forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    forex me loss ki importance tu bht ha jb hmen kisi trade se loss hota ha tu hmen smjh ati ha k hm ne kitni lod kahan lagani ha or loss k bad hmen bht bura lagta ha k ye kia ho gya lakin woi loss jis wajah se howa ha or hm wo galti dobara nahi karty tu hmen bht sa profit b hasil hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      yes dear insan jeanius wahi hota hai jo apni mistakes sy koi sabak sikhta hai or i think jb bhi koi insan loss karta hai to usy us sy khoch hasil karna chaey ta k dobara wo mistake na ho bal k next time porfit hasil karo in mistakes sy ap bhaot khoch sekh sakty hain ap aik achy treader ban sakty hain
      • #618 Collapse

        I have always loved the bad luck, you power be healthy to improve, say, but there's a lot of forex traders ever worsen `s marketplace, so you take finer and wagerer for you because you love the work, the time required.
        • #619 Collapse

          very nice post i like it but i m new at here so i cant reply but know that your forum is best to learn.
          • #620 Collapse

            han ji sahi kaha hy k forex main loss ap ko bohat kuch seekha jata hy is liye ager ap ko kabgi loss hova hy to ap ko himat ni harni chhaiye aur phior sy trading suero karni chhaiey and jo galti ap ny phely ki thi wo dubara na ho main ny b loss kiya hy per ab jo galti ki thi wo dubara ni karo ga .
            • #621 Collapse

              forex trading main loss bhi hota hai aur profit bhi jab humain loss ho toh humain sad nahi hona chahye kyun kay loss se hum log lesson le sktay hain aur future main un mistakes ko na karain jin ki waja se humain loss hoa ho iss se ye ho ga kay hum log acha earn kar payain gay aur sath sath exprience bhi hasil karain gay
              • #622 Collapse

                my dear jab loss hota han tab hi insan achi traha trading krna sekhta han..trading krna asan han..agr kis bhi ko trading nai krni ati to wo demo account se help hasil kr sakhte han..trading ko krne ki experience or skils ki zarorat hoti han..
                 
                • #623 Collapse

                  dekha jae toh forex tradingmain loss ki bhi boht ahmiyat hai q kay aik trader loss e he acha seekhta hai q kay jis ghlti ki wja se usko loss hota hai to wo dubara us ghalti ko repeat karne se bachta hai taky dobara usko loss na ho
                  • #624 Collapse

                    forex mei jitnaa loss ko imortance dena chaiye utni profit ki ehmiyat nahi hay shayad.. q k profit too aap ko ager aik dafa asani see agay hay too aa p ko uss se kuch seekhney ko nahi miltah ay balkey aap k under aik over confedence ki jaga bhar jati hay jiss ki waj ase aap future mei aap apan loss kar jatey hain .... balkey loss aap ko wo sab kuch seekha deti hay joo aap ne kabhi seekhney ka andaaza bhi naa kiya hoo...
                    • #625 Collapse

                      my dear g forex trading may loss say ham ko loss kay sahat saht ham ko is say aik faida bi hota hay agar ham is may loss ham ko hota hay to ham ko is loss say bhot zada knowledge bi hasl hota hay ham is say sikhtay hay or ya galti dobara nhi kartay hay
                      • #626 Collapse

                        agar aap ko loss ki importance ka pta chal jai too aap ko is ma itna faida ho ga ka aap ko pta hi nai chla ga aur aap ko is ma kaam karna ka lia bhut hi zyada manat karni chaiay aa ko
                        • #627 Collapse

                          forex trading me loss ki bht zaida importance ha.Aik acha trader wo ha jo apne loss pe control krta ha aur agar us ko loss ho bi jaye to wo apna loss accept kr leta ha aur aponi trading ko improve krne ki koisish krta ha.
                           
                          • #628 Collapse

                            forex ki trading se ap ko los bahot se wajhoat se hota ha par ap ko ye los bahot se cheze sikhta ha jo age ap ko ek a6a business man bna diti ha
                            • #629 Collapse

                              forex men loss bohat hi ehmiyat ka hamil ha.. Q loss k mutbadal hi hamen profit mlta ha aik kamyab trader wohi hota ha jo kam se kam loss kare es liye loss bohat hi imporance rakhta ha tradig me. lekin loss hone pe aik acha trader gabrata nahin balk wo ape loss ko recorver karne ki koshish karta ha....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                bhai jan forex me loss kabhi khatam nahi kiya ja sakta hai lekin us ko intehai had tak kam zarur kiya ja sakta hai mehnat or practice ki base per is lye forex me jab bhi ayn us se pehly is ko learn zaruru kar len

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X