Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    ap agr trading my mistakes kro gy to success ho gy na ap trading my jab koi na koi mistake kry ho jis ko wjha sy ap ko loss hota hy to phr ap trading my loss krny ky bad wo walo mistake dobara nahi krty ho is ley insaan apni mistake sy hi learn krta hy mistake ho jati hy but acha trader wo hi hota hy jo apni mistake ho phr nahi krta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      mere khyaal se ham forex trading mai zada ghaltiyan karte hain mgr ham un ghaltion se seekhte hain or ham mazeed ghalti karne se bhi bach jate hain qk ham ak ghalti kar k usko dubara nahi karte hain bal k us ghalti se seekhte hain
         
      • #423 Collapse

        yes forex main jo hum mistakes kertay hain un say humain waqati loss hota hai per humain chahiay kay hum apni mistakes ko kum say kum kerain kiu kay hum apni mistakes say jitna learn kertay hain wo kisi bhi teacher say nahi seekh patay hain is liay next time kay liay ehtiyat kerni chahiay
        • #424 Collapse

          mera ye kehna hai k ghaltiyun say sahi maino main faida ho ta hai kiyun k jab tak ghalti na ki jaiey tu hamen pata hi nahi chalta k ham treading k busniess kaisey kama saktey hain ghalti karney say jo loss hota hai usee say hamen profit kamaney k bhi samajh ati hai eik ghalti baar baar ki jaiey to wo bewakofi hoti hai .
          • #425 Collapse

            If you are doing mistakes while doing this business then it is really bad for you because you have to earn in this and please learn from your mistakes then you can be able to earn in it.
             
            • #426 Collapse

              yr galteyo se insaan bohat kuch sekhta hai aur phie end result bhe acha melta hai is leye mistakes se tension nahi leney chahey balkey ap ko to mistakes se sekhna chahey aur phir ap ko result bhe acha mil jaye ga...
              • #427 Collapse

                Jb tk insan galti nai krta os time tk seekhta nai forex may Galtia krnay k bad seekhnay ka or agay barhnay ka moka Milta hay.
                • #428 Collapse

                  very good question I think that humara nuqsan ho jaya to hum bohat mayus ho jata hain lakin asl ma humin ya ni pata hota k hum apna nuksan ko kis waja sa kr raha hain galti kia jo hum sahi trhan sa work ni kr raha humain in chizaon ko dacha k skhna chaia k hum kia galti kr raha hain or aga ja k kia kr sakta hain esa kasa sahi kr sakt ahain
                  • #429 Collapse

                    mistakes ka bht zda benefit hy ku kay jab hm mistakes karty hyn and thn usko correct krty hyn to hmy khyl rah jata hy or hm easily nxt tym idntfy kr lyty hyn problms ko es lye hmy chye ky galtion jo hm phly kar chky hyn unko dbra repeat na karyn..
                    • #430 Collapse

                      bhai jb b ham se oi mistake hoti hai to ham zaror pereshan hote hai or yeh sochte hain k ham se kahaan ghalti hoi or akasar ham apni ghalti ko pehchan lete hain or hamari hi hamari teacher b hain jin se ham sekhte hai
                      • #431 Collapse

                        agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar nuksan ho jay to hamy aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han or ye ha faida or agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara nuksan hota ha jis waja say hamy bohta loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata ye ha nuksan
                         
                        • #432 Collapse

                          forex trading aik online buiness hy i smein hum ko experienc k sath tradingkarna hoti hy ager hum is ko samj kar trading nahi karty hen to is mein hum ko loss bhi hota hy to achy trader wohi log hoty hen jo is mein loss kar k dubara woh loss nahi karty hen bal k us sy hi sekhty hen.
                          • #433 Collapse

                            g han hum se forex trading main mistakes bhi must hoti hain or aqal mund wo he person hai jo apni mistakes se learn kry kiyun k koi bhi mistakes aik lesson chorti hai humary liye agr hum apni istakes pr work kr k in pr control kr lyn tu kafi badi nuqsan se bach sakty hain or khas toor pr forex trading main hum se koi mistake hoti hai tu iss ko lazmi control kr lena chahye kiyun k huary pass itna moqa nahi hota hai live trading main k apni mistakes ko again and aagain repeat krein
                             
                            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                            • #434 Collapse

                              Jis mistake say ap seekhain wo mistake ap l kiy faidamnd hay ham k o forex trading main knowledge hasil karna chiye kioun k ager ham ko es ka knowledge ho ga to sahi baat ha ham ko es main profit bhi kafi ho ga es liye main bhi earnning se ziyada learning ko he tawaja deta houn ye bahot he ahm ha forex trading main es k bagher ap forex main profit nahi kama saktey ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                app agar forex busienss main mistake se kus learn kar sakta hai to hi app ko forex business gain kar sakta hai so app ko forex busienss main kistake se kus learn karna chyea hai or fir real account pe trade karna chyea hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X