kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    G han agr hmen trading se acha profit hasil ho raha ho gaa tu trading hmara mood acha karti ha lakin agr loss me ho rahi ho trade tu hmara mood bhi off karti haa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      Brother yeh tou insani fitrat mein shamil hai , k jab usy kuch mil rhaa hota hai ya koi faida ho rha hota hai tou wo bohat he zaida khush hota hai , or jab us se koi chez chean li jati hai yah loss ho jata hai tou us k mood bohat zaida kharab ho jata hai or yeh sab k saat he hota hai .
      • #783 Collapse

        Yes brother aan ney sahi analyise kia hey forex trading ya koi bhi business ho jab aap ko profit ho raha hota hey to aap bohat kush hotey hen jab loss ho rahah hota hey to aap ka kisi sey bhi baat karney ka dil nae karta mood off hi rahta hey.
        • #784 Collapse

          bilkul some time aisa hota hai k jb hum trade start karty hai aur market humari favor main ati hai tou hum khush hoty lekin jb market loss main jati hai tou humara mode off ho jata hai.
          • #785 Collapse

            well, ap ne pocha hein k kia trading ap ka mood change karty hein tu mein kehna chahoon gee k mein iss mein new ai hon n sirf abi filhal posts hee kar rai hoon, trading side pe nai gai filhal, baki zahir hein acchay ya buray halat hoon tu uska asar tu hmk mood pe parta hee hein na
            • #786 Collapse

              dear , g han jab ham trading karte hein to phir hamara mode change hota rehta hai aur ager hum acha profit hasal keren to phir humara mode b fresh rehta hai aur jab humen loss ho jaye to phir mode hraab ho jata ha lekin hamen chahiye k ham apne mode ko hamesha he equal rekhen
              • #787 Collapse

                salam bhai jan g han mood change kr dati hai jb hama loss ho jy r bs phr tu kesi k sath bolny ko bhi dil ni karta jb k hama profit ho tu hm bht zyada khush hoty hain .....
                • #788 Collapse

                  g han ap theek keh rahe hain trading se humara mood change zaror hota hai jab hum apni trading se profit hasil karte hai to humain us waqt bhot ziyada khushi mehsos hoti hai or jab hum loss main jate hai to humara mood or ho jata hai
                  • #789 Collapse

                    jee bhai mere sath to aesa hota hai kay jab main loss main hota hun to mood kharab ho jata hai lekin jese he profit start hona shuru hota hai to mera mood bohat acha ho jata hai.
                    • #790 Collapse

                      Yes of course that the trade is effect on our mood. I think if we are earn the money in this market then we are happy mood.
                      If we are loss the money in this market then we are sad our mood is off.
                      • #791 Collapse

                        jee han zahar s abat ha ajab ap profit main jara hota ha tu apko Forex amain kafi acha kahs earning hote ha tu happy bhota jis din loss karta ha us dn ap bus parshan our gusa ma hota ha .
                        • #792 Collapse

                          G ha forex himra mood to change kartye hai jub humye forex mei profit ata hai to humra mood acha hoja ta hai aurvjub humue forex mein lose ata hai to humra mod kharab ho jata hai
                          • #793 Collapse

                            ab bhi mein two is bary mein kuch nhe janta hu ak trading app ka mood change karte hai ka nhi kun mein ny tow abi tak trading start nhi ki so mein nhe bat sakta app ko k trading app ka modd kysa rakte hai
                            • #794 Collapse

                              trading ka bahut acha impact hota he personality pe aur yeh bahut zyada effect karti he mood pe bhi, jab ham jeet jaen aur kuch earn kar len, phir ham bahut excited hote hen, aur zyada ki koshish karte hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                agar mood acha na ho aur profit ho jae to to aik dam mood fresh ho jata ha.aur buhat khushi hoti ha aur jb loss ho jae to ye soch k ignore kar datay hain k chalo koee baat nahe next time ho jae ga ga tension wali koee baat nahe hoti.ye to business ha kabi loss ho ga aur kabi profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X