Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    ap risk ko kam kar saktay training say experience say aur proper desion making say ap ka risk bohat kam ho sakta ha lakin khatam nahi ho sakta higher the rish higher the return
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      risk ko avoid karny kay laye use full and unique strategy and best money management use karna chaye kuinkay loss ko agr start main control na kia jaye to bad main is ko control karna mushkil ho jata hay aur agr phir bhe loss ho raah ho to stop loss use karna chaye
      • #633 Collapse

        app ne akk asha saval posha he or me app ko batata chalo ke pakistan forex forum per app ko chahye ke pakistan forex forum per lalch na kery khawa wo pakistan forex forum ka besinuss ho ya koi or karobaar ho is se app ko loss hona parhy ga or app kabi bi je kam na kery..
        • #634 Collapse

          Assalam O Alaikum bhai jan ager ap soch samjh ker aur apney emotions ko control ker key ye forex trading ka business kertey hen to is me koi be risk nahi hota aur ap lot size small rakhen ap ka risk kam ho jay ga.
          • #635 Collapse

            Right dear brother forex trading my risk ko agar kam karna hai tu must learning karni ho gi brother ap ko agar learning karo gay tu risk kam ho ga agar learning karo gay tu umeed jano successful trader ho gay
             
            • #636 Collapse

              Forex trading is totally a risky business . Perfect experience is gain you the way to care about the leave of your risk of loss . You can only make a good trade if you have a good experience and knowledge regarding the Forex trading . Forex is the business. Learning and experience is only way to avoid the risk
              • #637 Collapse

                dear forex trading main risk ko avoid karney ka tariqa yehi hai k ap analysis achi tarha karen koshish karen k market k breakout par ap trade lagaen aur 30 se 50 pips hasil kar k trade ko close kardein apney capital ka just 2 se 5% risk lein shukriya.
                • #638 Collapse

                  Forex trading jitni wast business field hay utni hi Riski bhi hay . Eqinan jo kam jitna profitable hota hay uitnahi Riski bhi. Raha swal k Risk ko kaisay khatam ya kam say kam kia jay to us k liay ziada say zida knowledge aur experience hasil karnay ki zaroorat hay, aur eh Pratice aur mehnat say hasil ho ga.
                  • #639 Collapse

                    Jee dekhiye forex aik aisa business hai jis main risk hi risk hai is ke bina ap forex trading main profit earn nahi kar sakte agar ap risk se bachna chahte hain to bilkul knowledge ke saath trade lagaen jis se ap loss se bach sakte hain
                    • #640 Collapse

                      To avoid risk in Forex market always use proper stop loss and proper take profit points, also control your emotions during trading because an emotional person do loss always.
                      • #641 Collapse

                        forex trading main hume bilkul bhe risk nhe lena chaeye risk hume nuqsan ki traf le jata hai r hum business iss leye nhe krty hain k hum apna nuqsan krwaty rahen blky hum business apny faidy k leye krty hain
                        • #642 Collapse

                          agr hum forex forum main say treading karna chaty hay aur hum is forex forum main say acha earn karna chaty hay to humain is forex forum main risk to lena he pary ga aur agr hum is forex forum main risk nahi lety to humain is forex forum main say profit hasil nahi hota is liay humain risk lena chaiy ta k hum is forex forum main say acha profit hasil kar saky..
                          • #643 Collapse

                            aslamu alaikum: dear ap panay risk ko isi sorat mein kam kar saktay hain jab ap apni trade ko apna account balnce ke mutabiq karin meanz kam se kam lot size rakhein.
                            • #644 Collapse

                              forex mein risk tu kam ky liye learning karo aur forex trading say ap bahot ziyada earn kar lo gay mein forex ko bahot pasand karta hon log bhi isi liye forex ko learn kartay hay kiyon kay woh chatay hay kay feature mein woh bhi aik kamiyab trader ho aur achi earning kar layn isi liye aap ko chayie kay ap demo trading karay and ziyada say ziada practice kiya karay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                risk sy aap avoid nai kar saktay aur forex mei confidence lam hai aur forex mein success ky liye aap ky pass full confidence hona chaiye tab aap success ho saktay hain aur is business mein aap ky pass knoweldge aur experince acha hona chaiye aur aur yehi best success wah hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X