kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    Dear apkoo chahyie tb b trading krni ho ap positive mind se kry es k lite kisi cheze ke tnsn na ho fresh ho kar kam kry..! Or me to yahan new hoon es liye bohat zaida information nahe hai.. or na he maine abe trading start ke hai a e me just coments krti hun.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      bilkul.. trading se hamara mood change hota hai.. yani agar hamen profit ho raha to zahir c bat hai k ham bohat khush ho jata hai.. lakin yahi agar hamen loss ho raha ho to ham tesne ho jata hai... forex ka to hamara mood pe bohat hi zyada asar hota hai...
      • #813 Collapse

        Assalam O Alaikum, Yes its true that your trades change your mood. Emotions are involve in every business so in Forex trading when we get profit we feel happy and enjoy all the day. But sometimes when we loose money our mood turns into sadness. Happiness and sadness are the part of life.
        • #814 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
          aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
          g sir ap ki baat lkul thk hy trading hmara mood ko chanfge kar stki hy our krti hy jasa k agar ap tension main ksi our wjah se our ap is dooran kafi pasa kma laty hain wh bhi thiri se time k andar ak hi trade main se to is trah tension door ho gati hy mary sath aksar asa hota rhta hy
          • #815 Collapse

            ji blkl aisa hojata hay k loss wali trade may aap musalsal tension may rehtay hain aur kch acha nhi lagta lekin agar thora bhi profit hota hay tu bht acha feel hota hay aur bht ziada kshy hoty hay yay emotions aur mood market k up down k sath vary krtay hain :)
            • #816 Collapse

              ji han forex bilkul effect karti he ap kay mood ko, agr to ap profit lay rahay hein phir ap khush rahin gay forex se or agr ap ko loss hota he to ap beyakeeni mein rahin gya or ap ko profit nia hoga ap trouble mein rahain gay .
              • #817 Collapse

                bhai jan ye baat to such he k is main humara mod change ho jata he is main jub humain profit ho raha hota he to hum is main bht khush hoty hain lakin jub humain is main loss ho jata he to hum is main emotional ho jaty hain lakin mere khiyaal main humain is main emotional nahi hona chahiye bl k is main sabar se kaam lebna chahiye
                • #818 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                  aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
                  yes of course..........forexx aik aesi chez hai jiss per kam krny sy insan ka mood acha ho jata hai or wo achy tareqay sy kam karta hai............trade krnay sy insan har tarha sy acha mehsos krta hai..........
                  • #819 Collapse

                    dear bikul thik kaha ap ne k forex pe trading ap ka mood lazmi change karti hy wo is lie k agar ap ko forex pe trading karte hain r ap ko profit earn hota hy to ap ka mood happy hota hy r agar loss hota hy to mood off hota hy
                    • #820 Collapse

                      AOA. bhai shb bht acha sawal ha ap forex trading aik business ha har business tension creat karta ha or ici tarhan forex trading bhi tenshion creat karta ha jo ka humara mood khrab karti ha.
                      • #821 Collapse

                        g han j ab market running hoti hai to is me profit loss dono ka amal dhakhal hota hai
                        so yeh huemen being k mind pe bht asar andaz hoti hai
                        agr loss ho to mind change bi ho jata hai and profit ho to khushi hoti hai.
                         
                        • #822 Collapse

                          off course trading my business hai aur mera daily ka target hai aur jb mein achi earning leta ho apni trade wins kar ka tu ya mujy happy karti ahia ur mera ood happy hota hai lakin hmnay rule sko lazmi follow karna chye
                          • #823 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                            aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
                            mara khayal mai to trading ka to pta nai per us ka results zaroor traders ka mood change kr dayta ha ager acha result to acha mood nai to bora.........mai is bara mai sirf itna he janta ho......:)
                            • #824 Collapse

                              je ha trading me jabe hame loss hota ha ot is time hamre surt hall kcuch or hote hate ha or jabe hame apne trading kar sakt eha is ke lye forex trading kar sakt eha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                g han some time jab mjy loss hota hia to mera mod thora change ho ta hai ka forex ko chor dena
                                chaye but jab profit hota hia to dill kerta hia is ko hi join rakha jay and is me say hi
                                earning ki jay and enjoy kia jay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X