No hurry, no worry

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    Apki baat sahi hay agar hum forex trading main jald bazi say kam nahi len gay to hum forex trading main safe hay loss say so humay chahiey keh sabar say kam lety huway trading karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: shahid7865 پيغام ديکھيے
      na ap jaidi kare aur na ap ko koi pareshani ho agar ap in se mehfoz rehna chahyte bhe to
      1-ap ko apni trade aisi jaga lagfani ho ge yaha ap ko kam se mkam loss hota nazar aye
      juld bazi say hum ko kabhi b kam nahi karna chahye aur hum ko hamesha he yha pay asani say he her cheez ko samjh lena chahye aur is ko he samjhna chahey k kesayt kam ko kya jae
      • #948 Collapse

        forex trading main agar hum jitna bhi jaldi kartay hain to hamain is main utna he zaida nuan hota hai agar hum ism ain dehan se kam karain gayt o hamain is main koi bhi fikar naui hoti hai kam ki.
        • #949 Collapse

          yes my dear brother main ap ki baat se agree hoon humain trading karnay k lye patience ki zroorat hoti hai agar hum jaldbaazi se kaam lain gy to humain loss ka samna karna paray ga aur humain is se bohat zyada nuksan ho sakta hai is lye agar hum sabar se kaam lain gy humain kisi qism ki koi pareshaani na ho gi.
          • #950 Collapse

            peoples make the work in forex with great hurry, and due this fail and face the great loss, so it is right we should avoid hurry, if want to save us, no hurry, no worry is the major and wonderful concept
            • #951 Collapse

              Yes off course no hurry no worry because as we all know if we make hurry in our order than we must make a wrong decision in our trading because we can not analyse the market and just for greedy we place may be wrong order which give us big loss and we become worried about this.
              • #952 Collapse

                Trading me jaldi loss ka sabab bnta hey is lye jaldi me decision nhi Lena chahye q k jaldi shetan ka kam hey is lye sabar se kam lo ta k tum trading me successfull ho agar ap koi kam tasali se karty ho to ap ko preshani bhi nhi hoti
                • #953 Collapse

                  Yes you are right No Hurry, No Worry. We must learn to be patient and never to be in a hurry because the trade always come to those who wait and also there is no need to worry about our loss or mistakes that lead to loss, there will always be another day
                  • #954 Collapse

                    je haan forex mein kaam kartay waqt kabi be jald bazi na karay ap ku es mein ziyada loose be ho sakta hai aur dosri baat forex mein hemsha cool rahay ap k liye best ho ga
                       
                    • #955 Collapse

                      achhi baat kahi ap ne brother main to itna janta houn ke kisi bhi kaam mein jaldi karne sey hamari galti karne ke chance barh jatey hen hm sahi tarha tawajo nhi de sakty isliye humey jaldi nhee krni chahiye
                      • #956 Collapse

                        bhai sahab AAp ki baat bilkul theek hy k no hurry and no worry so whichever is work we should not work in hurry and we should not do work in any tension and any type of greed greed and hurry are curse and from devil
                        • #957 Collapse

                          ji bht se log is main waqai bht hi jaldi main hoty hain aur wo ye nhi daikhty hain k is main kam krny se kia hina hai aur kis trha se kam krna hai un ko to bas ye hi jaldi hoti hai k is main kam kry aur aik hi rat main ameer ho jay nhin to chor dain is kam ko un k liye kuch bhi thek nhi hota hai
                           
                          • #958 Collapse

                            han ye bat bilkol sahe ager ap hurry karo ga to loss he ho ga kue ka aksar jo kam hum jaldi may karte hay o aksar ghalt hote hay is lia kabi be hurry may koi kaam na karo warna worry he ho ga
                             
                            • #959 Collapse

                              bilkul jaldbazi se ham koi right decesion nahi le sakte or hamko loss hone ka boht bara risk rahta he is lie ham jald bazi me galt order lagayn gen toh ham tension me aayn ge is lie behtar he ke ham sbar se kam len or kam risk me trade karen is se hamara apna hi fida he or ham bare loss se bache rahen ge or hamesha forex me earn be karte rahen ge IN SHA ALLAH
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                yes some trader jb be trader krta han jaldbazi ka mazhra krta han,jis sa on ko loss hota ha,phr vo forex trading market ko bra bhla kahta han.is lia jald baz hi prshan hota ha,trade hameesha soch samj kr krni chaia.invesment to ap ki ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X