Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2086 Collapse

    Candles of all kinds and explained, flag Each candle assimilation time and time periodsharp price on the chart and also important candles learn well so trading can be a good
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2087 Collapse

      it is true that some time our mistakes may give use profit but this not mean that we repeat it again and it will give profit again because the mistake is mistake either it give you profit so learn better to earn better
      • #2088 Collapse

        g dear forex mai mistake se hamy faida hota hai kiun ke hum jo ghallti karty hain us se humy ye pata chalta hai k hum ne kis jagah ghalti ki next time hum is ghalti se bach jaty hain aur profit earn kar lety hain
        • #2089 Collapse

          Forex trading me mistakes hona lazmi baat he lekin ashe trader wahi hote hen jo apni mistakes se seekhte hen aur aage wahi mistakes nahi krte forex me loss hona lazmi he hamesha profit koi nahi kr sakta
           
          • #2090 Collapse

            half of the way has already been passed ... will only gain experience and work ... to work to win ... and those who can not criticize yourself, those are constantly fed the forex market ... most of these people ... and there is so many negative comments about the market ...
               
            • #2091 Collapse

              mistakes sy ap ko nuqsan to mil he jata hai but ap ko us mistakes sy bht kuch learn krny ko milta hai in forex ap mistake sy wo point again strong krty ho jis ki wja sy ghalti hoti hai and i think mistake hmy zyada sikhati hai...
              • #2092 Collapse

                dear hamin apni mistake se sabaq hi seekhna chaiay khun k is main ager ham dobara mistake kertay hain tu loss ho jay ga
                 
                • #2093 Collapse

                  Insan ghaltion se he sekhta hai. agar ghaliti nahi kare ga to
                  sekhe ga kase insan gir gir kr hi sawar hota hia.
                  • #2094 Collapse

                    mistake se ap ko waqati tour par to nuksan hota hay par is ka aik faida bhi hota hay wo yeh keh ap us mistake se sabaq seekhtay hain. our aind se us mistakes ko cover karnay ki koshish kartay hain.
                    • #2095 Collapse

                      Dear waise tou mistake se kabi faida nai huwa insan ko, per insan galtio ka putla hai jab tak mistake nai kerta tab tak usy samjh nai ati wo seekh nai sakta , agr tou mistake ko samjha jaye tou un se insan bohat kuch seekh sakta hai wo us insan k leye faida ka he bais banti hai mistake.
                      • #2096 Collapse

                        saaalaam bhai jee app forex mein kaam akrtay hain forex mein mistake ka faida un logon ko hai jo us mistake se faida uthain jin logon naay faida nahi uthna un kaay liye niqsaan he hai
                           
                        • #2097 Collapse

                          But do not be confused between the forex market and trade futures contracts and that you are buying a contract for
                             
                          • #2098 Collapse

                            forex ma trade krnay k liay market analysis boht zrori ha kio k is se aap galtion se bach sktay hain insan galti ka putla ha galti ho hi jati ha is galti se insan sekhta hi ha dobara wo aisi galti nai krta ......
                            • #2099 Collapse

                              jee janab aagar koi banda apni mitakes sey seekta nahi hey thab merey niiiz mey wo aik bekar insaan ho sakta hey or ye business tho hey hee aisa key is mey mistakes ka boht barha harjana chukana parhta hey or agar aap seeko gey nahi thab aap ki is business mey koi jaga nahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2100 Collapse

                                mistake karney sey boht nuqsan hota he magar inhi mistake pe ap practise karoge to yehi mistake ap ko boht agey legaen gi agr ap in pe gor karen ge or koshish karen ye mistake aenda nhi aey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X