Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Trading mien sub isi baat se pareshan rehte hien ke is mien boht risk he. lekin ager hum himat naa harien to risk se bach skte hien. wo is tarha ke hum daily ki daily market ka trend check krien ur phir trade krien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      Is kam main lalach nhi karna chaheaye kiyin k ye Sara kam risks hai
      • #693 Collapse

        Asalam alaikum brother loss ko avoid is
        tarah kia ja sakta ha ka ap jab bhe trade open krtay ho loss stop laga dia karoo or is ka sath sath ap time ziada sa ziada do magar lalach to kabhe nahi karnee.
        • #694 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashan6 پيغام ديکھيے
          Main new hn forex trading mein aur ap sb se ye puchna chahta hn ke forex ek bohat hi risky business hai,to hm kis tarah risk ko avoid kar sakte hain is mien?ya phir risk ko ham kaise minimize kar sakte hain? :)
          forex trading mein risk ko avoid karna itna easy nahi hy, har koi chahta hy k usy big amount earn ho isliye wo trading mein big isk leta hy jiski wajah sy uski trading risky ho jati hy or wo trading mein earning properly nahi kar sakta.
          • #695 Collapse

            forex mein avoid se save rahna chatay hain tu daily forex ke market view karay aur es mein kosis karay small volume se trading karay ap k liye better ho ga aur es mein big volume na lagae thankful for question
             
            • #696 Collapse

              forex trading bussniess mein risk to is bussniess ka aik hisa hota hai par is risk se larna ana chaiye ap ko apny mind se chalna parta hai ta kay ap ko risk mein kisi kisam ka nuksan na uthana pary bal kay ap us risk mein pass ho jae.
              • #697 Collapse

                sab se pehly welcome in insta forex bussniss is mai ap ko pta hi hoga k ye saary ka saara hi bussniss risk ka hai ap ager risk ko avoid nahi ker skty ap kkoshish kren k ap lalach ko avoid kren bilkul bhi lalach na kren
                • #698 Collapse

                  dear meray khayal mein to forex trading mein risk ko avoid karny ka aik hi tareeqa hy aur wo ye k ap k pas proper knolwedge aur experience ho ta k risk ka chance hi na ho aur ap easily profit earn kar lein
                  • #699 Collapse

                    forex trading main risk ko avoid aisy kar sakty hain aap k aap iss main trade karty wakat lalach na karain aur jo b profit aap ko hasil ho issy gain karain na k forex main raaton raat aap ameer banny ki kooshish karain forex main earn to kafi kar sakty hain lakin iss main earning karny main time dain aur aista aista ac ko barhain
                    • #700 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashan6 پيغام ديکھيے
                      Main new hn forex trading mein aur ap sb se ye puchna chahta hn ke forex ek bohat hi risky business hai,to hm kis tarah risk ko avoid kar sakte hain is mien?ya phir risk ko ham kaise minimize kar sakte hain? :)
                      risk to hr business me hota hai,is se avoid ka asaan hal ye hai ,k ap mehnat r dehan se apna kam kro,r sb se bhr kr Allah tallah ki zaat e pak pr yakeen hona chaiay.
                      • #701 Collapse

                        forex main ham jab tak trading kar k earn nahin kar laitay hain is main say sakoon nahin hota.is main trading karnay k liay hamain risk laina parta hai.
                        • #702 Collapse

                          bahi jan meray khayal mean forex trading mean risk to har waqat hota ha mager hum is ko apni mahnat say our knoledge say kam too kar saktay hean mager khatam nahi kar saktay is kay leay saber ki zayda zaroorat hoti ha yani lot ager loss mean chali be jay too saber say kam lena chaheay
                          • #703 Collapse

                            ap ko mainaik he baat kahaoon ga jab ap trade lgatay hai to sab say pehlay graoh ko study ker layain and us k baad volum ko kome rukh ker trade lgayain.
                            • #704 Collapse

                              Why is planning so important?* Before we answer, Try We reflect Important Trading We Doing? Do We Do not Need Gain? Is Trading Just A Baby?
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                dear trading men koi shortcut nhi he risk to hota hi he ap bs acha experience lo or ziada se ziada knowledge lo or experts se time le kr un se sikho is trha hi apko risk of loss km ho skta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X