kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    dfekho k ya alk am batt he k dunie main jiss k pass zaida mal o mata ho to usy khuushal samja jata he to ap ko bi jab eran mily gi to ap bi khush hi hun gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      g haan bilkul sahi kaha ha ap na baat ya ha k jaab hum bilkul active aur fresh ho k trading k lya bait ty hain to hamin unfortunatly lose ho jata ha to hamra mood kabi kabi tora karb ho jata ha aur hum phir uc time tradig nai karty
      • #963 Collapse

        g bhai jaan mai to is mai daily basis per posting b karta hu and is say profit b gain karta hu ey sab say best hai is mai theak say eanring hoti hai humay
        • #964 Collapse

          Trading krte wqt agr profit honey lgey to humey acha lgta h mind fresh fresh sa honey lgta h or trading me maza ata h but agr loss hojay to halt buri hojati h ... dimag khrb hojata h
           
          • #965 Collapse

            g han bilkul is trading mey esa hi ho ta hey or hum is se bohat ziada achi tarha faida utha saktey hen or is se kamiyabi hasil kar saktey hen likin is k bad ap agar apni trading kar tey hen tou waqai is trading mey ap mood ko bhi change kar saktey hen or is se faida utha saktey hen.
            • #966 Collapse

              Jnaab kysy ajeeb-o-gaareeeb log swaal pooch rahy hy koi dhung ka trading k hwaaly sy kisi k paas koi swaal nhi mojood kya
              • #967 Collapse

                Trading bilkul ap k mud ko chang kr skti hai. agr ap ko profit hota hai to ap ka mud acha rehta hai orr agr ap loss krte hien to ap ka mud kharab ho jata. ye aik nafsiati amal hai k faida hasil krne k bad hm khush rehte hein orr nuksan ki surat mien ham naraz ya udas ho jatey hien.
                • #968 Collapse

                  no one knows where the market moves , may fit again unlucky just as what we are doing is contrary to the market, which certainly when trading we can not force the market moves as we asked for, so the better we make the boundaries of price movement and if it turns out to be closed with a loss of only risk of loss trading loss aliases
                   
                  • #969 Collapse

                    yes gee haan my dear jab mujhe forex bussiness mein loss hota hai to mera mood off ho jata hai mujhe khuch acha nahi lagta hai lakin dear zindagi mein loss aur profit to chalta hi rehta hai .i think dear jab bhi humein loss hoga ya high greed laluch say hoga ya hum without analysis apna oder open kartey hain jab tab humein loss hota hai ess liye dear soch samjh kar fresh mind hi trading karni chahiye
                    • #970 Collapse

                      gee trading mera mood tu bahut he ziada change kerti hai kun keh ager stop loss hit ho jaey tu mood negetive ho jata hai aur ager tp hit ho tu positive
                      • #971 Collapse

                        ji bhai ap n thik keha k trading ni us ka result ap ka mood zroor change kr deti hy

                        agr profit ho rha ho to ap khush or agr loss ho rha ho to ap tention m
                        • #972 Collapse

                          Bahi jan forex trading business aap kay mood change karti hay, jesay jab aap ko profit ho raha ho to aap ka mood fresh ho ga and jab loss ho raha hoo to mood bhee udas ho jatahay.
                          • #973 Collapse

                            Yes meresath bhi esa hota he.Lekin hame jab loss ho tab mood off nehni karna chahie.Kiun ki mood off rehenese ham sahi se trading nehni karsakte or hame firse loss hosakta he
                             
                            • #974 Collapse

                              G han ye aik asa business ha jis se mera mood bhi change ho jata ha kun k ye aik asa business ha jis se hmen kafi loss b ho jata ha isi liye hm is business me zyada loss ki wajah se hm is bsuiness me apna mood bhi bht change kar jaty haain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                It is very good for you as a tarder to try and have good analysis when you are in this business so that you can grow at any given period of time

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X