed ko apni trading men involve nhe karta
              • #952 Collapse

                Yes you are right. Hamain utni hi hope lagani chaheye jitna hamara experience ho aur utna risk nahi lena chaheye keh hum fear main mubtila ho jayen. Yeh donon cheezain buhat zaroori hain. Agar hamarey dil main loss ka fear rahay ga to hum buhat ahtiat sey trading krain gey aur umeed rakhain gey keh acha profit ho jaye ga.i fear rakhna chaheye
                • #953 Collapse

                  Maire khayal mai tu har trader ko confident hona chaiye apni trade kay baray mai lakin over confidence say bachna chaiye. iss k liye lazmi hai ke app ke pas proper knowledge ho market k. Hope aur fear dono trading ka hisa hai aur inn kay sath sath he chalna parhta hai har trader Ko.
                   
                  • #954 Collapse

                    G g is main dono chezain aa jati hain hamain is main learn kar k kam karna ho ga ta k jum is main trade kar k kam karna ho ga ta k hamain is main faida ho aur hum is main loss kam ho
                    • #955 Collapse

                      Forex treading buth risk but ,,him treading ma double mind k sth entry krty hain fear or hope,,,fear Mary hisab sa forex treading loss ka fear hona zururi hu kun k AGR him fear na tu him risk management k bana treading krty hain or sb loss krty hain so fear ap ko loss sa save krta hy or hope sa b best factor hy ap.k.confidence ko increase krny ma Js ke base ap.pa treading plans am successful hoty hain
                      • #956 Collapse

                        bhai humy hope rakhni perti har time or fear say dor rehna chahiyeh tubhi kamyabi mil sakti hai or forex sy acha kaam koi nhi hai humy chahiyeh mehnat kary zaida sy zaida tubhi kamyabi mil sakti hai or es sy best kuch nhi hai
                        • #957 Collapse

                          G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex trading mai traders ko chahye hy k wo fear ko khatam ker dain or wo forex mai na uneed kabi na ho kun ke unko earning ke umeed rakhni chahye hy
                          • #958 Collapse

                            han g yah do aham cheezain k ham kiss kadar bahtery ki umeed karty hai or kiss kadar ham apny tarding se darty hai. to mery khyal main is bat ka depend is bat per hai ap main skill katna hai or ap kiss had tak capital rakhty hai . agr yah cheezain zyda ho to ap ko confidence milta hia.
                            • #959 Collapse

                              Hope aur Fear dono emotion hain jo trading kay doran har trader kay mind mai rehtay hain. achay aur experienced traders iss baat ka zaroor khayal rakhtay hain ke trading kay doran emotion ko apny oper asar andaz na honay dain. emotion ko control kar kay he new traders achay traders ban saktay hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                hope aur fair in dono chezon ko forex trading men use nhe karna agar ap hope par koi trade open kar rhy han to bi bewaqofi ha aur agar koi bi trade fair ki waja se close karty han to bi bewaqofi ha is liay ap kabi market men proper technical setup k baghair koi trade open na karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X