forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    han g yeh bilkul sai kaha ap ny agar hmy forex mein kamyab hona hai tu hmy chahiyeh k dihan sy trade kry or achy sy learn kry or agar loss ho jey tu os sy sabik hasil krna bht zarori hai tub e kamyab ho skty hain weasy bht mushkil
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      jab bi trader ko loss hota ha.to us ko dukh hi hota ha.mager trader ko ya janana cahiya kay loss honay kay bad hi us ko ya pata lagta hay kay mistake ki waja say us ko is business main loss howa hay.or jab wo apni us mistake ko door ker layta hay to bad main wo is business ka 1 acha trader ban jata ha..
      • #663 Collapse

        bhai aap ye achi tarah se jaan lain k loss ki importance kya hai kyun k yahan jo aap se loss hua hota hai wo aap ka apni pocket se lagaya hua pesa hota hai ya aap ka kahain na kahain se apna kamaya hua pesa hota hai, is liye loss se bachain or trading main maharat k baghair trade na karain plz.
        • #664 Collapse

          har business me asa hota ha is lye forex me loss ki wja kam experience zyada lalich sy ap apna balance loss kar bethty ho is lye hard work k sath or greed ko door kar k achi trading ki ja sakti ha
          • #665 Collapse

            Forex trading main loss ki bhi kaafi importance hoti hai is main agar aapko loss ho jata hai to ap us ghalti ko anlyze karty ho jis ki waja se loss hua aur us ghalti ko dobara repeat nahi karty is se aapko faida hota hai
            • #666 Collapse

              yr agar ap seekhny ki had tak ki bt kar rahy ho to phir to ap k lia importance intehai important ha wasy nai seekhny ki had yani ap trading me loss karty ho to ap dobara wo qadam na uthao jis sy loss hua ho
              • #667 Collapse

                forex trading main log ye sochtay hain kay loss sirf loss hota hai aur us ke koi importance nai hoti hai lakin mere khayal main forex trading main loss say he hamen trading experience gain hota hai aur trading main achi earning kay lye trading main hamen leverage ko sahi tarah use karna hota hai
                • #668 Collapse

                  koi dunya me kaam aesa nahi he jahan ham loss nahi karte har kaam me loss be hota he or profit be isi trah forex me be ham galtyan karte hen or phir loss be karte hen or jo samjdar hota he woh us mistake se sabac sekhta he or jo ignor karta he woh kamyaab nahi ho sakta is lie hamko apni galti ko avoid nahi balke learn karna chhaiye
                  • #669 Collapse

                    brother loss forex tarding business ka hissa hay agar ham forex tarding business main hardwork karain or mehnat karain to ham forex tarding business main success hasil kar sagtay hain to hamain hardwork karna chahiye or mehnat karni chahiye tab ja kay ham forex tarding business main success hasil kar sagtay.
                    • #670 Collapse

                      forex trading m ugr hmen loss hota he to wo kabhi kabhi hmary lye bhot acha hota he q k hmen us loss sy bhot kch seekhny ka moqa milta he or hm dubara us casualty ko clear m badalny ki khoshish krty hen ta k hm trading m successfull ho skyen.
                      • #671 Collapse

                        Dear in forex trading business where we get loss also we can get a good lesson from it because such lesson which we get from our mistakes in forex is very effected and we never make again same mistake in our life so i think it is good from us to get lesson from our mistakes.
                        • #672 Collapse

                          g forex main loss hony ke to kafi vajuhaat ho sakte hian per dear 1 bat jo main apny tamam koleeg sy share krna chahu ga or vo bat ya hi k plz ap phaly forex ko ache tara seekh lain or pher is business ke taraf ayain thanx.
                          • #673 Collapse

                            ji bilkul!forex main hmesha profit or loss hota hi rehta hy...aur jo hamen loss hota hy us ki waja se hamen apni galtiyon ka pata chalta hy jise hum sudharne ki koshish bhi kar skte hain....loss se hamen aik sabaq milta hy ke kis trha business perform krna chahie..
                            • #674 Collapse

                              dear, forex k buisness mein loss ko b bohat zyada importance hasal hein aur ham apne loss aur us ki tamam mistakes ko learn kar k aek acha trend le sakte hen aur humen acha trend mel jata hai loss sy b
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                g han ham apni ghaltion se hi kuch seekhte hen mistake karne se loss to hota he mager mistake karne se hamen faida bhi hota he next time ham mistake nahi karte jis se hamen loss hota he wo mistake ham nahi karte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X