forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading mai loss ki bohat ahmiat hoti hai is mai loss sy hamy bohat kuch seekhny ka moka milta hai or hamy jis waja sy loss howa hai hamy apni us ghalti sy seekhna chahiya or us ghalti ko dobara ni karna chahiya jab ham apni ghaltion sy seekhy gy to ham is mai aik kamyab trader ban saktay hain is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading mai loss ki bohat ahmiat haikion ke loss se hi insan sekhta hai loss se app ko pata chalta hai kekis tarha hum neye kam karna hia aur next time ke liye app dobara us fghalti se bach jate hain
      • #18 Collapse

        g dear maina p ki baat sy bilkul agre ekrni gk forex main agr hum loss face krty hain tu os ko hum aik possitve way main lena chahye jin mistakes ki waja sy humein loss hota hai humein chahye hum un mistakes ko smjhein or unhein darust karein ta k agy loss na ho
        • #19 Collapse

          jub trader ka loss hota ha wo ore ziaada behter planninmg se tradeb open kertay han ore apni styretegy ko mazeed behter bnata haiin aur phir experience ke sath trading krta hain
           
          • #20 Collapse

            i always say the losing can help you dear but you need time to do this dear because in forex market there`s many
            traders always lose so you must learn good because its good for you and help you
            • #21 Collapse

              koi bhi insaan kisi bhi experience me expert nahi hota.har insaan se ghaltian hoti hain.ye ghaltian baaz auqat hamari success ka cause hoti hain.hamein ghaltian kar ke sar pakr kr nhi beth jana chahiye balke inn ghaltion ko face krna chahiye.Forex mein loss ki bhi utni importance hai jitni profit ki.Iss loss bhi forex mein important hai.
              • #22 Collapse

                har jaga me loss ki bohat importance hai loss is the pillar of succes loss kar k insan ko bohat kuch seekhne ko mil jata hai 1 new rasta mil jata hai
                • #23 Collapse

                  i think that Loss is also a part of Forex trading . we can learn more from loss , because loss teaches us good lesson , and we can make the best trading next time.
                  • #24 Collapse

                    mare kahyal se hum jb forex ma galti karte he to huma phr bad ma ahsas hota hy k hum ye khaya kiya hy phr next time jb hum trade karn ga phr wo galti ko nhi karn ga jo phale galti ki hoti hy or hum apni mistake ko theek kart he or hum achi hard working kar k profit lete he
                    • #25 Collapse

                      there are very importance of loss in the forex trading who teach us that next time be care full when you strart the trading be carfull but practice can couver the losse at any time so be confident and try your best to recover the loss at any cost
                      • #26 Collapse

                        Dear koi bhi cheez choti ya bari nahi hoti achi ya buri hoti hai or mistakes hon ya profit dono hi faide mand hote hai apko kia lagta hai jo experienced traders hain unhon ne ese hi ek din subah ankh kholi to trader bane hoye the nahi na? Definitely un experience traders ne bhi paisa gawaya hoga kai lakhon rupee koi bhi yeh batein batata nahi kyun k yeh cheezen to kamyabi ki chaabi hoti hain.
                        • #27 Collapse

                          um ko tarding mein loss ke wage denkhan cheny or hum ko apny mistake se kunch senkhan cheny hum ko denkhan cheny ka hum ne konse mistakr khan pher or kesy ke pher hum ko donbera when galtion karn se banchen cheny hum ko loss zayed greed ke wage se hot hein hum ko greed per contrly karn
                           
                          • #28 Collapse

                            g bai app loss hi kamyabi ki reson hai app tokrain kha kha kr hi ek achay forex trader ban sakty hain loss ki waja sea app ko bohat sa sabq milta hi aur app loss ki waja sea ek gulti bar bar ni karing ga
                            • #29 Collapse

                              Loss ki importance bhi kaafi hai forex trading mein,aisa nahi hai ke loss just bura hi hota hai,loss bhi hamko ek lesson zaroor sikhata hai aur hamari mistake ko identify kar deta hai,phir ham un mistakes ko door karne ki koshish karte hain aur kabhi wo mistakes repeat nahi kar rahe.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                har business ma loss or profit dono he hotay hn. but agr hum kaam best tarekay sa karain to hamain is sa loss kum ho ga or profit k chances bhe increase hon gay.loss sub ko he bura lagta ha. but wo loss faida mand ha jis sa hamain knowledge mel jaye.
                                 
                                :cool::cool::cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X