No hurry, no worry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    forex ki trading me kabhi bhi jald bazi se kam nahi lena chahye, q ke ap jitna jaldi se kam le ge utna koi na koi chez ap reh jay to jis se waja se ap loss bear kr sakty ho zrori hy ke ap pehly ap market ko fully understand kre phr ja ke trade kre
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Yes of course right this is the best and good concept no hurry no worry that if we want to make ourself tension free then we have to do the work in forex with relax of mind and need to do the work with steady of mind then we can make tension free trading,.
         
      • #618 Collapse

        forex trading main agr hum jald bazi na karain tou humain koi bhi loss nahi hu sakta hai hum khud ko trading main baray loss se bacha saktay hai aur zyada se zyada faida hasil kar saktay hai humain chahiye hai k hum forex main apny sabar se trading karain.
        • #619 Collapse

          bilkul sahi hy no hurry no worry jab bhi hum ko koi trade karnhi chaiay us main jaldi bilkul nahi karni chiay kioon kay jaldi ka kaam shaitan ka hoota hy. trade kartay waqt bhoat sooch samajh kr or daikh ky faisala kr na chaiay. kabhi app jalid karddain trade or market position ko sahi tareeqay say check na krain to us say nuqsaan honay ki percentage barh jaati hy.
          • #620 Collapse

            Asslam O Alaikum han gee bilkul humay forex trading kay business may hurry bilkul bhi nahi kerni chahye agar hum hurry nahi karay gay toh humay koi tension bhi nahi ho gee....its my opinion
             
            • #621 Collapse

              Hurry mein insaan ko bht ziada loss ho skta ha iss liye iss mistake ko starts he mein jaldbaazi b loss k ki trf le jati ha ha
              • #622 Collapse

                mery khayal mein forex trading ke business mein kamyab honey ke liye humy es ke bary mein knowledge skill or experience hasil karna parta hai tab he hum es mein achi income kama paty hain.
                 
                • #623 Collapse

                  boht acha point raise kiya hai mere sath khud mostly aisa hi hota hai juldi main trade laga leta hoon aur bad main tension lene lag jata hoon forex pe jitna relax ho k trading ki jai utna hi profit hia.
                  • #624 Collapse

                    trade lagany me ap ko jaldi nahi krni chahiye soch samjh k trade lgani chahye ta k bad me ap ko fikar na ho kisi kisam ki tension na ho or trade low value me lagani chahiye
                    • #625 Collapse

                      mujy ap ka sawal bht pasand aya hai aur bht acha sawal kia hai ap nay aur main is baray main yeh hi kahu ga k ap jb b trading main ek dam parishan ho jatay ho to jaldi main ap se galat trade ho jati hai aur apko loss ho jata hai ...
                      • #626 Collapse

                        ap ne bht acha mshvara diya hy bhai sb new uers ko k hmy trading me kisi b trha ki hurry me na hon q k jaldi ka kam shetan ka hota hy..or na hi dull mind or preshan mind k sath kaam krny ki zrorat hoti hy
                        • #627 Collapse

                          mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.
                          • #628 Collapse

                            Ye aik aisi jaga he jahan ap ko isme kaam kerny k liye soch samjh k sath or isme neak neat k sath kaam kerna hota hen or isi liye ap ko isme me yehi sala deta ho k ap tahamal se kaam kren or isme kabhi bhi jaldi na kren q k jald bazi humri mehnat ko zaya ker sakti hen
                            • #629 Collapse

                              Each and every trader should pay full care about important factors that could affect your investing. If you are too cautious about your trading as well as your learning, you is going to be getting on the correct side of the business. There is no need to get yourself indulged in any sort of hurricanes.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                Jee bikul mere bhai mujy ap ka sawal bht pasand aya hai aur bht acha sawal kia hai ap nay aur main is baray main yeh hi kahu ga k ap jb b trading main ek dam parishan ho jatay ho to jaldi main ap se galat trade ho jati hai aur apko loss ho jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X