No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    ji han jaldbazi se kaam lene wala hamesha loss uthata hai forex me kiun ke forex aik aisa business hai jis me jaldi karna loss de jata hai aap ko is lye jaldbazi se kaam na len forex me .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      you should be patient in this trading business. you cannot get your expected outcomes so soon. you have to wait while taking decisions while planning and waiting for the trading to work out. patience is the best weapon and the best you can do
      • #603 Collapse

        forex market ma hold power bhi ak support he agar ap trade karte hen or ap ko loss ho raha he tu ap ko chahiye ap market ka intezar kren or sabar se kaam len kun market wapis bhi aa jati he
        • #604 Collapse

          kissi jaga pay decision jaldi lena parta hy kahin pe thora soch k so jis jaga jis decision ki ho means ki right time pe right tareekay ka decision lena hi insan ko kamyab bna sakta hy...
          • #605 Collapse

            Yes of course right this is the best and great concept that no hurry no worry that we need to the work with relax of mind and heat if we want to get the success from it, so we can gain the best knowledge and experience if we do relax and patience trading.
             
            • #606 Collapse

              bilkul thek kah rhe ho bhai app ka jo bhi trader haste mn trading kr rhe hote hain time saving ki waja sa ya profit maximization ki waja sa un ka leya better ha kah woh relax ho kr patience ka sath trade karein and over burden and pressure na leen apne uper us sa un ki trading kharab ho skta ha
              • #607 Collapse

                Yes this is true that hurry results in losses . Because hurry is a work of evil . If you will take any decisions in a hurry then there is always that factor of risk involved which might result in loss most of the time . So we should not take decisions in hurry and save our losses.
                • #608 Collapse

                  dear brother...!forex bht hi acha businee hyy sab kay liay..bht hi kaam ka sawal kiya hy apne..jald baazi to hyy hi nuqsan day cheez aapko sukoon say kaam karna chiay...
                  • #609 Collapse

                    ji han ap forex mai jitna patient hunge utna ap ko benefit huga kiu kay market aksar kuch dino tak slow rehti hai aur jo trader patient nahi hute wo aisi conditions mai jald baazi kar jatay hain aur apni trades ko wrong place par close kar dete hain aur future mai acha chance miss kar dete hain
                    • #610 Collapse

                      ji han bhai jan forex me jaldi nahi karen kabhi agar aap ko kamyabi paani hai to aap ko chahiye ke jitna ho sake aap mehnat se kaam karen or jitna ho sake is me greed se bachen .
                      • #611 Collapse

                        bhai hum ko waisy to jald bazi nahi krni chahiye or phir jald bazo forex mein no brother yeh to ho hi nahi sakta agr aap aisa kro ge to aap paka hi loss mein jao ge or aap ko koi bhi nahi bcha sakta
                        • #612 Collapse

                          jee haan.. bilkul theek kaha.. forex trading men jaldbazi ki waja se aap ko nuqsan uthana per sakta hai.. forex trading men jaldbazi se dour rahainor sukoon se kaam krtay rahain.. sahi waqt pe aap ko bht acha munafa mil jayega!
                          • #613 Collapse

                            Dear trading kartey waqt jald bazi to bilkul bhi nahi karni chahye agar jald bazi ki to parishani to ani hai jald bazi main ghalat tade kar bethogey aur loss ka samna karna parey ga main apki bat se agree karta hon no hurry no worry.
                            • #614 Collapse

                              je han trading me gabrane ki koi bat nahi hy ap ish me apne ap ko confidence dain kuyn k apne trading argr confidence se nahi ki tu ap kis tarha se profit earn karain ge or jaldi karne ki b zarorat nahi hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and jald baazi ki zaroorat nai hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X