Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    my dear friend yi sawal acha hay magr may ap ko ik bat bata do kay forex tradding kernay say hamaray namaz per koi asar nahe hota q kay 24 hour may namaz kay leyi sirf 1 hour kafi hay to i dont say that it is a big time
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      business karna aur pher us ko run karna bohut mushkil hota hy hamen trading karty time ye bat mind mein rakhni chahye k her time trading hi nahi karty rehna aur bhi bohut kuch hy life mein jis ka karna hamary ley bohut zarori hy jesy k namaz ka parhna to in oukat mein jab namaz ka time ho jae to us ko ada karna chahye aur dua karni chahye k hum ko is mein aur ziayada tarki mily.
      • #63 Collapse

        forex aik easa business hai jis mein hum free ho kar trading karta hain aik tu iss mein koi bhi time fix nahi hai jab hum chata hain tu iss mein trading kar skta hian forex mein hum ko itna ziada time mil jata hai k hum five time ki prayer ada kar skta hain . forex mein jab se main trading kar ho tu main ne kabi bhi time ki tension nahi li hai.
         
        • #64 Collapse

          i really salute your thinking brother.. i found that post best of best.. well forex aisa business hai jisay ap part time karte ho .. aur kisi b kam ko ap is k sath sath kar sakte ho.. no doubt ye sub kuch jo hum kama rahen hain sub yaha hi rah jaye ga jo zindagi ka asal maqasad hai wo to ibadat hi hai.. so i appereciate your post brother and also give credit to forex k hame wo easily earning ki easy way provide karte hain
          • #65 Collapse

            well ye totally ap ki priorities pay depend krta hai agar ap time nikaalna chaho to kaam chaye koi b ho or kitna hi ho banda time nikaal hi leta hai han bus ye hta hai k namaz banda kbe jalde jalde me parta ha kbe sukon sy
            • #66 Collapse

              nimaz hum pay farz hai aur chahe hum jitnay b masroof hon hame wo kaam wahe pay chor ker nimaz k lye chale jana chahyeaur nimaz he muslim aur ghair muslim k darmiyan fark hai.
              • #67 Collapse

                ge janb forex trading mai aap ke pass full time hota hai namaz ke liye aap ko is business mai kisi kisam ki koi tension nahi hai agar aap allah ko yad karo ge to woh tuhme aur ziada de ga is se hari akhrat be behtar ho ge aur duyab mi be kamyabi mile ge aur waise be jo kam hum kar rahe hai woh allah ki tarf se hota hai isliye hame allah ko kabi nahi bhoolna chahye.
                • #68 Collapse

                  Ye bat to thk ha ap ki bhai k forex trading wo wahad bussiness ha jis me koi boss ya employee nahi hota banda sa kuch khud he hota hai aur apni izat sy kam karta hai aur apny har kam waqat py sath sath he ada karta hai aur sakoon sy apni ibat aur namazain b parh laita hai.
                  • #69 Collapse

                    yes trading provide the enough time for the prayer. one can easily say his prayer on time with jamat. this is a business and no time limit that why no restriction for the prayer. you can say your prayer at time.
                    • #70 Collapse

                      ofcourse it provides you enough tiem for namze , it does not take your enough time, you can easily do your other work to maintain balance in your life, also it does not involve any physical effort
                      • #71 Collapse

                        i think dear ke ager ap ne trading karni hoti ha tou is mein ap har cheaz ko easily time day sakte hain jase sab se important thing jo ke hmri namaz ha jo lazman ha hm usko time day sakte hain r is mein hmein koi muskil nai hota ha is liye ya best ha
                        • #72 Collapse

                          Jee yeh sub sey bara faida hay yeh kay aap dunya or aakhrat dono k he kaam ker patay hen, or Namaz bhee wakt per ada ker patay hen jo is business ka wakai may sub say bara faid hay ager hum smjhnay walay hen tou.
                          • #73 Collapse

                            ji han ap ko apni trades par koi tension nahi huti agar ap ko lagta hai kay price buhut move kaare gi jab ap namaz parh rahay hun tab bhi ap take profit laga dete hain tu ap ko enough time mil jata hai kay namaz apne time par ada ki jaye
                            • #74 Collapse

                              forex trading mai app ko bohat ziada mahnat karna parti hai us ke sath hi apko allah se dua bhi karna hoti hai ye kisi tarha kamyab ho jaoon namaz parna aur dua karna bohat zarori hai us ke baad apka luck apka sath de to app kamyab hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                han gi bilkul trading me ap bilkul azad hai k ap jis time jonsa mrzi kam krna chahae kr skate hai ap nemaz perh skate hai ap khana kha sakte hai. Trading me asal me ap ko bs take profit or stop loss k point mention krna hote hai, baki sb to software apne ap kr leta hai. So, ap keh skate hai k trading ap ko perfect time provide krta hai nemaz k liea.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X