forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Dear jab ap ko loss hota hy tu os k peeche koi na koi mistake hotii hy jab ap os loss ko cover karne k liye trading ko karte ho tu ap ko es mai boht faida hota hy aur ye ap ko achii earning dene k liye boht acha kam kar skta hy... jab ap loss ko smjh jain gain tu ap loss nhn karain gain,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhai loss tou loss hotai hay. chahy wo koi bhi kam ho.loss bhi insan ko us ki apni galtion ki waja say hota hay. bina galti kay koi bhi aik seccese full treadrz nai ban sakta.
      • #48 Collapse

        forex trading main loss hona koi bri bat nhi hay some time professional traders ko bhe loss ho jata hay lakin hr loss ap ko kush na kush sekha jata hay jis ko ap dobara repeat nhi karty es leay loss say preshan nhi hona chahye bs hard work karty rehna chahye akhir kamyab ho he jao gay
        • #49 Collapse

          yes loss ki forex me buhat hi khas importance hai ager apko loss huwa hain to ap ko loss sabaq seekhay ga aur ek lesson hasil kry ga aur is sy apki trading achi hugi aur ap achy trader ban sakty hain ye loss hi hian
          • #50 Collapse

            Forex me kafi traders mojood hai to trading me loss kar k apna dil chota kar bethaty hai or trading ko ek game keh kar choor dety hai or bohat se trader aisy hai jin ko agar trading me loss ho jaye to wo kuch time relax karty hai or phir usi loss se apni knowledge me izafa kar k dobara trading start kar dety hai kyu k wo loss wali mistakes se kafi knowledge hasil kar lety hai or trading me loss he trader ko kafi kuch sikhata hai jis se trader k experience me izafa hota hai or wo ek successful trader ban sakta hai.
            • #51 Collapse

              bhai ap ka sawal bohat acha hai aur es se har new anay walay ko guide line b milay gi k forex ma kaam kese karrna chahye aur loss ki batt ye k humain loss p zada worid nai hoona chahye kyun k its the part of business
              • #52 Collapse

                G ha sir forex me to loss sab ko he kana hota ha q k forex me ager ap new ha to ap forex me loss bi karty ha our profit bi karty ha our ager ap k pass experience ha to ap ko forex me loss kam hota ha our profit ziyada hota ha to me kud bi forex me experience sik raha ho.
                • #53 Collapse

                  i think trading ma loss hone ki bhut si wajohat ho sakti ha un ma sab sy zayada jo yani k main reason ha loss k wo ye hote ha k agr ap trading k doran lalach karo ga zayada profit kamane ka to tab bi ap ko nuqsan ho sakta ha or is k elawa experience or knowledge na hone ki waja sy bi loss hota ha.
                  • #54 Collapse

                    jee my dear me ap ko bath do ky forex me loss khy bh bhot zayda importance ha kyo ky ap forex me loss kar kr bhot zayfda learn bh karty ho our phr ous sa avoid bh karty ha jo ap loss karty hovhy mistake karty ha
                    • #55 Collapse

                      forex trading main loss bohat important hai loss hota hai tabhi to ap seekhte hian agar profit he profit ho to ap mentally soe soe kam karengy apki concentration nahi rahe gi so jab profit k sath loss hota ha to ap tarding pa full concentrate karte ho
                      • #56 Collapse

                        jee han forex main new comers zyada tar apna loss karwaty hyn .. unhy chahiiye k wo emotional na hon balky apni ghalltiyo se sikhyn or poori knowledge k saath dobara kam start karyn
                         
                        • #57 Collapse

                          jee haan forex main loss kafi hota hain agar aap nai waquai main galti say sabaq nahi lia to aap kafi loss kar day gay aur aap phir baad main yah kahay gay kay iss main loss hi hota hain .
                          • #58 Collapse

                            hum forex me order lga ker daar jate hain jiss ki waja sy hame loss ho jata hai is liye ap ko order lga ker kaam sy kaam b 1 din wait kerna chaye jab tak ap ka tp hit na ho jye ager ap ka tp hit ho jata hai aik din main to ap trand dekh ker dubara order lga shakte hain
                            • #59 Collapse

                              Forex trading main loss to hota hai lkn is k sath sath profit b hota hai aur lkn loss kis bina py hota hai wo ap ki learning ki kumi ki waja sy hota hai jis ko ap dur kar skty hain demo account sy loss sy learning b hoti hai .............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Yes dear bilkul sahe bat ha,loss bhe hamre mistakes ke waah say hamen milta ha,likn hamen apne ghaltyoun say he learning liengy,galte bhe aik leason ha,jab ham ghaltyan krengy tab he to sikhengy,loss men bhe hamen learning line chaie,second time is ko sahe krny ke koshish krne chaie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X