hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

    Yes dear Humko apni learning Karte Rahana chahie Humko market Mein discipline ke sath kam karna hota hai agar Hamen is market Mein jaldbaji karte hain aur apne account per bahut jyada risk Lete Hain To iski vajah se Humko nuksan Ho Jata Hai Humko is market Mein Soch Samajh Kar kam karna hota hai tab Hamesha market Mein achha decision Le sakte hain Agar Ham is market Mein rules Banakar kam karte hain aur koi mistake Nahin Karte to is market Mein Humko kamyabi Mil Jaati Hai Jo trader is market Mein acchi planning Karke kam kar rahe hote hain vah is market Mein successful Ho Jaate Hain market Mein Apna target set karne ke bad Humko kam karna hota hai agar Ham is market Mein jaldbaji karte hain aur hard work Nahin Karte to use market Mein Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte market Mein Kamyab hone ke liye Humko hard work karna Hota Hai Jab Ham acchi Le Din Karte Hain To fayda ho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

      Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut acchi post share ki hy apne k iss forum p kamyabi hasil krne k liye zruri hy mehnat kren learning hasil kren aur daily basis p kaam krty rhen ta k accha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken tab hi hum kamyab trader bn skty hn aur apni family ko support kr skty hn
      Acchi quality ka kaam kren dil lga kr kaam kren taa k accha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken
      Dosto mehnat Hi esi chez hy jisse hum mushkil kaam bhi asani se kr skty hn aur kamyabi hasil kr skty hn jitna ziada mehnat se kaam kren gy utna Hi hmara faida hoga utna hi acha bonus hasil kr sken gy aur acchi earning hasil kr sken gy
      • #48 Collapse

        Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

        Ji han aapki baat bilkul theek hai hamen learning zari rakhni chahie learning karna bahut zaruri hai learning karenge to acchi earning ka sakenge isiliye apne experience or knowledge ko increase Karen demo per practice Karen market ko follow Karen market ki movement ko samjhaie candles ki pahchan sikhen market ko analysis karna sikhen agar analysis ko karenge to aap sirf Na kabhi ka samna karenge kamyabi ke liye zaruri hai hamesha mehnat karna jitni zyada mehnat karenge aapke experience main utna hi zyada izafa hoga aur aap bahut jald real account ke kabil successful trader Ban sakenge isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud BA khud milegi
        • #49 Collapse

          Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

          hamein hameshan seekhnein kay pross ko jare rkhna chaheya hamein Forex learning ko jare rkhna chaheya jab ham yah Kam kartay rah stay ham jab ham Forex trading ka sath sath yah Kam Kar tay rah tay ham l; earning to hamein es kay bht fyday ho ay rah tay hein hamein Forex learning ko kabe be Nahin chorna chaheya hamein yah pro sasa jare rkhan chaheya
          • #50 Collapse

            Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

            Yes dear ap ny sahi bat ki hai forex mai ap ka learning process bilkul bhi stop nhi ho sakta forex mai ap ko daily basis per learning karna hoti hai kiyun k forex mai her new think dakhny ko milte hai es liye ap ko apni learning per khayal karty hoa daily basia per learning lazmi karna chahea hamen daily basia per market ka visit karna lazmi hota hai taky her point ky sath ham attach rahen or kamyab bhi ho saken es liye ap ky liye zaroei hai k apni learning mai izafa karen or acha perform karen
            • #51 Collapse

              Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

              Assalam walekum ji aapane bilkul theek kaha hai hamesha learning process ko jari rakhna chahie kisi chij mein agar hamen kamyab hona hai to uske bare mein hamen learn karna hoga jitni jyada hamari learning hogi utna hi Ham use chij ko samajh sakenge forex mein bhi humne kamyabi Hasil karne ke liye ye ek achcha trader banne ke liye sabse pahle forex ko learn karna na jaruri hai jab Ham forex mein ine ho jaate Hain kam karna shuru kar dete Hain to hamen forex ki learning ko nahin chhodana chahie Bal ke forex ko jitna ho sake learn karna chahie.
              • #52 Collapse

                Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                Assalam o alikum dear forex members ap sab khairiyat se Hon ga or apna work acha triqa sa kr rhy hon ga g Han forex Pa app kam kr ka bahut passa kma sakty han or is kaliya zarori hy phly ap isko samjh kr Kam kry or achi earning kry forex Pa is kaliya posty krni chahiya or post bhi achi quality ki honi chahiya ta ka app ko is ka fada ho app ko chahiya k app fresh mind ka sath kam Kerna hota hy or hard work kamyabi ka Zrya hy or insan mahnat kr ka bahut passa kma sakty han
                • #53 Collapse

