kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    ji bilkul trading mai agar profit ho to hamara mood bht khush wala ho jata hai
    but agar loss ho to koi issue nahi qk nakamiyan milkar hi kamiyabiyan milti hain
    so hamain losses se ghabrana nahi chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      Dosto trading aksar ukat ap ka mood change kr skti hy agr kisi trader ko trading ma loss ho jta hy to os trader ka mood off ho jta es trader ka mood gusy wala ho jta hy or jis trader ko profit hota hy os trader ka mood happy ho or wo khush khush chlta phirta hy or ye insan ki fit rat hy k wo aisa he krta hy or fitrat kbi change ni hoti
      • #1443 Collapse

        Apki baat bilkul theek hai k loss hony se hamaara mood kharab ho jata hai aur profit hony se acha ho jata hai ye aik natural cheez hai mager yad rekhain ager ap ne long term trade kerni hai to apko apny emotions ko control kerna hoga phir hi ap kamyab ho sakty hain. Jab ap itny experienced ho jayen k ap ka mood profit ya loss se same rehy aur ap emotional ho k trade na kerain balkeh market ki situation pay trade kerain to ap kamyab ho jayen gay
        • #1444 Collapse

          g han hamain is main agr loss ho jaye tou sabr sayy kam lena ho ga aur is say hamara mood khrb ho hi jata hai so hamain markt main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main b ikoi mushklil na ho saky gi aur hamain market main trend ko use karna ho ga ta k loss kam karein gay
          • #1445 Collapse

            g ham agr hamain is main loss hota hai tou sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is forex main hard wokr karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is say faida ho saky ga tab hi hum real main earning karein gay
            • #1446 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
              aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
              Assalamualaikum ji bhai jaan jab aap apni motions ko trading Mai Nahi Aate Hain Tu aapka mood be uske sath Hai Jawad jata hai aur Agar aapko nuksaan hone lagta hai tu aapka mood kharab ho jata hai aur Agar profit hota hai to accha aise nahi karna chahiye
              • #1447 Collapse

                Haan g jaab ap ki trading mai trade positive position pe hooti hay to hum bht khush hootay hain aur jav loss hota hay to tension mai aaa jatay hain jb k humain tension free hoo k kaam karna chhye hay
                • #1448 Collapse

                  is forex main learn kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is say faiada ho saky ga aur is say faida ho saky ga aur loss ho jaye tou sabr say kam kar sakty hain aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum achi trde karny k kabil ho sakty hain aur market main earning ho saky gi
                  • #1449 Collapse

                    trading karny sy hamara mood ka kuch nahi hota balky ham ache earning hasial karty hain or forex mai hum part time be trde kar sakty hain or full time be trade kar sakty hain or kam kar ky hum ache earning be hasial kar sakty hain hum is ami investment be kar sakty hain yai kabe be band an hony wala business hain mai be is mai trade karta ho
                    • #1450 Collapse

                      jab hum forex mai kam karty hain to hamy is ka bonus milta hain or hum asane sy apne zarorto ko pura karty hain is tarha sy yai hamary mood ko change karta hain forex aik online buiness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar skaty hain or yai pury pakistan mai legal ho cuka hain or yai kabe be band nahi ho sakta
                      • #1451 Collapse

                        G janab trading hamara bht sa mood change krti rhti hy is mai yay ky ap ka tyme period axha hona chahyay taky ap ki tard emai koi effect hasil ho saky taky ap ki trade mai better straghety paida ho saky or ap ko kafi kuch faida hasil ho saky taky ap ko kuch milly.
                        • #1452 Collapse

                          g han trading sy hamara mood change hote hain jab hum is mai kam karty hain to hamy is ka bonus mila hain or hum apne zarorto ko asne sy pura karty hain yai hamara life styel be change kar dete hain forex aik online or big business hain yai kabe be band nahi ho sakta yai students or job less mans ky liye best job hain wo is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain
                          • #1453 Collapse

                            forex mai jab hum trading karty hain to hamy is ka bonus milta hain yai hamry mood ko be acha karte hain or forex mai kam karny sy hamara life style be chang ho jata hain forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trade karty hain hum is mai part time be trade kar sakty hain or full time be trade kar sakty hain
                            • #1454 Collapse

                              Trade ka mood par to bohat asar hota hai jese ke ye ap ke sath bhi hua hoga ke trading ke doraan agar hamain profit mill raha hota hay to hamara face smiley ho jata hay Agr profit ki jaga loss aa raha hota hay to hamara face sad ho jata hai to meri nazar main me thk kaha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                Bhai trading ka mood pe boht zada aser hta hy ager ap ko profit acha mil rha hy ap earning ker re hen to lazmi bat hy ap ka mood acha hoga per ager ap ko loss ho rha hy to phr bach k bhai ka mood khrb hy hahahaha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X