No hurry, no worry

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Asslam O Alaikum han gee humay forex trading kay business may kabhi bhi jaldi nahi kerni chahye itminan say kaam kerna chahye is may he faida ha...its my opinion
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      ap sahee keh rahay hain ky jo traders trade laganay main jaldi kertay hain un ko loss ho jata hai kiyon aap us time us ko proper analys nahi kertay is liya kabhi bhi lalach nahi kerna chahiya or jald bazi sy kam nahi lana chahaiya kiyon ky is tarah aap ko loss ho jy ga
       
      • #588 Collapse

        Waqia hi ap shai kah raha hain jaldi jaldi aur loss ka dar ki waja saa log jaldi trade lagana shuru kar deta hain is liya hama ak dum pershan nahi hona chiya aur suber ka daman nahi chorna chiyaa.
        • #589 Collapse

          forex trading meey ager aap chahtey hai k aap ko koi pareshaani naa ho tu aap ko chahye k jo bi kaam kerney jaa rahey hu un uss ko sochh samajh ker aur jeld baazi naa kertay huey uss peey kaam kiya jaye tu aap hameeshaa kamyaab hu gey ager aap ney koi aisaa qadem jaldi mey uthaya jiss kaa aap ko khud hi loss ho ga
           
          • #590 Collapse

            brother forex trading ke kam ma jald bazi nahi karni chaye is ma trade bohat soch smjh kar karni hoti hai agar aap jaldi ma decision lete ho to phir aap ko liye bohat ziada worries ka bais banta hai aur loss be ho jata hai is liye forx trading ma jald bazi ma trade nahi lagani chaye.
            • #591 Collapse

              forex trading main hum jitney jazbati hoge to ye hamre liye nuqsan ka bais hoga kyu ke aksar dekha gya hai k jazbati faisley dorust sabit nahi hote aur is ka pastawa hame bad main hota hain is liye hame sabar ka muzahira kr k aram se faisle karne chaiye ta k hum loss ki bajye profit earn kare
              • #592 Collapse

                Forex trading mn jaldbazi nahi chalti agar hum forex mn jaldbazi kr jain to hum loss uthain gy so hum ko chahye k hum jaldbazi na karain kyoun k some time forex market hamary against chali jaati ha aur hum ghabra jaaty hn aur kuch deir k bad doobara market hamari favour mn aa jati ha.
                • #593 Collapse

                  haan ye baat bhi aap ki sahi hai ke kaafi saare log market ko read kiye baghair or movment ko bina dekhe trade laga dete hain jis se un ko sirf loss hi hota hai or lot zyada hone se un ka bonus wash ho jata hai
                  • #594 Collapse

                    ji han bilkul forex me jald bazi bht nuqsan dai hai isilye jo jald bazi ni krta usay loss ka dar bhi ni hota q k jald bazi se bht say concept mis hojatay hain aur loss hojata hai isilye tension bhi hoti hai is post ka yehi matlb hai k na jald bazi karain na hi tension hogi no hurry no worry..........
                    • #595 Collapse

                      ASSALAM O ALEIKUM hmmm g hum me se bht sare trader ese hain jo jald bazi me trade laga dete hain koi planning nh krte risk calculation nh krte jis se unko unexpected result milta hai phir wo pareshan hote hain ,,,to hum sab ko chaye k hum sabar se kaam len or hr trade ko proper planning k sath shuru kren ko face krna easy ho jata he kyun k wo hum ne pehle se plan kiya hota he lakin agr hum koi bhi decision ya kaam jald baazi main krain gain to hamain nuksan bhi ho sakta he. ais liy koi bhi kaam krne se pehle us per achi terha se soch lena chahe jald baazi main koi kaam na krain.
                      • #596 Collapse

                        ji han dear forex per jald bazi karna or apnay apko forex mein teez ya experience trader samajhna kisi k liye bhee loss ka bais ban sakta hay is liye forex per market ko samajh kar sukon k sath her trade karni chaye.
                        • #597 Collapse

                          haste makes waste. taking dicision in hate is always harmful for you. you need to be cool minded for the trade . if you do not focus on your trade then you ll lose you money.
                          • #598 Collapse

                            ld pay full attention to important factors that can affect your trading. If you are too cautious about your trading and your learning, you will be gt pasand aya hai aur bht acha sawal kia hai ap nay aur main is baray main yeh hi Oahu ga k AP jb b trading main ek dam parish an ho satay ho t
                             
                            • #599 Collapse

                              thek kaha aapnay forex mai jaldz bazi mai kam kar k apna nuqsan kar sakty hain q k forex ek rsiky business hain risk ko kam karnay k liye jaldz bazi na karay tu aap bharay loss se bhaj jay gaye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                It is good line no hurry , no worry , It is truth that if you do any thing with hurry then there is chance of loss is also big. But if you do something with patience then the chance of loss is also less.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X