kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Mere piyare doost mai tu forex ka aik naya user ho aur abhi forex ko naya join kia hai aur filhal sirf posting hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho aur abhi trading start nahe ki hai aur es bare mai kuch abhi nahe bata sakta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      I think trading se hmara mood kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb c khushi hoti he or hmara mood fresh ho jata he or isi tra jb loss ho to hmara mood dull or boring ho jata
         
      • #648 Collapse

        i like forex.g g bilkul trading se hmara mood kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb c khushi hoti he or hmara mood fresh ho jata he or isi tra jb loss ho to hmara mood dull or boring ho jata he. i love it..
        • #649 Collapse

          Ge my dear zaher bat ha ka asa bilkol hota ha kun ka agr insan ko fida ho to wo khosh hota ha or agr loss ho to us ka mood khrab hota ha mara khyal ha ka trading bhe bilkol asa mood change karte ha kun ka ya aik risky business ha is ma kbhe bhe kuch bhe ho sakta ha .
          • #650 Collapse

            haan ager app achi trade mai hun tu app ko achi trade k sath mood bhi change ho jata hai or ager loss mai ho tu app ka mood mazeeed down ho jata hai sab profit or loss per depend karta hai
             
            • #651 Collapse

              G haan kbe kbe aisa b hota hai k trading kr k hmara mood change ho jata hai. Aisa tb hota hai jb Forex trading mai hmen otna profit ni hota jitna hum soch rhy hoty hain bl k us ke jagh loss ho jata hai to hamara fresh mood khrab ho jata hai
              • #652 Collapse

                off course Trading agr plus yni positive jaa rhi ho . to aap aik achy or happy mood mai hoty hai . or agr trade aap ky against jaa rhi ho to aap little bit sad mood mai hoty hai . Forex jasy trade business mai Profit or lose fact hai . jaha aap profit earn kr rhy hai lose bhi aap ko lyna ho ga .
                • #653 Collapse

                  jee bilkul trading hamara mood change kar deti hai ager humari trade achanak loss main chali jaye to humara mood kharab ho jaata hai aur ager hum profit main hoon to khush hotay hain yehi insaan ki fitrat hai jab us kay saath bura hota hai to woh upset ho jaata hai.
                  • #654 Collapse

                    Trading to shayad traders ka mood change na kerti ho lekin trading ka result zaror mood change ker sakta hai, such as agar un ko loss ho to bad feel kerte hain or kuch to bilkul disappointed ho jate hain or profit hota hai to sab ko pleasant feeling hoti hai.Dear ager hamen profit hota hy to hamara mood fresh hota hy, or jab hamen lose hota hy to hm dipress or bht pareshan hoty hen, hamen chaie, k ham trades py trades na lgahen or thory profit py guzara karen, emotional trading sy hamne kuch hasil nai hota, ager hm patience sy trading karern gy to hm achi earning kr ksty hen, or achy trader ban skty hen.:cool:
                    • #655 Collapse

                      Forex trader aik alag tabiyat ka malik hota he. us ka mizaaj or logon se lag alag or wo aik ajeeb qisam ki zehniyat ka mailk hota he. or jab hum profit karaty hen to phr to hamry mizaaj totally alag ho jatay hain .../././
                      • #656 Collapse

                        han ji trading sy hamary mud main bohat farik parta hy q k ager ham ko loss ho raha ho to hamara mud off sa ho jat hy ager ham ko profit ho raha ho to hamara mud fesh sa lagta hy ham ek new trad k liye tyar ho jaty hain .
                        • #657 Collapse

                          yes dear definitely traders ka mod profit milne ke baad fresh hota he, but jab koi mistake karte hen aur us mistake ki wajah se loss hota he to suddenly mod change ho jata he aur kaafi bad feeling hoti he us time, so according to my opinion always trade market ke analysis karne ke bad open karni chahiye, taake acha profit earn ho aur loss hone ke chance bilkul kam ho jae.
                          • #658 Collapse

                            han bilkul asa he ha. it,s natural human behave when you are earning lot off money obviously your mood will be good because your dreams becoming full fill with your profit and if your business not going good than your mood will be off and every thing you will see with out any interest
                            • #659 Collapse

                              g han meray khayal sy to trading ap ka mod chang karti ha q k agar ap ka mod theak nai ha to ap ko es main ap ki umeed sy zyada profit hua ha to ap ko bohat khuchi ho ga asay he agar ap ka mod theak ha to ap ko es main bohat loss hua ha to ap ka mod khrab ho jay ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Brother may aap ki baat say kafi had tak itifaq karta hoon wasay hum sub log forex trading profit earn karnay kay liya hi kartay hain per business may profit aur loss saath saath chalta hai profit ki kushi aur loss ka afsoos tu hona naturally hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X