Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Bahi jan forex trading business main hum money managment kay say apany risk ko kam kar saktay hain jesay agar hum big capital say low volume ki lot ki trade lagain gay to es say humain risk kam ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      forex trading mein risk ko ham is trha b avoid kar sakty hai kay is risk ko ham apny upar havy naa kare bal kay us risk se sabaq hasil kare ta kay agy any waly risk se bacha jae or mazeed nuksan hony se b bach saky.
      • #663 Collapse

        i think app forex tardding main risk ko avoid nai kar saktee haib hai yee hai k is ko app kam kar saktee hain and yee hee best way hai forewx main loss se bachenee k lia k kam risk lia jai
        • #664 Collapse

          me risk ko avoid karny k liye trader ko chahiye k wo trading ka bakaida knowledge hasil kare or Forex forum se bhi trader risk ko avoid karny k liye kafi knowledge hasil kar sakty hai. Or agar trader apny technical and fundamental analysis ko theek kar k trading kare ga to wo risk ko ko avoid karne kay liye apko kia karna chahiye yeh apko behtar pata hota hai aur ap yahan forex trade main kuch bhi karlen risk se nahin bach paate hain kyun kay apko na chahte hue risk to lena hi parta hai
          • #665 Collapse

            friends .risk to her kam me hota hy.laikin ap forex me risk se bach sakty hain wo is tara k ap trade kerny se pehly market ka jaiza lay lain.phir trade karin is tara p k quqsan ki sharah kam ho jati hy or munafy k amkanat berh jaty hain
            • #666 Collapse

              I think agar ap market ko anilysis ko read karte rhen ge or sahi waqat pe trade karen ge to risk ka masla ap ko nahi rhe ga malomat zarori hen.
              • #667 Collapse

                bhai sahab is ka muje nhn pata k forex main risk ko kase avid kia jae beacause main b ap ki tarah new hn aur is k baare main muje kuch nhn pata but jab kuch pata chala to ap ko fori bata dun ga
                • #668 Collapse

                  forex trading mein risk ko kam karne ka sab se best tareeqa apne knowledge skill aur experience ko barhana hae kiunk forex trading mein agar ap ne ye teno cheezen hasil kar len to ap ki success yaqeeni hae.
                  • #669 Collapse

                    forex trading main risk ko avoid is trha avoid kia ja skta hai ky apky pas experience hna chye dosra ye ky ap analyze kro apni mistakes ko
                     
                    • #670 Collapse

                      hi friends kia hal hai bhai baat ye hai ke forex mein agar hum risk ko avoid karne ki baat karen to forex ek aesa business hai ke jis mein hume har hal mein risk lena hi parta hai fark itna hi hai ke kabi kam hota hai kabi ziada
                      • #671 Collapse

                        Is business me hm risk se tb hi bach skaty hain jb hm is business ki proper learning kareen gyn kyun k proper learning se hi hm is business me risk lainy se bach sakty hain kyun k proper learning jb hogi tu hm is business me kabhi bhi risk nahi lyn gynn,.
                        • #672 Collapse

                          risky sy avoid karna hota hia aur forex aik real business hay aap forex say achi earning kar saktay hay isi liye ap ko chayie kay forex ko learn karay takay aap ka knowledge increase ho mein forex ko bahot pasand karta hon mein chata hon kay future mein aik acha trader ban jaon aur good money made karon.
                          • #673 Collapse

                            asalam o alaikum friendz ap ne ager risk se avoid kerna hai to apko chahy k ap forex ko chor dein qk forex mein risk k baghair ap kuch hasil nahi ker sakty.
                            • #674 Collapse

                              well jesa k hum sb ko pta b hai k forex aik risky business hai tou aap risk k bagher forex ko nahi kar sakty hai aap ko chahiye k aap yaha risk len lekin soch samjh k sath.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                forex ek risky buisness ha jis mein se risk ko khatam nai kia ja sakta hai lekin app aek achi learning k zariye se aur skills ko use kar k risk k ratio ko kam kar sakte hen aur ek acha trend le sakte hen is buisness k zariye se

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X