hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

    G assalam o alaikum dear friends umeed hy ka ap sb khariat sa hn ga g ha dosto aj ka hamra topic ye hy ka jamesha learning proceess ko jari rakhee to dosto aisa hi hy kah ager hame forex trading mn kamyab hona hy to hame hamesha learning proceess ko ni chorna chahia ku ka ager ham jitna bhi profit hasil kar le ager ham na learning ko chor dia to ham kbhi bhi kamyab ni ho sakta es lia hame a6a profit hasil karna kalia hame daily ki learning karni chahie thanks friends
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

      Assalamu Alaikum learning bahut jyada jaruri hai Hamari aadami karne ke liye learning Aana Duniya Mein Har Jagah kam Aati Hai Tu Chahe Kisi bhi age Mein Kyon Na Ho Hamen apni learning Ko Nahin Chhoda chahie Jitna Jyada Ham learning Karenge Roti jyada hi Hamen earning Milegi Hai Aate Hain aur FIR apni posting Jari Rakhta hun aur trading kar rahe hain hamare pass utna hi fayda hoga isiliye learning ko Kabhi Na chhode is Hamesha Jari rakhen thank u
      • #33 Collapse

        Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

        Dear friends,
        Umeed hai sb friends khariat sy ho gy jesy k bhai ny kaha k forex trading m apko marketing ka knowledge lazmi hasil ho ta k apka ziada sy ziada ho kbi b marketing ka jo knowledge hai wo hamesha ja rkhy kbi b yh na ho k ap kahe k ab itna marketing ka knowledge kafi hai to yha ap galt hai is liay kb b markeet sy dor na ho daily base pr kaam kry or daily ki sargarmioan daily kry ta k ap daily base pr markeet ka analysis kry or profit hasil krty hoe apna life style change kry thanks..
        • #34 Collapse

          Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

          Assalamualaikum dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chiye hardworking krni chiye demo account pr practice krni chiye apne work ko ziada se ziada time Dena chiye Ziada se ziada learning krni chiye apne senior members ko follow krna chiye unki posting ki learning krni chiye
          • #35 Collapse

            Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

            Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay g haan bilkul dear ap nai bilkul sahi farmaya hai kai humay kabhi bi apnay learning process ko stop nahi karna chaie infect friends humay chaie kai hum apnay learning process ko hamesha continue rakhay or zayada say zayada struggle karay friends ap ko forex trading mein tab he kamyabi hassil ho sakti hai jab ap apni learning ko kabhi bi stop nahi karo gay ap zayada say zayada mehnat karo gay or friends agar ap apni learning ko continue rakho gay tou ap ko kabhi bi trading mein naqaami nahi ho infect ap ko ap ki learning ki wajha say zarror kamyabi milay gi So ais liya freiends hamesha apnay learning process ko continue rakahy or apnay seniors kai touch mein rahay ta kai ap ki learning bi improve hoti rahay or ap ko acha experience bi hassil hota rahay or ap aik achay or kamyab tarder ban sako Shukriya.
            • #36 Collapse

              Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

              Forex main learning ka or seekhny ka 1 proses hota ha ap kamyab ho ga han is ka hargiz ye matlb nhe ha ka market ab ap ko loss nhe de ya asi koi chez nhe ha jo ap seekhna chahen is main har roz koi na koi new point mil jata ha seekhny ka lye to ap na is proses ko jari rakhna ha is sa aap market sa update rahen ga or ap ka exprince man bhe izafa hota rahy ga
              • #37 Collapse

                Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                Hamen learning per Jyada focus Rakhna chahie jitne Jada vesi business wala Nahin Karenge ham utna hi acche tarike se is business ko samajh Sakenge aur is business Mein kam Karke acchi kamyabi Hasil kar Sakenge learning bahut jyada Jaruri Hoti Hai Hamen is business Mein Hamesha Apne kam ko mehnat aur imandari ke sath karna chahie Hamen Jyada Se Jyada Achcha vichar Mein hardworking Karni chahie yah business Ek difficult business Agar Hamen mahanata Karenge To Hamen Se easy Bana Sakenge
                • #38 Collapse

