Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    forex trading baishak aik risky buisness hay lakin knowledge kay zariay say ham risk ko kam kar saktay hain to bahtar hay kay agar ap risk ratio face kar rahay ho to is ka matlab zay hay kay ap kay trading style main faults hain aur ap ko inhain bahtar karna chahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      bhai jaan is mai humay to risk he ka samna hota hai humay is mai theak say learning karni hoti hai and maine is mai theak say leanrign he kia hai
      • #708 Collapse

        yeahi ho hi nahin sakta hain forex trading main kay hum log 100% ko avoid ker kay trading karin kuch bhi ho hamain kahin na kahin risk lena hi perta hain mager is ko hum kam say kam risk lay kay apni trading ko save ker saktay hain
        • #709 Collapse

          meray bhai is forex k kaam mai app risk ko kisi bhi soorat avoid nahi kar saktay hain q k ye kaam hi risky hay to is ko visky peee k karna hoota hy yaani hosh sanbhal k kaam karna hoota hay
          • #710 Collapse

            me new comer hoon mene trading start nahi ki lekin me apko itna bata skta hoon k agr apky pas experience na ho to trade na kren,, ye risk hota hai bohot bara
            • #711 Collapse

              bhai ap insta fore maine kis chess ko avoide kar saktay haine bus account ki virifying kay bad ap kay liye zarori hai kay ap kisi ko ana email jis say ap nay insta account banaya ho na bataen or na hi kisi ko apna koi password bateyin is ap ki securuty khatam ho jay gi or ap ko wo mali nuksan poncha sakta hai
              • #712 Collapse

                jee han janab ap ny shae kha ha forex treading men risk hota ha forex hi nhi balky tamam business men bhi loss hota ha profit or loss dono he karobar ka hesa ha agar hum forex ky work ko karny ky ly nouth zyada knowlidge or exeprnice ka hona bouth zarore ha or ya hi risk ko kam karsakty hen insan waqt ky sath sath ap ko sub kuch samagh men aajay ga.
                • #713 Collapse

                  trading koe bhe ho kissi cheez ki bhe ho oss main risk layna he parta hay kun keh risk kay baghair aap os trading say earning nhe kar sakkain gay iss ko avoid nhe kar saktay hain
                  • #714 Collapse

                    Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all apakistan forex forum members bhai ne acha thread kia hai aur boht ajeb aur mushkil sa question kr dia hai bhai ap forex main risk ko us wakat hi avoid kr sktay ho jab ap ne is main practice ki ho gi..........
                    • #715 Collapse

                      dear mere khiyal main ager ap k pass experience or knowledge hasil ker len to mere khiyal main phir ap ko forex risky nhi lagey gi dear mere khiyal main dear forex hai ik risky business but is main boht ziyada learning ki zaroorat hoti hai dear
                      • #716 Collapse

                        bhai ap agar new han to phir forex trading ma risk lata hi kayun han? is ma ap ka risk lana ya abhi real account par trading karna khatarnak ha. ap analysis seekhan aur money management bhi to phir hi ap sahi tarah trading kar sakan ga. risk sa bachna ka lia analysis karni parti ha news sa aur market trend sa.
                        • #717 Collapse

                          forex ma risk se avoid nai kia ja skta q k forex aik aisa business ha jis ma hight risk involve ha aur is riks koo sirf tabi kam kia ja skta ha jab trade choitti ki jay.
                          • #718 Collapse

                            hamain forex trading main risk nahi lyna chahye q kay es see hamain bohat nuksaan hoo skta hai es lye main es main risk nahi lyta main apni menual trading karta hoon.,.,
                            • #719 Collapse

                              I think in forex trading u can avoid risk by placing small lots and setting low TP. The bigger the lots of, the higher the risk will be . So guys, we all must play safe and shouldn't go for more risk and avoid going for such trades hurriedly which in the end f the day will give us loss only. We can avoid loss and risk, when we place trades carefully after analyzing the market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                dear y risky tabi hai jb ap forex business ko start krtay hai without learning then y mumkin hai agr ap forex business ko with learningstart krien then y risk kafi kam ho jatahai forex business mai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X