forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear forex main mery mutabiq buhat importance hai kion k loss hota hai humain to hum carefull ho k trade karty hain . or aagi sy aik acha plan bana k hi trade karty hain yani humain loss buhat kuch sikha dita hai
     
    Azadar Morai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      insan ka sab se acha teacher us ki ghalatiyan hoti hyn or aik achay or succesfull trader ki pehchan bhi yehi hy k wo hamesha apni ghaltiyo se seekh k unhy dobara repeat nhi krta is liye LOSS ki bhi bohut importance hy
         
      • #78 Collapse

        ager dekha jaye tu forex trading ke business main loss ki bht imporant hai ager samjha jaye tu hum apne loss se bht kuch learn kar sakte hain jo ke humare kaam ata hai forex trading karne main kyoun ke main samjhta hoon ke jo kuch ap loss ko analysis kar ke learn kar sakte hain wo ap wase nahi kar sakte
        • #79 Collapse

          Losses se bachny k liye sort posts ni krna chahiye, copy aur paste ni krna chahiye aur greedy khbhi bhi ni ban'na chaiye. khass kr apni mehnat ki waja se aap iss business me aagy jaa skty ho. Otherwise ap nakaam ho skty ho.
          • #80 Collapse

            forex main jub tak loss nahi hota us waqt tak is main app ziada earn nahi karsakty to q kay loss hi humain is main bohot kuch sikhata hay to humahin loss sy ghabrana nahi chaye or nai strategy kay sath kaam karna chaye.
            • #81 Collapse

              loss ke importnace ye hai ky jab ap ko loss hota hai tu ap ko forex main loss ke waja be sath pata chalti hai aur ager trader samjdar ho tu wo is bat ko learn ker lyte hai jo us ko next time ky lie acha sabit hota hai
               
              • #82 Collapse

                Forex trading aik aisa business hay jis kay loss main bhi hamaray liay profit hota hay kun kay is loss ki waja say hi hamain apni galti ka pata chata hay or next time ham us galti say bachnay ki koshish karty hen.
                • #83 Collapse

                  bhai mery yahan loss ki koi bhi importance nahi hai han lekin ager ap ko loss ho bhi jata hai to ap dekhen k ap se kahan tradiing kerty waqt koi galti hui hai us galti ko ap follor kry or us ko door krny ki poori koshish kren ta k ap se wo dobara galti na ho paye
                  • #84 Collapse

                    loss se jahan hamra capital kam hota hai whan humen biht se cheezyn sekhny ko milti hen , jo lesson ap apni mistake se learn krty ho wo ap ...Stop Loss ek buhat important factor he jo buhat saray traders ko learn karne ki buhat zrurat hoti he Demo account trading me.Is ko koi bhi ..
                       
                    • #85 Collapse

                      asslam o alikum dear's loss humare he galtye ke waga sy hota ha. galtye kise traha ke be ho sakte ha ytane ky posts point ky mautlik na dana our trading sahe atariky sy na karna.
                      • #86 Collapse

                        loss ka ye hay kay atleast trader ko ye loss lesson zaroor de jata hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                        • #87 Collapse

                          G han bro apne bilkul theek kaha he. or hamy agr yeh chahiye ho k hame bilkul loss na ho to demo acount mein barphor mehnat karni chahiye warna agr ham real account mein trading krenge to loss to hojayega but sath sath sabaq b hasil hoga jo hamare liye buhat hi acha hota he
                          • #88 Collapse

                            Loss ki importance is lye hoti hai k issay ap kafi kuch sekh sakty hain aur apko achi trading dekhny ko milaygi lehaza apko chahye k ap achi trading k loss ko samny rakhayn aur usk mutabik trading krayn takay apko minimum next loss ho aur ap achi trade sy lutf andoz ho sakayn islye apko apni loss ko importance dayni chahye.
                            • #89 Collapse

                              Trading main ager kisi ko loss be ager ho gya to wo ye na souchay k abb mainkya karo ga balkay app apni ki hui ghalti se seekhnay ki kosis karo,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Forex traders k upper munhasir hai k wo losses ko kis tarah se lete hain, yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X