forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jitna bhi loss howa ha ap usse sekho zaror k apko loss howa to kiss waja se apko loss howa so mere khayaal se ye bht imp chex ha forex ki trading me k app apne loss se kitna aur kiss hadd tak sekhte ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      There is muck importance of lose because you don't have to do this and if you do this then learn from your mistakes and try to remove that mistakes.
      • #33 Collapse

        sir loss boht se tariqe se ata hai or iski sub se bari wajaa yeah hai k hum demo acount me trading sekhe baghair real trading me shuro ho jate hain mi to kehta hun ka jab tak hum demo account me 2 3 mah tak trading kar ka apna experience na banaa len tab tak hum trading na karen..
         
        • #34 Collapse

          Loss is a part of forex trading. we fall in loss during trades but we have to learn from our every loss and we need to solve the weak points and then we will able to stop it.
          • #35 Collapse

            dear forex trading main ager kisi ko loss be ager ho gya to wo ye na souchay k abb mainkya karo ga balkay app apni ki hui ghalti se seekhnay ki kosis karo.
            • #36 Collapse

              dear yaha loss ki bohat hi ziada importance hai q k agar hume loss ho jae to hum apne ap ko strong banate hain or apni mistakes ko improve kar sakte hain jis se hume hi faida hoga so we have to accept our loss here..
              • #37 Collapse

                forex trading main profit aor loss to hota ha . lakin agr hm experience aor achy traqiy sy aor knowledge hasil kr k trade krain gy to hm loss sy bhi bach skty hain aor profit bhi bht hasil kr skty hain.
                • #38 Collapse

                  mujhe to itna he pata hai aur main yehi samajhti hoon kay loss humari apni mistakes ki wajah se hota hai loss jald baazi main liye gaye decision ki wajah se bhi hota hai hum ager apni mistakes pe work karain to next time achi trade kar sakain gay.
                  • #39 Collapse

                    forex trading me loss ko bhe alag ehmiyat haasil hai yaha sab ko aise situation ka samna karna parta hai kuch log ghabra kar medan chor daite hain kuch log dat kar halaat ka muqabla karty hain jo k bht ache baat hai
                    • #40 Collapse

                      yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain aur in fuure aesa kaam na kre jisse loss hua hain it is very important
                       
                      • #41 Collapse

                        always loved the bad luck, you might be able to help, say, but there's a lot of forex traders always lose `s market, so you learn better and better for you because it will help you, because you love the work, the time required. and some help
                         
                        • #42 Collapse

                          Business mein profit k saath saath loss b oss business ka part hota hai bal k expert traders tou yeh kehtay hain k business kertay waqat profit se pehlay loss k baray mein sochna chaheye kyon k aik newbie se mistake ho janay k boahta chances hotay hain lekin wo expert tab he hota hai jab wo apni mistakes se learn kerta hai aur dobara wesi mistakes nehi kerta.
                          • #43 Collapse

                            forex trading main hmarey liey ager loss ko koi imprtance hey to yahe hey keh hmain loss sey bohat skhney ko milta hey jis main hamre ghltyan sub sey heum bat hain aur ager hm loss kertey hain to us keh stah hmian skhney ko bh ebohat kuch hasil hota hey lekin asaul chez yeh hoti hey keh hm us sey kuch skhtey bhi hain ya bus us ko nzer nadaz ker dtey hain
                            • #44 Collapse

                              forex trading men loss ki bht importance he loss hony sy app k trading k chances limited hoty haty hen agar contineously loss hota rahy to capital bht kum ho jata hen, is leye hamesha trading karny sy pehly demo par practice zaroor kar layn,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Well, losses ya mistakes ka hona itna bara issue nahee hey, issue jab bnay ga ager aap apni mistakes ya losses sey kuch bhee seekh nahee rhey hen. Ager aap apni her mistake sey kuch na kuch seekh rhey hen tou zarur aik din apni mistakes per kabu palengey or successful tarder bun jaen gey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X