No hurry, no worry

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    bilkul kahtay hain na k jaldi ka kam shaitan ka ha .,.... aur aksar roads pa likha hwa aap nay daikha hogaa k "speed thrills but kills " so bhai jald baazi sa kam mat lu ....aur tasali rakhu IA acha hi phal milay ga .....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      bhai jan Forex mein bari ehtiyat se work krna hota hai jitna zeyada saber k sath trade karo gae.tu ap itna hi zeyada profit earn karo gae jald bazi mein loss hum bohut zeyada kr jate hain lalach bhi nuksan ki tarf ley jati hai.....
      • #753 Collapse

        G han mere bhai aap ne theek kaha hai mai aap ki baat se agree kata hun humain jalad bazi mein faisle nahi karne chahain aur apne faislo ko fresh mind se aur achi tarha soch kar karna chahain kiyo k yaha ko turning point nahi hai jo ho gaya so ho gaya is liye achi planning k saath trade kare.
        • #754 Collapse

          kuch treaders apna faisla jaldi ma kar laty hain baghair kis risk kay or woh treading karty huy es bat kay bary ma he sirf sochty hain kay sirf unko profit he hoga los ka to unky mind ma koi concept he nahi hota or phir woh pareshan ho jaty hain es leay na ap jaldi karen na apko pareshani ka samna karna parey
          • #755 Collapse

            yeah u right bro aaap bilkul theak keh rahay hen trader ko koshsh karni chaheye hai k apnay emotions aur apnay worries ko side m rakh kar trade karay ta kay trading k time koi ulta seedha decision na le paaen warna loss face karna pr skta he
            • #756 Collapse

              This is the fact any moment that you will be investing it isn't healthy being horsy for this reason you need to invest some time to produce excellent examination in which will provide you with excellent benefit from a single stage for the some other to enable you to help make excellent income.............
              • #757 Collapse

                mujy ap ka sawal bht pasand aya hai aur bht acha sawal kia hai ap nay aur main is baray main yeh hi kahu ga k ap jb b trading main ek dam parishan ho jatay ho to jaldi main ap se galat trade ho jati hai aur apko loss ho jata hai
                • #758 Collapse

                  Jee haan bhai jaan bilkul hume forex me jald baazi nahi karni chayye jald baazi me hamara mind theek se kaam nahi karta aur hum galat faisla kar bethte hain jis se hume loss hi hota hai.......
                   
                  • #759 Collapse

                    g bhai jaan hum ko forex may bhai jaan jald bazi say bachna chay bhai jaan hum ko hurry aur warry say kam nahi lana chay bhai jaan
                    • #760 Collapse

                      quite a few traders get the decisions within an hurry devoid of realizing your current risks associated with in That decision That usually bring a unexpected result ALONG WITH causes them an loss in forex, therefore a good correct planning can save you inside and so much worries.
                      • #761 Collapse

                        g bilkul trade krte hue kbhi bhi kisi soorat jaldbazi nahi krni chahaiye kyon ke is se loss ho skta hai jb tk knowledge ke mutabik trade na krain kaam nahi ho ga learning se earning hoti hai mehnat se kameyabi hoti hai
                        • #762 Collapse

                          g bhai ma aap ki baat se agree krta ho jalbazi achi nahi ha forex mai ye 3 cheeze chorna chaheyai kionke greed aur hurry trader ke skill ko khatam kar daite hai aur trader ghalat faisle kar laite hai jiss se loss hota hai aur loss ke baad himmat nahi harna chaheyai aur dobare zyada haard working karni chaheyai
                          • #763 Collapse

                            ji han bikul bro main ap ki abt se agree karta hon k jab hum kisi bhi kam main jald bazi karte hain to humeu us ka nuqsan hi hota hai kyun k jald bazi se koi trade ghalt lagne ki wajah se humey akfi nuqsan ho sakta hai
                               
                            • #764 Collapse

                              Jee haan bhai hume forex me jald bazzi karni nahi chayye hume pata nahi kia hota hum kiyo jald bazi karte hain jab hum koi job karte hain ya forum par post karte hain jab bhi to hume sakoon se bonus ka wait karte hain na pora month lekin jab hum forex me trade karte hain to hum foraan jald baaz ho jate hain jiase ap job karte hain usi tarha forex ko bhi karen jald baazi nahi karen.......
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                ha gjnab,bilkul tehk janb,maui to yahi amjhti hu janb......k insaan ko kaam jo hay wo be happy ho k hi karna chaye janb,,tub hi is ko faida ho ga jnab......
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X