Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ji ha mare dost har kise ki life may ibadat ke bohat he jarurat hay.ham agar bahar work rate to hamko namaaz parnake liay time nahe milta jiske bajay jay bohot logo ki pura din he kharab jate hay.aap agar Forex foram par work karte hay to aap 5 wakt namaaz par saktae hay....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ji han bilkul aap ko time mil sakta he agar aap nimaz ki liye jate hen tu os ki liye aap ko kisi se bhe ijazat ki bhe zaroorat nahen he. aap apne kam se thirra satime time nikal kar bhe nimaz ya ore apne zaroori kam bhe sar injam de sakte hen. es liye forex aap ko har azadi deti he aap apna time apne liye nikal rahe ho.
      • #93 Collapse

        G haan.trading main zyaada time bhi nahin daina parta.main to ik din main ik ya 2 trades he karta hun or mostly mera tp hit ho jaata hai.main is tarah is business ko enjoy kar rha hun or is tarah forex kay saath boohat acha time guzar rha hai.
         
        • #94 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
          Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
          Jee bilkul bhai forex ka aik acha faida yeh hai kay hum waqat per apni namaaz ada kar sakty hain kyun kay ghar main baithy hoty hain aur kisi qisam ka boss ka pressure nahi hota jab kay dosri jobs main hamary liye aisa karna mushkill ho jata hai.
          • #95 Collapse

            ye bat bilkul sahi hay kay is main humain namaz parhny kay lian kafi time mil jata hay or hum apni namaz ba asani time pr ada karlaity hain dosry business main asa nahi hota or baza business to asy hoty hain kay app ko seat par baith kar hi lunch karna parta hay.
            • #96 Collapse

              jee han trading karty howay ap ko tora saa waqt namaz ko daina chiyay ais say ap sawab milta hai aur allah bhi khush hotay hain. namaz zaroor parni chiyay. namaz ko late nahi karna chiyay waqt par namaz adaa karein.
              • #97 Collapse

                han jee bohat achi cheez point iut ki hai ap ne..hmain paisa k sath sath apni akhrat oar b zoor dena chahiey or uss k liey b tyaar rehna chahiey..aor forex aik aisa platform hai jahan hum ye dono kam kar sakty hain..
                • #98 Collapse

                  good question dear forex me log is liye trading karte hai ke hum profit earn kar sake or is business mew hume profit earn karne ke sath sath apne ALLAH ko bi yad jkarna chaiye jis ke waja se hum is qabil hai ke hum busainess kar sake or trading me kafi time milta hai ke har namaaz waqt per ada kar sakte hai ta ke ALLAH se apni kamyabi ki bi dua kar sake
                  • #99 Collapse

                    dosto aap ne bilkul theek kaha forex aik aisa business hai jisay ap apna zati business keh sktay hain apki apni merzi hoti hai jo kro jahan ao jao apko rokne tokne wala koi nhi hota aur ap apni ibadat k sath sath baqi zrori kam bhi ker skte hain aur sath sath earning bhi hoti rehti hai mery khiyal main forex jaisa azad business koi nahi in this world,,,,,
                    • #100 Collapse

                      g bhi jo b kam ha os sy zyada namaz zarori ha os ka lya hamin time nikalna chahiya forex per to hamary pass namaz ka lya boht time mil jata ha
                      • #101 Collapse

                        ap istarah karay keh trad ko tou tum lgo nay kafi wakt diya hwa hay lakin jab azan ki awaz sono tou foran ot k nimaz ki tayari kar liya karo warna ap nuksaan may ho . keo keh trade karnay sey behtar ap ko nimaz be tou trad karna hay in masjid
                        • #102 Collapse

                          Yes off course mere bhai I think, Forex is tara business ha ka is m jis time ap chia Allah ko yad kar sakta ha fore ke business 24 hours hota ha ie ma ap ko jo time sut kara ka lya achah hoga.
                          • #103 Collapse

                            Sab se pehle Ebadat us k baad dunyavi kaam lehaza namaz hamesha ba jamat 5 times parhni chahiye. Aur trading k liye namaz chorna bari ghalt baat hai. Trade ko control kia ja sakta hai take profit ya stop loss k zarriye.
                             
                            • #104 Collapse

                              bro ap nay bilkul thk kha hai kay humen tradig say bht time free mil jata hai us say hum prayaers bhi kr skty han aur doston ko bhi time dy skty han
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Brother forex trading mai app ka pass time he time app ya nai kah sakty ka is time mai busy ho bad mai namaz par lo ga ya bohat dayan or such samj kar karna wala kam hai because is working mai har step such samj kar lana parta hai or ap ya working kisi time be kar saktay ho.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X