forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    dear Ager ap nay time mange ni kiya ha aor na he money amnagemnet hai then b ht chances hain ka apko is ma nuqsaan hu sakta ha , so dnt be greedy and take step after the verification....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      Trading main loss ki importance yhi hai k ye bhi baqi businesses ki tarha Forex business ka aik hissa hai aur jis tarha profit earning k chances hotey hain waisey hi loss k bhi chances hotey hain so Traders ko chhaiey k wo apni trades carefully krein ta k loss ka risk kum sy kum ho.
      • #678 Collapse

        g han bhai jaan ap ne aik bhut achi bat ki hay mere khayal main b Forex traders k upper munhasir hai k wo losses ko kis tarah se lete hain, yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain, ya phir wo apne loss se mayus ho ker trading ko chor dain.
        • #679 Collapse

          forex me agar acha profit hota ha to loss bhe hota ha har business me asa hota ha is lye forex me loss ki wja kam experience zyada lalich sy ap apna balance loss kar bethty ho is lye hard work k sath.
          • #680 Collapse

            The main reason is trading psychology. A new trader cant cope with the movement of the market. For this reason they need much time to undertsand the market movement. A trader cant learn trading...
            • #681 Collapse

              ji haan dear aapnay bhut achi baat kahi hay forex mai jitni important profit hay and otni hi important loss bhi hay ku kay profit or loss bussniss kaa hissaa hotay hain bandaa loss kar kay bhi bbhut ku ch sikhtaa hay or knowledge gain kartaa hai isi liye loss ko bhi nazer andaaz nahi karnaa chaiye or achi trading karni chaiye
              • #682 Collapse

                Forex traders k upper munhasir hai k wo losses ko kis tarah se lete hain, yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or even next night out k liye aik behter strategy banain, ya phir wo apne loss se mayus ho ker trading ko chor dain.
                • #683 Collapse

                  yes dear bilkul loss say app kch seekhty hain ager app ko loss na ho tu app ko koi advise bhi na ayy aur app aik achy trader nahi ban skaty iss leay jab bhi app ko loss ho tab app ko us galti ko pakrna cheay jiss say app ko loss hoya ho aur phir app ussko theak karin tab app ko loss nahi ho ga phir uss galti ki waja say.
                  • #684 Collapse

                    Jee dear loss na hota phr tou iss mein seekhne ki koi cheez na hoti. Trade hum seekhte hi tub hain jub humein loss uthana parta hai. Uss se bachne ke liye hum hard work karte hain trading ko seekhte hain aur experience gain karte hain iss mein. We learn alot from our mistakes
                    • #685 Collapse

                      Asalam o alaikum bhaiyes is main loss ki importance hai k hum ko is main loss hota hai to hum is say kafi cheezon k bare main laern kar sakty hain or is say hum ko experience milta hai
                      • #686 Collapse

                        forex trading me loss is most important because it gives us lot of good knowledge experience and the good others knowledge .so every new traders have lot of mistake and lot of good knowledge experience and the good others knowledge ....
                        • #687 Collapse

                          Waise aik tarah se dheka jaye tou loss ki kisi k leye koi b important nai ho sakti hai dear , kiw k sab yeh he chahte hai k unhe kabi b loss na ho , but yeh business he aesa hai jis mein jitna profit hai utna he loss hai ,or loss se insan ko kafi chezo ki samjh ati hai agr wo apni galtio se seekhe tou aik expert bann sakta hai.
                          • #688 Collapse

                            Dear agar insan loss nahi karay gaa to profit kaysay kama ta hay.quen kya iss loss ki waja say hi wo new entry seek ta hay phir agli baar wo us tarah ki entry nahi khalta hay. or kosish karta hay kay us ki entry sahi ho.
                            • #689 Collapse

                              hasil ho jatahai to ham ache trading karsakte hen or acha kama sakte hen is liye hame ziyada exoerince kama sakte hen or is se kamana asan hai is ko student bhe kar sakte hen or job vale bhe kar sakte hen is
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                zeada profit earn kerny k lie loss b kam aa jta he , agar hmein loss ho jay to hmein apni un mistakes ko improve krna chahie or next un se avoid ker k zeada best earning kerni chahie,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X