forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    loss karna ya profit karna yah ap ka apna analysis or knowledge per depend kara ha o aap ko trade lgany sa phla us trade ka bary main 100% knowedge hona zarori ha wera ankhain bund kar ka bandook chalay wali bat ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      dear forex k buisness mein tamam cheezo ko he bohat zyada importance hasel hen aur forex k buisness mein loss se humen kafi kuch seekhne ko milta ha aur ham forex k buisness mein apni mistakes ko learn kar k ek acha lesson hasel ker sakte hen
      • #708 Collapse

        insaan galtiyon ka putla hai aur galti kisi se bhi ho skti hai laikin is main hota ye hai k jab ham is main kam krty hain to hamy pta chalta hai k forex ki aik galti bhi kitni mehngi par skti hai is liye k is se ap ka account bhi wash ho skta hai laikin is main ye hai k ap ko apni galtiyon se seekhna chye aur seekh k kam krna chye
        • #709 Collapse

          loss ko aap as a lesson ly aur is sy khuch na khuch na learn kar aap aur forex students ky liye bi suitable hai aur forex aik aisa business hai aap ko daily 2 hour spend kar ky bohat acha profit make kar letay hain so yeh good hai meray liye aur aap ky liye aur is busines ko aap always join rakey gy.
          • #710 Collapse

            g han forex me hmen loss ki bhi bht zyada important ha kyun k ye aik asa business ha jis me hm apny loss k zareye kafi khuch sekh sakty hain or kafi acha learn kar sakty ha or loss se hmen kafi experince hota ha is liye hmen kabhi loss k waqt ghabrana nahi chahey hmen hmeshah sabr se kam laina chahey
            • #711 Collapse

              wase loss to aik ache cheez nai hy kue kay jab loss hota hy to hum ko nuqsan hota hy mager is ko os waqt important bante hy jab hum apni loss sa learning karte hy pir ye humre lia bht important ban jata hy
              • #712 Collapse

                forex main jab lloss hota hai to ap is sey sekhtey hain aur agli dafa ap is sey bachney k qabil hotey hain jabkey ap ko tajarba barhta hai.
                • #713 Collapse

                  we should be grateful for what we get. and we should not be greedy in the trade. because if you trade with greed then you will not get good results. even've just may have a margin call. for that you have to be careful in trading.....
                  • #714 Collapse

                    Forex Trading Me ap lose se sekhte han or hamesha jab ap ap ke galti ke waja se lose hota he to ap ko hamesha markket me samajna chahye or apni mistak ko koshsih karni chahye ke again na ho or mere hisab se forex markket me lose se insan sekhta chala jata he.
                    Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                    • #715 Collapse

                      is mai meray khayl mai loss ki koi bhi importance nahi hay janb,ha is mai loss ki jo mistake ota hay na jnab,is sya kafi zayad nuksaqan ho jjata hay jnab
                      • #716 Collapse

                        me agar acha profit hota ha to loss bhe hota ha har business me asa hota ha is lye forex me loss ki wja kam experience zyada lalich sy ap apna balance loss kar bethty ho is lye hard work k sath or greed ko door kar k achi trading ki ja sakti ha..
                        • #717 Collapse

                          Loss is not some thing to get worry, rather loss is some thing that can make us more mature, though it is pain full but this pain has the worth role in the acceleration of you in this field of the trading.
                          • #718 Collapse

                            Jhan tak mara khayal ha to us kay motabik Forex trading man loss key bohat zayada importance ha is leya kay is key wajha sayhe ham trading ko learn b kartayhain or is main kam risk b latay hain .
                            • #719 Collapse

                              Forex trading men loss ki importent is lie hain k hum ko yahan se ek acha profit milta hay jo k hum asani se ker sakte hain is k lie hum ko chie hay k hum jo bhi loss kerte hain hain woh hamri pni mistakes ki hi wajah se hota hay is lie hum ko chie hay k hum un se sabaq sekhen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                jee han bilkul ager bagair learning kay trade kee jai tu aap apna time wast he kerte hai aur loss ker bethte hai better yahi hai kay forex kay bare may learn kee jai aur aur trade kerte time apni mistake ko yad rakh ker mistake nhi kee jai aur accha trader hamesha stop loss laga ker he trde kerta hai aur apne capital ko save rakhta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X