kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    dear ap ka question both acha ha ku ka jb hum post krta ha to hum jb dhakta ha ka huma profit ho rah ha to Forex Pakistan humr mod change kr data ha jaha hum souta ha ka kam post kra ga to hum profit ka lauch ma a ka humr mod chang ho jata ha aro huma aro post lagna chata ha so der forex ma work krna sa mod be change hota ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      G bilkul jab forex trading main profit ho raha hota hay to mood bohat acha hota hay aur aisy he jab loss hota hay to saf mood hota hay waisy humay emotions ko trading main nahi lana chahiey.
      • #798 Collapse

        It is right that when someone gets profit, he becomes very happy and if there is release, then he beautify sad and bother. But i expect that we should set to encounter any propose of affairs realist or failure and should be uncured in every term.
        • #799 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
          aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
          wo to zyr se bat ha jb kisi ko profit milta ha wo khush hta ha or jb loss mille to bechara rota ha is lya dehan sa or dakh kur kam kro ta ke nuqsan sa bcha ja ske.
          • #800 Collapse

            ji haan dear apanay bhut achi baat kahi hay and forex mai humay ager profit hotaa hai to hmaraa mood bhut acha hojata hai and yai bhut achaa bussniss hay ager trading kartay waqat ager hamay loss hojataa hai to hamaraa mood bhi kharaab ho jata hai.............................................
            • #801 Collapse

              haan zahir hai, yay tu insaan ki nature hai, koe apna nuksaan kyun chahy ga, isi liyay mood ko khusguwaar rakhnay k liyay market watch karty rehna chahiyay, baghair sochy samjhy trade nhi lagani chahiyay
              • #802 Collapse

                It is right that when someone gets profit, he becomes very happy and if there is going, then he metamorphose sad and irritation. But i cogitate that we should intelligent to braving any state of concern profit or exit and should be pure in every instance.
                • #803 Collapse

                  dear ager aap soch samjh k chalty hain to ya bohot asan hain is main peshani wali baat nhi hai or ya profit abil karobar hai is main risk kam hai
                   
                  • #804 Collapse

                    lakn ya aap ka mod kya qisamt bhi chang kar skti hai laken ya depand aap k uper karta hai bhi jee k is main kitny pesy lagain chiy or kitny nhi aap maloomat honi chiy dosro mulko k bary main
                     
                    • #805 Collapse

                      Yes sometimes trading will be much helpful for change our mood, some times it give us happines and some times its give us sorow and tension, its totally to our trading and earning, if we earn good profit so feel much happy and when we facing loss so we are in tension.
                         
                      • #806 Collapse

                        Jee tarding ka hamry mood par bohat hi ziada asar hota hai agar hum achi trade karty hain tu hum ko profit ho ga aur hamri mood bhi acha rahy ga aur agar tarde thee k nhi hoti and loss ki taraf jati hai tu hamra mood kharab ho jaye ga.
                        • #807 Collapse

                          je haan trading mein jab loosing aur profit hota hai tu ap ku es mein comfortable aur confusion feel ho ge ju ye dono feel nahi karta hai i think wo sab se acha trader ho ga thankful for question
                           
                          • #808 Collapse

                            asslamu alaikum bhai g q k ye insan ki fitrat hai k hame jab loss hota hai to hamara automatic hi mood sad ho jata hai lekin hame chhaiye k hum mazeed practice kare market ko samjne ki try kare analysis karna seekhay aur jab profit hota hai to kon khush nahi hota bhai g
                            • #809 Collapse

                              bilkul change kr dayta hai forex business hum logo k mood ko but y business kafi risky hai es lia y batna mushkil hai k mood good ho ga ya fr bed kiu akser sed mode ma hotay hai job loss krtay hai forex business proper things ka hona must hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                dear sir g bilkul trding krty waqt admi ka mood autumaticly chang ho gata ha kio ka trading krty waqt user ko apna mood khusgawar bnana prta ha to trading start krty hi mood change ho gata ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X