                  Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                  Seekhny ka 1 amal hota ha or ye market itna bhe assan nhe ha ka 2 din main ap ko sari samjh a jaye to is main kam karna ha to ap ko kahen sa kisi institue sa kisi schoool sa proper traning lena ho gi ye bhe kar liya ap na to pher ap na practice karna hoti ha tab ap ko maloom hota ha ka market kay work kar rahi ha is ki movement kasy hoti ha or is main ap na kasy kam karna ha lakin pher ap na learning ko nai chorna ha is proses ko ap na hamessha ka lye jari rakhna ha ye ap ka lye behtar ho ga
                  • #39 Collapse

                    Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                    g han humain hamesha achy say apna kam kurnay kaay liye learning process ko jari rukhna chahiye or achay say apna kaam kurna chahiye agar hum es main achay say apna kam kuray gay or achay saaay hum learning kuray gay to asani say humain forex main say success bhi hasil ho jay gii to zyaada say zyada humain acay say apna kam kurna chahiye or achay say apna best day kaay huamin es main say success ko gain kurna chahiye
                    • #40 Collapse

                      Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                      Forex me agr kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye humain chahie kam apni learning ko jari rakhen hamen chahe Ham apne senior members ki post ko learn Karen jisse Forex ke bare mein information on knowledge hasil kar sakte hain jitni jyada hamari learning acchi hogi itna jaldi ham Forex mein kamyabi hasil kar sakte hain learning hi wo zariya hai jo hamen market ke bare mein main experience hasil karne me madad deta hai
                      • #41 Collapse

                        Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                        larning ya pher ye jo seekhny ka amal ha forex market main ya ta umar jari rehta ha kun ka jadeed market ha is ko samjhna itna easy nhe ha to jab ap work kar rahy ha to is main roz ap ko kuch na kuch seekhny ko na mil jata ha jis a ap ka ye proses jari rehtaha or ap mazeed seekhty jaty han
                        • #42 Collapse

                          Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                          Dear apne bhut acha question keha hay forex forum ma kamyabi hasil karn ke liye harmy pass learning ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex trading ma sb pehle hamen learning per focus karna chlye hamen zadia say zaida mehmet ka sath work karna chlye experience aur knowledge ka sath trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
                          • #43 Collapse

                            Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                            Aapane bilkul theek hai Hamen Apne Ladne ko Hamesha Jari Rakhna chahie Hamen Jyada Se Jyada learning Karte Rahana chahie Ham jitne Jyada is business Mein learning Karenge ham utna hi acche tarike se ko samajhne ki koshish Karenge Hamen Apne learning per focus Rakhna chahie aur is business related hamare pass acche experience or knowledge Hona chahie aur Hamen is business ke rules and regulation ko acche tarike se follow karte hue is business Mein work karna chahie
                            • #44 Collapse

                              Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                              salamlykum dear users umeed krti hun k aap sb khairiyat sy hungy hmysha learning process ko jari rkhna chaiy q k learning sy e hmy is chiz mn experience hasil
                              hota hai q k learning ka amal sari life tk jari rehta hai r hmy roz kuch na kuch seekhna chaiy tb e ja k hm ak kamyab trader bn skty hain bs working jari rkhain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: hmesha learning proses ko jari rakhna chayay

                                ji han dear memebrs hameen chhaiy k hamesha learning process ko jari rakheen agar hum learning ko jari rakhengy to hi hum kamyab hongy agar hum learning ko jari nahi rakhty to hum kabhi bhi kamyab nahi hoskty isi liay apko chahiy k hamesha good work kreen aor khud ko strong banain is trah hi apki kamyabi mumkin hy isky baraks sgar ap esa nahi krty hain to ap kabhi bhi kamyab nahi hoskty ap khud ko kabhi bhi strong nahi bana sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X