                  Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                  Forex mein kam karte hue hamesha learning process kochar rakhna chahie Forex mein ham jitne jyada acchi lag rahi kar sakenge hamen stop Nahin jyada fayda Hoga aur ham Apne jyada acchi kamyabi hasil kar sakenge isliye main koshish karte rahana chahie ki ham ismein Yadav jyada learning kar rahe hain aur apne learning process ko jyada jyada counter Nahin rakhe hain kyunki iske learning ki koi yad Nahin ham jitna jyada iske bare mein lag Nahin hasil kar sakenge hamara is not Nahin jyada fayda Hoga aur hamare kamyabi ke Chand se jhooth Nahin jyada increase honge isliye hamen koshish karne chahie ki ham jyada se jyada learning Hustle Karke jyada se jyada achcha kam kar sakte hain
                  • #54 Collapse

                    Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                    Assalam O Alaikum han ji janab insaan kelie ilm bahut zarooori hai aur yeh aisi cheez hai jiss kelie hum yeh nahien keh sakte keh yeh ab complete ho chuka hai hamien ub iss ki mazeed zaroorat nahien hai aur agar insaan koi kaam ya forex mien kaam ker raha ho to learning ko hamesha jari rakhna chahie jub hunm apne kaam mien mehnat ke saath saath apni learning bhi jari rakhte haien tab hi hum uss se acha bonus hasil ker sakte hain aur apni life ko kamyab bna sakte haien .
                    • #55 Collapse

                      Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                      Ji han bilkul theek baat hai hamesha hamen learning process ko jari rakhna chahie Agar Ham learning process acchi tarike se karte Hain to hamen bahut achcha profit Hasil hota hai karenge to hi acchi hogi isliye hamen learning karna bilkul bhi nahin chhodana chahie Agar Ham forex mein ek acche trader Ban Gaye Hain ek senior businessman bhi ban gaye hain tab bhi hamen learning point rakhna chahie Jo update aati hai usko acche tarike se karna chahie focus karna chahie aur accha profit Hasil karna chahie
                      • #56 Collapse

                        Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                        G Han jb hm senior members b bn jayn tb b hamein apna focus learning se hatana nai chiaye blke apne km ko or ziyada increase krna chaiye jitna ziyada apni learning ko increase krhen ge ap ki mistakes b itni he km hn gi so apni mistakes ko km kriein achi learning gain kr k... Or is k ilawa ache experience ka hona b lazmi ha or trading k liey experience hamein demo se ziyada acha koi b nai deta
                        • #57 Collapse

                          Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                          G Haan bilkul thek baat hy k hameshan learning process ko jari rakhna chahe es se faida hasil ho ga es lye learning process ko jari rakhna chahe tah k kamyabi hasil ho saky hr kam krein gy tu us se learning hasil krni chahe tah k humein success mily gee es lye hr kam tawajo se krein tah k kamyabi hasil kr sakein
                          • #58 Collapse

                            Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                            Aoa Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur sahi kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear sahi kaha hai forex main ham ko kam ko hamesha jari rakhna chhaye aur mehant k sath hi kamyabi ham ko hasil ho gi isliey best kam ko karain aur good quality wala kam ko karian aur kam k sath hi learning ko jari rakhain O ho dear friend Thanks to karo.....
                            • #59 Collapse

                              Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                              je han dear forex mebers hamen trade kay baray mein api learning k kabhi bhe stop ni karna chihay or hamen forex mein hamesha mehnaat say kaam karna chihay hamen forex jetni zyada mehnaat ho ge ham log forex say otni he ache earning hasell kar sken gay trading mein hamen apnay emotions par kbi rakh kar kaam karna chihay jald bazi hargiz ni karni chihay ager ham log forex mein jald bazi kay sath kaam kartay rehen gay t he hamen frex mein bhut ache earning hasell bhe ni ho sakay ge trader ko chihay keh apnay kaam ko best say best karnay ke koshish karay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                                Dear forex members hope you will be fine all hamesha learning process ko jari rakhen jis se knowledge increase hota hy aur acha experience bhi barhta hy learning process ko daily bases per jarri rakhen jitna ziada learning hogii ap utna acha work performance de saken gy learning process apky skills ko improve karta hy forex forum per learning skills bht faidamand sabit hoti han jis se apky work ki quality aur quantity dono behtreen rehty han learning skills hongii to hi ap acha post work kar saken gy achi threads create kar saken gy learning skills gain karny k leay dosry members ky sath apny knowledge ko share karen information hasil karen jis se ap different stages per acha work kar sakty han aur achi earning hasil kar sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X