Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
    Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
    Bhai, may to namaz k time par trading chor dayta ho, may wait nahi karta market ka, lakin agar thora bohat mujhay lagta hay keh market up ya down hogi to phir may TP aur SL laga dayta ho, bus aur kia karna hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      han g bilkul apki bat waqai sahi hey aur yeh to aik smart busines hey aur is business ko to hum apne ghar ke andar beth kar easily join kar saktey hain aur is main hum apne duniya ke bhi aur akhrat ke bhi sarey kam kar saktey hain easily.
       
      • #48 Collapse

        Bilkul during trade ham Nimaz bishak par sagty hn,nimaz har muslman pe din men 5 martba fraz ke gae ha,trading men bilkul nimaz k lie ijazat ha ,aap trading k doran nimaz par sagty hn,or bishk hamen nimaz bhe parhane chaie,hamen trading men deen or dunya donon mil jaty ha,ya trading ka best system ha.
        • #49 Collapse

          Agree with your post brother trading ke leye apko chaye ke ap apne leye time table bana le aur trading k sath nimazz be pare jo boht zarury he hamare leye
          • #50 Collapse

            yes dear hum forex trading kertay huay apni namaz ko asaani se perh sektay han ye trading kabi bi hamaarey liay rokaawet nai beni .yahi to forex trading k best advantage han k humain is business ko start kernay ya close kernay me kisi se permission lenay ki zarooret nai hoti
            • #51 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
              Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
              being A muslim hammain namaz ki Pabandi karni Chahiyee,Forex Trading hammain yakeenaan namaz Sy nahin rokti,Aap Agar namaz parhnay ja Rahay hain tou Apni Trade main Stoploss or Take profit Zaroor laga kar jayeen k Agar market ap k namaz parhnay K doran Koi or Trend pakar ly tou Ap Ko nuksaan Kam hota hai or Take profit laga ho Tou Ap pc k Samnay hon ya na hon Ap K take profit Wali Value ko Touch Kartay hain ap Ka order profit Main Close ho jaye Ga
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #52 Collapse

                forex trading aik real business hi jis main ap ko namaz ke lye time dena ho ga then hi ap apne business main kamyab ho sakte ho iss lye achi learning or namaz ap ko achi earning ki gurranty deti hi iss lye inn cheezon ko follow kerna ho ga
                 
                • #53 Collapse

                  tym q ni hai ap trade laga k chala jy namaz k liya apka tp r sl laga ho bs phr ap ba fiqar ho k chala jy r apna kam kary namaz aram sy perhy qk namaz ko tu koi bhi ni chor sakta na
                  • #54 Collapse

                    FOrex forum k trading ka business wo wahid business hai jiss main apko namaz yani prayer k lie buhat se time mill jata hai ye ap pe depend hai k ap namaz parhte ho ya nai phr bhi agar bnda dnya ka koi bhi business kar rha hai to use chahye ssab kam chor kar namaz k lie jae thanks
                    • #55 Collapse

                      Salam good triends, Fx trading is a wonderful small business for anyone who is simply just cost-free quarter-hour vost-free with the whole day long, possibly however you possibly can deal and find bneefit, nvertheless for that you would like ability in dadition to exprtise to help deal, it is best to process Fx trading regular to find practical knowledge in addition to expertise.
                      • #56 Collapse

                        Yes forex business aik online business hai jis mei hum kisi bhi time apni marzi se work kar sakty hyn or apni prayers ko asani se time dy sakty hyn because forex business mei hamara koi boss nahi hota is business mei hum apny khud boss hoty hyn is tarah har kam hum time pe kar sakty hyn so its the advantage for all the traders.
                        • #57 Collapse

                          Yeh business isliye bhi bohot hi ziada best busines he keh is business se hum easily apne ghar ke bhi sarey kam kar saktey hain aur apni namaz ko bhi sahi time par ada kar saktey hain aur yeh bohot hi best online business hey.
                           
                          • #58 Collapse

                            g bhai apki bat bilkul thek hain ap namaz time trading na karo balke namaz waqt par ada karey aur ak rule rakhey us rule ko follow karaga kabhi apko bara loss ni hoga forex main...
                            • #59 Collapse

                              thanks dear about this post and i am with you in this because its good for you this market is so good but you must
                              know the best way to do it i think its good for you to do and its so right to you if you want do it
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g ha forex hamy ak aasa trade ha jis ma ham har kam kar sakty ha or sb sa bri bt ham eran to karty ha or sath ma namaz parh sakty hay or ALLAH ka shukar ada kkarty ha ka hamy forex jaesi tarde mili beshak ALLAH ka hath ma sb kuch ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X