kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Bhai jaan mera mood aik jesa hi rehta hai chahe me trading karon ya nahi karon me hamesha khush rehta ho trading me mujhe loss ho ya profit mera is se mood change nahi hota kiyo ke insaan ko utna hi rizq milta hai jitna us ke naseeb me hota hai is le hume hamesha khush rehna chayye aur Allah ka har haal me shukar aada karte rehna chayye..........
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      I think we should be able to focus and all will be good and self control are very good and all will be fine and all need the process and could always focus would be nice and it would be very good once and all need calmness and should be able to focus.
      :o
      • #693 Collapse

        G han trading hamre mood par boot zeda asar karti ha q k jab hum profit ma hote hain too boot kush hote hain or jab trade naqsan ma hote ha too boot fikarmand hote hai. is lia trade hamry nafsiat par boot zeda asar karti ha. Achi trade humain kushi dati ha.
        • #694 Collapse

          trade aik interesting chez hain yani trade ka doran app aik entertainment mehsos kartay hain aur insan boht better feel karta hain
          • #695 Collapse

            agar trading k bad hamara profit acha ho jaye toh ye yaqeenan hamara mood acha kar dete hai jis se hum log acha earn kar sakty hain to mood be pleasant ho jata hai
            • #696 Collapse

              forex is a business that is very nice and very big and all will be fine and all the readiness and needs all the good will and self control are very good and all need the readiness and it would be very nice and it's going really well and it took all the processes and it was very nice.
              :D
              • #697 Collapse

                mood per kaboo rakhan insan k apney bus main he laikin aesa kerney waley aap ko hzar min koi aik nzer aaye ga lakin aesa hota sub k sath he koiun k mood ko kaboo kerna he aik k bus ki baat nahin he
                • #698 Collapse

                  g hamesha aisa hi hota hai mere sath b bul k sab k sath aisa hi hota hai. agar hamain profit ho raha ho tau ham buhat fresh ho jatay hain aur ziada trading karne ko dil karta hai lekin jab loss ho jaye tau mood off ho jata hai aur trading close karne ko dil karta ha aur thora rest letay hain.
                  • #699 Collapse

                    g biluk ya mood change karti ha jab profit hota to khus hoty han agr loose to mood off ho jata ha
                    or baz dafa typing kar k b mood kuch ajjeb sa ho jata ha trading har ksi ka mood change karti ha kbi hum boht zayda soch me hoty han or kabi khus b jesy b ho trading me mood khusghwar he rakhna chaye loose ki tenshion ni leni chaye q k ya business ha or es me sabar sy kaam len achaye.
                    • #700 Collapse

                      Forex mian proift and loss dono hoty ha agar to humain ye sochy gay forex just profit kay liye ha to humye totall loss kar rahy hoty ha to is main jab bi earn karna ha to humain is mian mehnat sy karna ha
                      • #701 Collapse

                        bhai dekho ham koi bhi busnis krte hen yan ham koi bhi job krte hen tu us me ham tb tk koi profit earn nhi krte hen jab tak ham serous ho kr kam na kren forex bhi eik esa hi busnis he is me hamen ager koi profit earn hoa he hamen kafi acha feel hota he
                        • #702 Collapse

                          traiding insaan ka mood tabdeel kar daiti hain is main loss or profit hota hai agar profit ho to mood acha ho jata hai or loss ho to mera mood kharab ho jata haitraidng mood change kar daiti hai
                          • #703 Collapse

                            good question ham jb apne kaam pe pori tarha se constrait karte hen to hamara mood fresh hota hai or hamen traid me kafi profit b milta hai
                             
                            • #704 Collapse

                              g han trading hmary mood ko change karti hai zahir hai jab hum forex trading karengy to hamen profit milega jis ka hmary mood par positive asar prega in this way forex trading mood ko change karta hai q kay is kay zariye easily achi earning hojati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                G han bahi zahir c bat ha jab trader ko profit hota ha to usko kushi hoti ha, aur woh acha feel kata ha, aur mood b acha rehta ha, per jab trader ko loss hona start hota hai to usko tension aur pershani ka samna karna parta ha, aur mood b acha nai rehta aur tension main aa k trading b nai kar lpata...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X