Hope and Fear

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    in order to determine the trend in the weeks and open on a pullback towards the main motion is not so difficult, but on the clock to determine the point of entry and put a stop loss 10 - it is worth it. By this is better to start on large timeframes
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      yeah bro very well said, apne apna acha experience share kia, hamen apne fear p kaboo pana chahee he, hope he to aese chez he jis se hamen koi kam krne ka jazba peda hota he, forex market me bhe hamen kamiabe ke hope he trading ke trf late he ur ham dil laga k trading kr sakte hen, so hope is good and we should control our fear
      • #903 Collapse

        • #904 Collapse

          forex ki trading business mein hamein hamesha achay ki umeed rakhni chahye phir he hum ache earning kar sakty hain so guys do hardwork for success and never lose hope in this.
          • #905 Collapse

            forex main kaam kartay howay hope hona buhat he zarroi hai es main fear nahi hona chaiye aur es mian kosis karay small volume se trading karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay thankful for question
            • #906 Collapse

              hope hi to hai jis ki vaja say hum is main kaam kr rhy hain laikin is main humy zada tavaja is baat pay daini hai k ashi feel krna hai jis say hamara mind asha feel krta hai or good trade make kr saqty hain
              • #907 Collapse

                Yes hope umeed ko khety han or fear dar ko khety han or kesi bhe trader ko darna nahe cahye k us ko nuksan ho jayga ya forex ek risk business hai bas us ko umeed se trading kary k ek din usko profit mely ga
                • #908 Collapse

                  forex treding biznees min agar jum ko loos Jo jay to him kp is bizneesin him at nahin harni cahye kun kah ye buhat hi acha or best biznees hy him is biznees ko oihr se start karna cahye
                  • #909 Collapse

                    jnab hum jab trading karty ahin to huamin is main loss b ho sakat hay or huamin is main profit b ho sakat hay or huamin is main agr success hasil karni hay ot humain is main fear free ho kar humain trading main kam karna ho ga ta kay loss nai ho
                    • #910 Collapse

                      Hamain loss key fear sey bachna hy aur us key leye hamain demo account main ziada sey ziada practice keni hy takeh hamara confidence barh jaye. Is key elawa hope ko kabhi bhi nahi chhorna. Aap ko kitna loss bhi ho raha ho apney andar yeh hope rakhni hy keh main is loss ko recover kr sakta hoon aur disappoint nahi hona.
                       
                      • #911 Collapse

                        q k ham janty hai k ya dono cheezain lazmi hai q k forex aik risky kam hai or wo kasi b time market change ho sakty hai is lai jab ham traidng karty hai to hamain loss ka khof or profit ki umeed hoty hai
                        • #912 Collapse

                          hope aur fear aisi cheezen hein k en sy koi b trader nai bch ska hy ess liy sb sy best hy k ap hope qaim rhy lekin fear ko kbi b dil mein nai aany dein q k agr ap mein fear a gia to ap trading nai kr skty ess liy fear ko bhool kr ap ny trading krni hy aur emotions pr control krna hy ess liy ap befkr ho kr earning krien aur fear na krien
                          • #913 Collapse

                            mery khyal sa ap theak keh rahy ha koi bhi kam donya mai esa nhi ha jo dar kar kam yab hota ho apko chaye k forex jesy bussiness mai kamyabi hasil karny k liye dar kar trade karny ki bjaye ap relax ho kar trde kary aur profit hasil kary
                            • #914 Collapse

                              bhai jan yeh baat krna bohat asan ha kah hum forex trading sa rich ho skte hain thats true app ho skte ho magar hum log kuch bataoun ko ignore kr dete hain jese kah rich hone ka leya ya successful hone ka leya humein mahnat bhi krne hoti ha and woh asan nhi hote ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Trading me fear bad hota hai.Agar traders loss say fear feel karta rahay ga tu wo trading me successfully trading nhi kar sakta.Traders ko yaha per without fear trading karna chahe or hopefully trading karna chahye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X